6.

1.4K 144 33
                                    

After two days,
The person who was explained just opposite to ranvijay Singh's description haseena read
(on google..aur aap jaante ho google ki sacchai...😅😅)
He got up and a servant said..

Servant: ranvijah sahab aapse bahar koi milna aaya hai..

I know you have guessed he is ranvijay... He wore his silk robe and went out... He saw a girl in specs and formal clothes waiting for him...

RVS: hm.. Woh anubhav ke case ke do saal hai.. Uske baad uske aane ka business pe farak pad sakta hai isiliye woh is ghar mai nahi aayega... Uske liye flat ka intezaam ho gaya..? (Rudely)

Girl: ji sir.. Par agar kisiko pata chal gaya ki woh begunaah hai  toh.. (Timidly)

RVS: (shouted going to her face) tum anubhav ki us aaya ki beti ho aur aaj tak har sach chhupane ke paise diye hai na.. Toh had mai raho.. (Staring her wide eyed in anger)

Girl: sorry sir... Woh toh anu bhaiya aapke bete hai toh.. (Scaredly)

RVS: (smirked) sautela.. Usse zyada mere bhai zaroori tha.. Saga aur usse bhi zyada business.. (Sternly) gaya toh gaya paise hi toh dene hai phir mere pairon mai aa girega mera beta.. (Dramatically'beta')

Girl: ji.. Ji sir.. Hum chalte hai aur us flat ka kaam dekh lenge.. (She scaredly was going when he held her hand)

RVS: suno..(shouted) tumhe maa ke jaane ke baad padha ke naukari isiliye di ki tum chup raho.. Isiliye nahi ki tum ugal do jake ki "anu bhaiya ne toh maa ka ilzaam sar liya." (Mimicked a sweet voice)

Girl: samajh gayi sir..

She went from there and get collided with two uniform clad persons.. They were haseena and karishma..

Girl: didi.. Please mujhe yeh.. (Cried)

HM: (hugged her) shh.. Jaisa ki waada kiya tha.. Ab tumhe hum job dilwaayege.. Yahan se chhod do.. Thik hai.. Experience certificate woh nahi dega par hum hai na kaabiliyat ke certificate.. Tumne apne anu bhaiya aur hamare anu ke liye bahut kuch kiya hai.. Thank you roshni... (Kissed her head)

Ro: nahi didi.. Mujhe pata tha ki maa ki galati nahi thi par bhaiya ne bhi galat nahi kiya hai isiliye hume unhe insaaf dilane ka mauka mila to zaroor dilwaayenge... (Smiled)

KS: saboot mila tumko.. Batao to.. (Hesitantly)

Ro: lo didi.. Aap galat samajhti hai bhaiya ko..

Karishma played that microphone and listened their talks.. She was crying when recording ended...

HM: dekha karishma singh.. Tajurba kehta hai hamara..Kabhi kabhi aankhon dekha aur kaano suna bhi jhooth ho sakta hai.. (Wisely)

KS: hu.. Humko bhaiya se milna hai.. Please maddam.. Please..

HM: zaroor.. Chalo.. (To roshni) tum ghar jaao aur interview ki taiyari karo abtak ki tumhari situation aur experience mai bata dungi par interview clear karna.. Hmm..? (Held her shoulder)

Ro: ji didi aur hum sab jaante hai bas darte the... Aap help  chahen toh hume kabhi bhi bula lena bhai aur hum hamesha aapke saath hai.. Jai hind..

HM: jai hind.. Bye.. (She left and to KS) ab batate hai sab kuch.. Chalo..

They reached jail and went to anubhav's cell.. Haseena ordered constables to not come there as they are investigatinh another case related to him.. So, no one doubted them..

In cell,
Karishma saw her brother who was clad in designer clothes always was now wearing a criminal's clothes... She touched his shoulder as he was lost somewhere..

MURDER'S LOVE.. 👿🔪Where stories live. Discover now