PART #8

1.5K 129 15
                                    

AS: yeh kiyà tamasha laga rakha hai tum nay, sham ko maa say tum kiyà keh rhi thi bolo, jab k tum achi tarha janti ho yeh mumkin nahi hai.

HM: aur hum kiyà kehtay, bechari maa ko kiyà pata Kay unka beta or bahu mil k unhain do saal say dhoka day rhy hain, sochain agar unhain sach ki zara bhi bhank lag jati toh kiyà guzarti un par.

AS: yeh sab tumhari wajah say hai Jo humain apni maa ko dhoka dayna par rha hai , agar humain maa ki chinta nahi hoti toh hum kabhi tumharay Sath rehna pasand nahi kartay. He holds her bare arms tightly deepened his sharp nails on her skins which leave marks there and left her with a jerk which harshly scratched her skin and few drop of blood comes out because of jerk. He continues his torture holds her jaw very tightly.

AS: isi masoom chehray ki wajah say hum apni maa ko dhoka day rhy hain kyun majboor kar rhi ho tum humain.

HM: Anu dard ho rha hai humain chorain.

He realizes what he did and left but soon his anger control him again.

AS: kyun nargh banana chahti ho apni zindagi kyun itna sab kuch sehnay k bawajood bhi humaray Sath ho kyun haseena kyun?

HM: kyun k hum ap say pyar kartay hain Anubhav, ha yeh pyar do saal pehlay nahi tha, par humari Ammi Kaha karti thi k shadi jaisay pavitar bandhan mei buhat taqat hai pathar say pathar dil bhi moam kar sakti hai, ap ka vehwar humaray Sath jaisa bhi ho par ap buhat achay saaf dil naik insan hain jis nay humain ap say pyar karnay par majboor kar diya hai Anubhav.

AS: janti ho tum yeh kiyà keh rhi ho

HM: jantay hain.

AS: mat karo itna pyar itna hi dard milay ga tumhain.
Bites her on her neckline.

HM: manzoor hai humain.
His lips and hands continues torture on her but she says nothing instead of resisting she enjoys his torture. Her body temperature increases with his each and every hurtful moves, and at the end her body burns with high fever.

AS: kiyà sach mei tum yahi chahti ho.

HM: ha..

AS: phir wapisi ka koi rasta nahi hai.

HM: jantay hain Anubhav par humara hum par ikhtiyar nahi hai, kyun k humaray pass humara kuch nahi hai sab kuch ap ka hai. Hum nay khud ko ap k hawalay kar diya hai Anubhav chahay ap humain dard dyn ya Khushi humain sab seh lyn gay. Hum tyar hain Anubhav.

Next morning:

Haseena wakes up she is not feeling well her fever become worse , it's too much cold , she unable to walk properly but she gets courage and moves to the bathroom, after taking bath when she comes out she feels dizzy and fell on the floor, he is sleeping with smile of satisfaction. When His sleep break and he searchs her beside, she is not there, he gets up and remembering yesterday's moment , he feels guilty what he did with her, he was very rude ? He get up and see her on the floor, he quickly rushed to her and check her temperature.

AS: haseena ko toh buhat teez bukhar hai , yeh hum nay kiyà kar diya.
He calls her mother and pick her in his arms and makes his way to the hospital 🏥.

AS: kiyà hua doctor haseena kaisi hai?

Doctor: ap ?

AS: hum Anubhav Singh hain haseena k pati

Doc: dekhain unhain kaafi teez bukhar hai jis ki wajah say woh behosh ho gaen thi, hum nay drip laga diya hai kuch dyar mei unka bukhar utar jaey ga, unhain 2 din hum under observation rakhen gay phir chahain toh ap unhain ghar lay ja saktay hain.

AS: doctor  usay hosh kab tak aaey ga.

Doctor: ap chinta mat karen jald hi unhain hosh aa jaey ga.

Hate Or LoveWhere stories live. Discover now