4. Chiti missing

1.4K 79 17
                                    

Farhaad-Raghav is one of the special combo i adore the most, Chiti was there for his Anna when no one else where there... Honestly Farhaad is Raghav 1st family who understand him so well...

__________________________________________________________

Raghav: yeh Farhaad phone kaiko nahi utha raha hai, bina chiti ka mera kaam bhi nahi hota

Pallavi: kya huwa tumhe, ab kispe bill phad rahe ho

Raghav: Farhaad mera call ka respond nahin kar raha hai, yeh woh kabhi nahi karta

Pallavi: Reality check Mr. Raghav Rao ab tumhare alawa bhi koi important ho gaya hai

Raghav: mein samjha nahi

Pallavi: Aree bhuddhu raam, yahi toh problem hai he kuch samjhte nahi ho

Raghav: agar apna baato ka jalebi bana liya toh baatega mereko

Pallavi: Amrutha aur Farhaad ek dusare ko pasand karte hai

Raghav: ha toh mein bhi pasand karta hai farhaad ko

Pallavi: woh purane music disc kya ek side ka aalaap ga rahe ho. Pasand matlab pyar karte hai ek dusaare se

Raghav: aur yeh tumko kaise pata

Pallavi: mein tumhare tarah nahi hu isliye

Raghav: o hello mujhe pata hai yeh, in fact tumse phele se pata hai yeh merko

Pallavi: toh bataya kyu nahi

Raghav: woh Farhaad ne kaha tha usse thoda time chaiye yeh sab samajhne ko

Pallavi: tum ladhko ke naa yahi problem hai tum kabhi seedha kuch kar nahi sakte ho

Amrutha comes there, she was missing Farhaad and he was not picking her calls so she thought she will go and directly meet him

Raghav: chota bindi 2.0 tum, kaisa hai
Farhaad se milne ko aaya hai

Amrutha: nahi, mein toh pallavi se milne aaye hu, woh kaku ne pooran-pooli bheje hai tum sab ke liye

Pallavi: tumhare baat huwe farhaad se, pata nahi woh kisi ka call nahi utha raha hai

Amrutha: nahin mein toh khud call karke pareshaan ho gaye hu.... Woh mera mtlb nai..

Pallavi: tumhe chupane ke zarurat nahi ham jaante hai sab, tum dono ko jitna time lena hai lo, it's ok

Raghav: par yeh phone kaiko nahi utha raha hai, ek kaam karta hai mein khud jaa ke dekhta hai, sayad koi problem ho

Amrutha: mein bhi aawo kia, please

Raghav : mein kaam se ja raha hai udhar, tum kya karega, don't worry mein bol dega usse call karne ko...
Accha mein chalta hai

At Farhaad house.

Farhaad's family went to Ajmer sariff, he was alone in home, Farhaad was having viral fever, his phone battery was dead too
Raghav reached Farhaad house but no one responded to the door bell, he was going back as he turned he saw Amrutha and pallavi behind him, for a second he was shocked...

Amrutha: woh mujhe bahut chinta ho rahe the toh mein aur pallavi aagaye

Raghav: par sayad ghar par koi nahi hai

Suddenly they hear noise of something falling from inside, raghav went back to the door and as he rotated the door nob it opened
They went inside and found farhaad lying unconscious

Amrutha at once moved to him and took his head over her lap, sprinkled water in his face, raghav bought water and helped him to sit and gave him water...

Farhaad: aap sab yaha, achanak, mein theek hu woh bass thoda...

Amrutha: theek hu, halat dekho apni Farhaad kaap rahe ho tum

Raghav: mein Doctor ko call karta hu.

Farhaad: uski koi zarurat nahi ha anna aap khamaka tension le rahe ho, maine dawai le lee hai
I'm fine

Raghav: Mīru vaidyuḍini enduku sandarśin̄cakūḍadō nāku telusu
Translation:
((mein sab janta hai, tum kaiko mana kar raha hai))

[So our dear Farhaad is scared of needles a lot, many of us are too I guess, if u are not scared but then too, those long needless do give you goosebumps, and honestly no one loves to get shots. ]

Farhaad:(sarcasm tone)
Nā gurin̄ci nīku cālā telusu
Translation:
((aapko mere baare mein kuch zada he Pata hai Anna))

Raghav: common Farhaad tum chota baccha nahi hai

Pallavi and amrutha confused, still guessing what they are talking about

Pallavi: woh bina subtitles ke movie, language badlo apni

Raghav: woh Farhaad darr raha hai

Amrutha holds farhaad's hands and very calmly says

Amrutha: it's ok, jo bhi ho tum bata sakta ho, ham hai tumhare pass, you can trust us

Raghav: haa Farhaad tum baato usse mein tab tak doctor ko call karke bulata hai

Farhaad(in mind) Anna bhi na kuch samajhte nahi hai, puri image kharab ho jayega

He starts coughing
Amrutha: yeh lo paani pewo, kya huwa farhaad, tum jo bhi ho share kar sakte ho mujhse

Pallavi: mein kuch healthy se bana dete hu, tum rest karo

As pallu moves to kitchen, raghav grabs her from back,

Raghav: mein bhi help karta hai

Pallavi: woh phele se bimar hai uske help karne aaye hai, aur bigadne nahi.

Raghav: tumko toh mera efforts ka koi value nahi hai

Pallavi: Aww sweetheart karte hu kadar, i love you na

Raghav: my god kitna cheeze hai, waise kya bana raha hai

Pallavi: moong-daal ke khichdi, waise kya huwa, kya bol rahe the tum farhaad ko aur Doctor kab aayega

Raghav: Doctor bas ata he hoga
Aur woh apna chiti hai na usse needles se darr lagta hai

Doctor comes and checks farhaad, prescribes medicine and 2 shots and recommend saline too

Doctor: kafi delay kar diya treatment ko, isliye tabiyat itne kharab hogaya, meine dawai aur yeh 2 injection prescribe kia hai, yeh lakar de dena, mujhe aur bhi kisi patient ko dekhne jaana hai, mein nurse ko bol diya hai woh aake sab kar dega, saline lagadega

Pallavi: ok, chaliye mein aapko chod dete hu bahar tak

Raghav: mein sab samaan leke aata hai

Amrutha can sense a fear in Farhaad, she knew he was scared a bit...
She moved towards him, holded his hand and said..

Amrutha: Farhaad kisi cheez se darna kisi ki kamjori nahi hote, har ek ka koi na koi darr hota hai, isliye toh families hote hai, taki jab bhi zarurat pade ham ek dusare ke help kar sake. It's ok mein hoon na, will be fine

__________________________________________________________

Next you will witness anna-chiti time fully

For me along with raghvi other character and their bond are equally special, the comfort every charater gives us and the story they carry is priceless

I hope all are enjoying this...

Baat Ban Gayi [COMPLETED]Where stories live. Discover now