7.

1.3K 147 39
                                    

Same day,
Haseena was very happy as she achieved her first goal and atleast got a preof to reopen the case... She happily went home and her ammi thought she'll be upset like last three days..

SM: haseena..Khana khayegi kya.. (Blankly)

HM: (hugged her from back) bilkul kahenge jaaneman... (Kissed her cheek)

SM: (surprised) aaj bahut khush hai.. Pichhle do din se toh na abbu se baat ki na ammi se aur khud uth jaati thi.. (Caressing her cheek and she felt guilty)

HM: sorry ammi.. (Lowly)

SM: (lovingly) kya ho gaya tha hamari shehzaadi ko.. (Serving for her also)

HM: (in her world) pyaar... (Whispers and as she was near her ear ammi listened)

SM: kyaaa.. (Shocked and happy)

HM: aa.. Ku.. Kuch nahi ammi.. (Nervously sat on her seat) aa.. Aaap khana do na bhookh lagi hai.. (She diverted topic)

RM: (came and sat) kya baat hai aaj hamari pari khush hai.. Hume toh laga aaj bhi mood kharab rahega.. (Smiled teasingly)

HM: aisa nahi hai abbu... (Like kids) hum ek case ko reopen karna chahte hai.. Usike proof mai lage the.. (Ate a bite and gesture that it's yummy)

RM: konsa case reopen karna hai aur kyun.. (Confused) koi connection hai kyaa..

HM: (coughed on 'connection') na.. Nahi abbu.. Humne sabke saath woh file dekhi toh usme kai saare loopholes the.. I think usme galati hui hai aur use dobara investigate karna chahiye.. (Genuinely and maturely)

RM: hmn.. Agar aisa hai toh.. (Thought for a while) sahi kiya..

SM: are bass karoo.. (Shouted and they got scared) yahan bhi case case.. Chup chap khana khao.. (Ordered)

They had their dinner and haseena went to her room... She was laying on bed opposite.. Her legs were on headrest and her head hung upside down on opposite side.. She was staring anubhav's photo in phone she took while entering hidingly.. Her phone was in air as she held it away from her face...

HM: (to photo) kya bana diya hai aapne Hume anu... SP haseena malik.. (Proudly) jo ladko se baat bhi nahi karti thi, har waqt bas kaam mai lagi rehti thi aur koi kaam chhupke nahi karti thi... (Sighed) aaj chhupke tumhare photo leti hai, aur kaam ki jagah ab us photo se baaten karke timewaste kar rahi hai... Uff.. (Again smiling like a teenager)

She was smiling like a fool and talking randomly about herself and what she thought of her lifepartner and all that when her phone rang... She flipped herself and squealed seeing the name..

HM: naanuu.. (Chuckled loudly)

She picked up the phone and a elderly voice spoke jokingly... "Kar li apne hone waale shohar se baat"... She was her maternal grandma raksha kaushik(RK)

HM: (surprised) bhai bhabhi ne bata diya..?

RK: haan.. Unke pet mai tujhse judi koi baat kahan pachti hai... (Laughed) ab bata kar li apne hone wale shohar se baat.. (Teased)

HM: (sat cutely) kahan naanu... Woh toh maante hi nhi ki unhe humse pyaar hai.. (Complain) unki photo se baat kar rahe hai.. Aur bhai ne nhi bataya kya.. Ki woh jail mai hai.. (Sadly) ek galat ilzaam mai ander hai woh.. (Tear escaped) unhi ko nikalne ki toh hum koshish kar rahe hai... (Sternly)

RK: Tu zaroor kaamyaab hogi beta.. Jaise tere mama ne teri mami ko chhudaya tha na us galat ilzaam se waise tu bhi apne anu ko chhuda legi.. (Encouragingly)

HM: hmm.. Phir woh dono ka accident ho gaya aur woh chale gaye.. (Missing them)

RK: hmm.. (Control her tears) waise achha hai na ki unke karan tujhe ek udahaaran toh mil gya...

HM: naanu.. (Stretching it)

RK: bol na betaa.. (Lovingly)

HM: hume dar lag raha hai.. Abbu ko pata chalega toh woh hume.. Hume unse dur hone ke liye to nahi kahenge naa.. (Innocently) hume nahi pata ki sirf do din mai kaise par hum anu ko apni life bana chuke hai.. Unki na hogi tab bhi hum unse dur nahi jaayenge chahe kaise bhi rahe par unke saath hi rahenge.. (Emotionally)

RK: nahi hogi tere abbu ki naa.. (Hopefully) abhi soja aur kal phir se nayi koshish karna..

HM: hmm.. Good night naanu.. (Smiled)

RK: good night...

Haseena cut the call and slept... Next morning, she got ready and went to headquarters... Entire day she was working and she thought to meet him in evening...

In evening,
Haseena closer her last file and leaned on her chair...

HM: (smiled) ab hum apne pyaar se milke aate hai.. Unhone humse bola tha ki woh hamari painting banayenge.. Ab hum dekhte hai kya taiyaari ki hai unhone..

She picked her car keys and went to jail without any extra protection but as a protocol... She had to carry two constables along with her...

Lucknow jail,
Haseena enters and found him sitting on outside bench... Their eyes met and she smiled...

HM: (in mind) aa jaao anu.. Aise tumse baat karna namumkin hai... Ander aa jaao agar samajh gaye ho toh.. (Looked down and went inside)

AS: (in mind) samajh gaya mai policewaali.. Par shayad yeh sab log tumhare pyaar ko galat naam de den..

He doubtfully looked at others who were gossiping... He got up and started walking when he heard two people talking..

P1: lagta hai SP maddam aur anu ka kuch chal raha hai... (Whispering)

P2: aur nahi toh kya... (Frowning) is anu ne toh police waali ko hi kaabu kar liya ab toh saza kam hi ho jaayegi..

P1: yahi hota hai.. Woh SP hi aisi hogi ladkon ke saath ghoomna hi kaam hai.. Har koi wardi mai aur bina wardi ke ek jaisa nahi hota..

Anubhav silently and angrily walked to his cell to find haseena waiting for him and she hugged him as he entered..

HM: (still hugging) tum humari painting banaoge na.. Hum tumse milne ke liye sab kaam khatam karke aaye hai... Aaj apni painting dekhke hi jaayenge.. (Sweetly looked up to find an angered anubhav) anuu..

AS: (pushed her lightly) tum jaao yahan se policewaali.. (Turned) yahan ke baaki kaidi tumhare baare mai galat sochenge.. (Clutching bars)

HM: (placed hand on his shoulder) par hume bas tumhare hi sochne se farak padta hai... (Calmly and turned him towards her) agar woh bolte hai to bolne do.. Hume farak nahi padta.. Tum aao na kyun gussa kar rahe ho..? (Held his hand to move)

AS: (he pushed her hand and pinned her to wall) tum kbhi samajhti kyun nahi ho..? (Grittinh teeth) hum nahi karte na tumse pyaar.. Kyun aati hi roz.. Jaao yahan se..

He pushed her hardly to disbalance at a side.. She looks at him teary eyed...

UPCOMING
Will she really leave..?
Stay tuned....
Bye... 👋👋

MURDER'S LOVE.. 👿🔪Where stories live. Discover now