Mansi's Demand

777 38 11
                                    

HELLO GUYS! 

FIRST THANK YOU ALL I'M GLAD THAT YOU ARE LIKING MY STORY AS I GOT SOME TIME SO HERE I COME WITH ANOTHER UPDATE 

LET'S BEFIN THE STORY

................................................................................................................................................................

Some months have passed.

One day when Samrat came back to home Mansi come to Samrakhi's room. She knocked on the door

Samrat opened the door and said

Samrat: Aai ap yaha ayie na andar

Mansi came inside and sat on sofa and said mujhe tum dono se kuch zarori bat karni hai

Both Samrat and Pakhi became confuse what she wanted to talk about.

Pakhi: Jee aai kahiye kya bat karni hai

Mansi: Dekho mai janti ho aur mujhe acha bhi nahi lagta yeh bolna akhir yeh tumlogo ka apas ka mamla hai lekin kya karu hu toh akhir maa hi na aur har maa ki tarha meri bhi kuch icha hai.

Sam: Aai ap kya kehna chahti hai saf saf khaye aur ap aai hai ap kuch bhi keh sakti hai hume koi bura nahi lage ga

Pakhi: jee aai ap be jijhak kahye hum sun rahe hai.

M: jab Samrat hua tha tab maine bahut sare sapne dekhe the iski shadi se lekar iske bache hone tak sare. Tum dono ki shadi ko itna arsa hogaya hai tumlogo ne family planning ke bare mai kya socha hai. Baki sab Ashwini Sonali sabke pote poti hai ab Mai bhi chahti ho ke mere Samrat ki aulad ho jise mai pyar karo uske sath khelo. Dekho beta ab meri umar ho chuki hai na jane aur kitne din ki mehman ho

S: Aai please aisi bat mat kare

P: Han aai please ap aise mat boliye apko bhagwan lambi umar de

M: Dekho mai is duniya se jane se phele apne pota ya poti ko dekhna chahti ho. Isley tum log aisa karo ke doctor ko checkup karalo ajkal to duniya kitni age nikal gai hai har cheez ka ilaj hai. Beta Patralekha tum yeh mat samjhna ke mai tum par koi ilzam laga rahi ho ke tum mai koi kami hai hoskata hai mere bete mai koi masla ho isley mai chahti ho tum dono ek bar doctor se checkup kara lo takey jo bhi masla ho who hal hosake.

Both Samrat and Pakhi are in shocked after hearing what Mansi just said. She is asking them to visit a doctor how they tell her that there is nothing as such in their marriage. How could they have a child they don't even slept on the same bed but they can't tell this to her.

S: Lekin aai dpctor ke pas jane ki kya zarorat hai hum...hum aisa karte hai ke.....hum bache adopt karlete hai

M: Nahi mujhe tumhara apna bacha chahey tumhara apna khoon aur maine aisi koi namumkin bat nahi kahi ek maa hone ke nate kya mera itna bhi haq nahi hai

They both don't know what to answer her. They both unwantedly agreed to visit the doctor. They both know that surley there is no need to visit a doctor but Mansi is forcing them so they have to visit. After that Mansi left their room after her departure they both are feeling awkward and not even a single time they saw towards each other and went to sleep while recalling Mansi words.

Next day they both visited the doctor and as their expectation they both are medically fit. When they return home Mansi asked them about what doctor said and they tell everything.

M: Shukar hai bappa ka sab kuch theek hai bus ab mujhe jald se jald tumhare bache ko dekhna hai sunlo dono meri bat mujhe is mamle mai ab koi deri nahi chahey.

They both just nod their head not knowing what to do. After that for 5 days they don't even talk with each other not face each other infact Samrat went out of city due to his work although it was not necessary but try to avoid this situation he left. In these days both were thinking of Mansi's words they don't know what to do or what not

After 1 week Samrat came back home and first thing he want to do is to talk with Pakhi on this matter.

S: Patralekha mujhe tumse zarori bat karni hai

P: Han bolye kya bat karni hai

S: Tum ache se janti ho Aai ne jo kuch bhi kaha or mujhe nahi lagta ke is bar aai hmari koi bhi bat sunegi...kyu ke unke liye aur duniya ke liye hum pati patni hai yeh sirf hum dono jante hai ke hamara rishta kaisa hai.....Mere liye meri aai ki khusi bahut matter karti hai mai unki khusi ke liye kuch bhi kar sakta ho...(after a pause) isley maine faisla kiya hai ke....mai aai ki icha puri karna chahta ho

Pakhi was shocked after hearing what Samrat just said.

What he want a child that to from me is he ready for this? (she thought)

S: Mujhe pata hai tum soch rahi hogi kya mai insab ke liyee tayyar ho toh mera jawab ha hai mai apni aai ki khusi ke liye kuch bhi kar sakta ho jan bhi desakta ho aur le bhi sakta ho toh yeh toh babut choti bat hai. Mai tumse puchna chata ho kya tum iske liye ready ho...dekho hamre pas iske ilawa aur koi option nahi hai mai apni aai ko ache se janta ho waise woh koi wish nahi karti lekin agar unhe kuch karna ho toh phr woh tab tak har nahi manti jab tak woh kam ho na jaye but still mai tumse puchna chata ho?

P: ( lost in her thought what to say and reply to him he is asking her as a husband. In these year he hadn't talk with her and now he is asking for a thing so she can't deny him now already she had make his life miserable so she have to do it .

P: Theek hai mai tayyar ho is ke liye.

Samrat nodded her and then went to sleep as he was tired due to traveling.

While Pakhi was thinking what kind of game life is playing with them....firstly they have to live in an unwanted relation and now this child thing only god knows what will happen next. What turn there life will take.

................................................................................................................................................................

THAT'S IT FOR TODAY. HOPE YOU LIKE IT 

PLEASE VOTE AND COMMENT

WILL MEET YOU ALL SOON. TILL THEN 

TAKE CARE AND BYE!

Ankh Ka Tara Ankh Mai Ansu Lata HaiOnde histórias criam vida. Descubra agora