KARAN KA STAR PLUS

1.8K 190 27
                                    

At Karishma's place-

Karishma had told about Haseena's proposal to join her company as a team leader of designing department to Pushpa ji. She was happy for her beloved daughter in law but a little worried as she knew her son's behaviour.

On the other hand, Ruhi was very happy after meeting Haseena. She was doing her school homework and Karishma was helping her in that.

PS: ye toh bahot acchi baat hai beta. Tumhare sapne bhi poore honge..

KS: Ji amma.

RS: mumma pata hai hero ne bola ki Hum bahot cute hoon. Aur unhone na cheeks bhi pull Kiya.

KS: accha!! Aur kya bola hero ne?

RS: aur bola ki Hum aapki tarah dikhte hai.

KS: ale mera baccha hamari tarah hi toh dikhega na.
Karishma said pulling her cheeks.
Chalo ab homework complete Karo. Papa aane waale hain na.

RS: okay mumma.

Later in the evening, Karan arrived. He was sitting at the lounge talking with pushpa Singh. Karishma brought tea for him.

KS: Aapse kuch baat karna tha karan.

KR: hmmm... Main fresh n up ho kar aata hoon phir baat karte hain.

Karishma nodded.

RS: dadi...dadi! Humara homework ho gaya na aapne bola tha park leke chalogi.

PS: bilkul le kar jayenge apni gudiya ko.. chalo!

Karishma smiled at them.

After some time, she was settling things in her room while waiting for Karan to come out. Suddenly she felt two strong arms around her which startled her a little as Karan usually don't do such things. She turned her body behind to find him in a good mood.

KR: kya baat karni thi tumhe mujhse?

KS: batate hain. Baithiye.

She gestured him to sit on the bed and herself sat next to him excitedly.

KS: aaj na hum Haseena se mile...

KR: Toh?

KS: toh hum itne dino ke baad mile thy isliye cafe gaye. Vahan par kaafi baatein Hui toh usne hamare baare mein poocha... Aur phir usne hume apne new project mein designing department ki team leader ki post offer ki hai...!!

KR: mana kar diya na tumne?

KS: Nahi karan! Hum haan bol diye...!!
She told him in excitement..

KR: kyu? Kya zaroorat hai tumhe kaam karne ki?? Mai kama Raha hoon na...

KS: karan baat kamane ki nahi hai...par humne padhai ki hai aur hum ghar par baithe hain...

KR: so what? Tumhe Ghar baithe saare aisho araam mil rahe hain lekin tumhe bahar jaana hai!!

KS: aisho araam nahi chahiye hume karan. Baat self respect ki hai. Aur ek working woman ka confidence house wives se ziada hota hai.

KR: kis cheez ki kami rakhi hai maine tumhare liye Karishma?? Saari zarooratein poori karta hu tumhari aur tumhari beti ki..

KS: 'tumhari beti??' sach mein karan? Ruhi tumhari beti nahi hai???

KR: baat ko kheechne ka koi fayda nahi hai Karishma. Wo Haseena Malik tumhe apni company mein job nahi de rahi hai balki tumhare zariye mujhse badla lena chahti hai...

KS: wo aisi nahi hai karan!!

KR: pata hi kitna hai tumhe uske baare mein? Tum ye offer reject kar rahi ho aur ye hi Mera faisla hai!!

CHANCE AT LOVE Where stories live. Discover now