WHY THIS FEELING?🤔

259 29 0
                                    

Let's continue:

Karan & Preeta were in car, they reached Luthra house. She was still sleeping. Karan smiled seeing her cute sleeping face. He gently tucked her hair strands behind ear.

Karan (softly): Preeta.....Preeta utho ghar agaya.
Pree (sleepy): Sony do na yar.....
Karan: areyyy utho, ghar agaya.
Pree (held his hand): tum bhi sojao.

He smiled & removed his hand from her & moved out. Preeta opened her one eye.

Pree: ye kahan gaya?
Karan: ye raha.

She turned & saw him opening car door. He came closer to her, her heart beat increased, he moved his hand at her back.

Karan (huskily): Kya hua? Sansien kyu tez hogaie, hmm?
Pree: K...Kya bol rahy ho? Hat...hato pechy.

He opened seat belt & moved back.

Karan (smirking): tum khud to neend mai thi isi liayy seat belt mai ny hi khola. Waisy mere qareeb any sy tumhien farq kyu para?
Pree: Aisa kuch nahi hai. Ab achanak sy aisi fazul flirting karogy to dimagh ko accept karny mai time to lagega na, uper sy mai abhi so kar uthi.

He chuckled.

Karan: Chalo tum andr jao, mai car lock kar ky ata hon.
Pree: okk.

She came inside & Rakhi greeted her.

Rakhi: Sarla aur Shrishti nahi aaien kya beta?
Pree: Nahi aunty, mai Karan ky sath aaie hon, Rishab Bhai sy kam tha to agaie.
Rakhi: chal theek hai, Rishab ky pas ja mai achi si chai aur pasta bana ky lati hon.
Pree: hayeee.....abhi sy bhuk lag gaie.

Rakhi chuckled. Preeta left to Rishab.

Rishab: areyy areyy beautiful Dr. Arora aaien hain. Aajao.
Pree: Ap to aty nahi hain to socha mai hi ajaon, apki help bhi kardon.
Rishab: areyy Yar, time hi nahi mil raha. Anyways, mujhy batao koi tumhara aisa friend jis py buisness ky namly mai trust kiya jaye.

Preeta was about to speak but Karan spoke from behind.

Karan: Bhai Dr. Arora ka kehna hai ky wo ye kam khud kar sakti hain.
Rishab (surprised): Hein, matlb tum Preeta?!
Pree: Ofcourse Yar. Ap log bht halka lety ho mujhy. Actually, wahn London mai job bhi ki hai mai ny to computers ki duniya sy achi khasi wakif hon.
Rishab: dekh ky yarr, pora data mat ura dena.
Pree (chuckled): areyy kuch nahi hoga. Ap apna laptop lao. Thora time lagega but data pora recover hojayega.
Rishab: thek hai mai lata hon.
Karan: mai fresh ho kar aya.
Pree: ok!

She was waiting for Rishab when Rida greeted her.

Pree: aur batao, kesa chal raha hai sab.
Roo: last semester chal raha hai, phir finally degree mil jayegi mujhy.
Pree: Phir agy ka kya irada hai?
Roo: phir Bhai ky sath buisness dekhon gi ya phir foreign companies mai try karun gi.
Pree: greatt.
Rishab: chal Roo beta, bahir ja, kam karna hai hamien.
Pree: areyy bethy rehny dien na.
Roo: Nahi api ap log kam karlo, mai mom ky pas jati hon.
Pree: Rishab Bhai, ap ky laptop mai password nahi laga kya?
Rishab: laga hua hai lekin kisiny bht chalaki sy password crack kiya hai.
Pree: mai dekhti hon.

She started working, taking info from Rishab. It was almost one hour when Rakhi came.

Rakhi: Chalo bachon ye kam bad mai karlena, kuch kha lo.
Pree: Thankyou aunty. Karan kahan gaya?
Rakhi: apny room mai rest kar raha hai. Tum log khao.
Rishab: ji mom.
Pree: Rishab Bhai, software download hony mai almost ek ghanta aur lagega tab tak ap isko charging py laga do.
Rishab: ohkk!

After eating, Preeta went upstairs. As she reached up, she heard some musical sound.

Pree (confused): ye guitar ki awaz kahan sy arahi hai?

She confusingly reached at the door of Karan's room.

Pree: ye awaz yehan sy arahi hai.

She entered in his room & found him in balcony, playing guitar. She widens her eyes in shock. She stayed their, seeing him playing guitar with a sweet smile.

Karan (while playing): Wahien khary rehny ka irada hai kya?
Pree (shocked): tumhien kesy pata mai yehan hon? Tumhara face to dusri side tha.
Karan (smiles): I am THE KARAN LUTHRA, mujhy sab pata hota hai.
Pree (surprised): tum..tum guitar bhi play karty ho, mujhy kabhi bataya kyu nahi?
Karan: kabhi is topic py bat hui hi nahi.
Pree: mujhy guitar bht pansd hai. Play karo na.
Karan: guitar sikha don?
Pree: Han na. Lekin aj nahi, kam karna hai.
Karan: ok!

He started playing the guitar & hummed her fav song while looking at Preeta. She was smilingly looking at him. Both got lost in each other.
Karan moved closer to Preeta, her cheeks started turning to pink. Their moment got disturb by Rishab's voice.

Rishab: Preeta, ajaoo.
Pree (looking at Karan): Han ati hon.

Giving Karan a glance she left with Rishab. Karan made a confused face.

Karan (rubbing his forehead): ye mujhy kya hota ja raha hai? Preeta mujhy kuch zyada hi achi lagny lagi hai. Be-wajah mai us ky qareeb jata ja raha hon. Us mai kho sa jata hon. Us ky ansu dil par girty hain. Wo sirf sochti hai aur mai samjh jata hon.
Alg sa ehsas mehsus hony laga hai ajkal. Bethy bethy Preeta ky Khayal any lagty hain, kyu?? ...."bhai".... jab bhi mujhsy galy lagti hai, usko khud sy dour karny Ka dil hi nahi karta....."Karan Bhai"...... Uski presence feel hoti hai, wo jab bhi mere as pas hoti hai, mujhy feel hoti hai wo. Aur uski wo khushbu....pehli bar aisa sab horah..."Karannn bhaiiii"

He came out of his deep thoughts starting & saw Roo calling him.

Karan: ha....Han kya hua?
Roo (teasingly): ye to ap batao ky kya huaaa?
Karan: mai kya bataon?
Roo: kis ky khayalon mai khoye huay ho? Kabsy bula rahi hon apko.
Karan: mai kis ky khayalon mai honga?
Roo: ye to ap batao. Guitar hath mai hai lekin play nahi kar rahy ho. Confused expressions hain ap lekin smile bhi kar rahy ho. (teasingly) kis sy pyar kar bethy ho bhaiya, mujhy bhi to batao.
Karan: pag...pagl hogaie hai kya? Mujhy kisi sy pyar wyar nahi hua. Wo to mai bss aisyy hi....
Roo (Interrupted): wo to mai bss aisy hi Preeta ky bary mai soch raha tha. Hein na?
Karan: tuj...tujhy kesy pata? Mai Kuch bol bhi raha tha kyaa?
Roo (chuckled): bss yehi sunna tha mujhy.
Karan: Rida....
Roo: apas ki bat hai Karan Bhai, jo bhi ap feel karty ho na Preeta ky bary mai, wo sab Rishab Bhai sy zarur share karna wo bataien gy apko ky ye jo ap ky dil ki feelings hain wo pyarr hai ya phir friendship.

Rida left leaving Karan with mixed expressions.
He closed his eyes & the moments spent with Preeta flashed in his mind, her smiling face, her tears, the moments she hugged him tightly etc. He opened his eyes & went downstairs to fresh his mind.

Chalo ji aj ky liye itna hi.

Vote karty huay jana🌟 aur comment bhi🥺

PRECAP:

DATA RECOVERED

FlourishingFlamingo your birthday gift😉🎂

I wish I could gift you a better part of this story but...😌
Wishing you a belated birthday 🎂

Meet you soon guys with another part on TUESDAY😉 TILL THEN KEEP READING & SHOWING YOUR RESPONSE.
THIS STORY IS ALSO POSTED ON INSTAGRAM 😊

~Your Writer💞

•[FRIENDSHIP💙 TO👉 LOVESHIP❤️]•✔️ Where stories live. Discover now