PART #10

1.5K 122 15
                                    

Anuseena enters their home and found karishma Singh there.

AS: aray Kashi , behna tum yahan agar yahen aana tha toh humain bata diya hota hum Sath mei ghar aa jatay.

HM: ha karishma Singh ap k Sahi keh rhy hain par ap toh 2 ghantay pehlay nikli thi na thanee say.

KS: ha woh kuch zaroori Kam tha phir maa ki yaad aanay lagi toh hum yahan aa gay.

AS: acha kiyà chalen Sath mei dinner kartay hain.

HM: ap dono bhai behan batein karen hum khana bana daytay hain.

KS: bhabhi sorry Ms hum nay or maa nay khana bana diya hai apki tabiyat theek nahi hai ap aaram Karen.

HM: ap nay kyun takleef ki KS hum bana laytay na, waisay ap dono bhai behan ek jaisay hain, hum say lartay bhi buhat hain or humara khayal bhi buhat rakhtay hain.

KS: ap dono change kar k aaen hum tab tak khana maiz par laga daytay hain.

HM: hum kar lyn gay

KS: ap shaid bhool rhi hain yeh ap say pehlay humara ghar tha, ap agar is ghar ki zabardasti ki bahu hain toh hum bhi is ghar ki beti hain.

AS: chalen haseena woh keh rhi hai woh kar day gi toh karnay dyn na usay. Chal k uniform change Kar laytay hain.

After few minutes karishma knocks their room's door

KS: hum andar aa saktay hain Kiya?

HM: aray KS aaen na ap ijazat laynay ki Kiya zaroorat, apka hi ghar hai.

KS: woh Ms bhaiya khana lag gaya hai aa jaen

AS: Chalo haseena.

KS: ek minutes bhaiya rukain humain ap dono say kuch baat bhi Karni hai.

HM: kiyà baat hai KS kahen Jo kehna chahti hain ap.

AS: ha behna.

KS:  bhaiya humain ap say yeh umeed nahi thi k ap Ms k Sath kuch aaisa waisa Karen gay.

AS: saaf saaf kahen baat Kiya hai.

KS shows the marks on haseena body to him: yeh kiyà hai bhaiya , yeh zakham ap nay diey hain na inhain, bolain jawab dyn khamoshi kyun hain, humain ap say yeh umeed nahi thi , ap zaban say roz inhain ghao daytay hi thy par kiyà shareer par bhi yeh zakham daynay zaroori thy kiyà, or ap Ms insaaf ki Devi hain na ap roz roz thanee mei aaisay hi darjanon case solve karti hain par khud par kiey gay zulum k khilaf awaz kyun nahi uthati hain ap, mana k ghalti apki thi uski saza bhi ap nay bhugti hai, par woh ghalti itni bhi bari nahi thi k ap yeh sab sahen, bhaiya maa ko sach kyun nahi bata daytay ap dono kyun ek dosray ko do salon say bardasht kar rhy hain is rishtay mei kuch nahi rakha hai, aakhir kab tak Karen gay ap dono duniya k samnay  ek bad had pyar karnay walay pati patni ka natak , kyun nahi bata daytay sari duniya ko apnay rishtay ki sachai, ja Kay maa say keh kyun nahi daytay Kay nahi kartay ap dono ek dosray say pyar khud ko is bay mainay  rishtay say azad kyun nahi Kar laytay.

HM: ks ap ghalat samjh rhi hain Anubhav nay kuch nahi kiyà hai aaisa.

AS: jhoot mat bolo haseena ha hum nay kiyà yeh sab haseena k jism par har ek zakham k nishan humaray diey huay hain.

HM: Anubhav ap kiyà bol rhy hain yeh...

AS: haseena behna ko sach batanay do humain. Ha behna hum say ghalti ho gae hum nay haseena ko choat pohnchai hai yeh sab hum nay kiyà hai. Aaj tak hum nay siway isay dard k kuch nahi diya hai.

HM: Anubhav chup ho jaen ap yeh bol rhy hain ap... Maa .

AS: ha haseena maa ko bhi hum nay dhoka diya hai un Kay Sath bhi chahl kiyà hai unhain hum do saal say dhoka day rhy hain, aadarsh pati patni ka natak kar rhy hain hum jab k hum dono ek kamray mei toh rehtay hain par ek ajnabi ki tarha.

Hate Or LoveWhere stories live. Discover now