DESTINY CHOOSE US 💞

1.8K 229 20
                                    

3 days later,
Outside Singh's house. Karishma along with Haseena and Ruhi were standing near the gate.

HM: senorita shall I accompany you? Hum Pushpa aunty ko samhjne mein madat karte hai.

Karishma gave a quick hug to Karishma and kissed her.

KS: nai Haseena... Tum ne humesha hume support kiya hai but Aaj hume akele ye karna hai. Hum akele baat karenge apni Amma se. Unhone kabhi apni Bahu nai samhja hai. Humesha beti ki rakha hai. I'm sure this time too she will treat me like her  daughter and understand my feelings and emotions.

RS: mumma let's go... Dadi is waiting.

KS: baby aap kuch der hero k saath kheliye hum jab bolenge tab aana.

RS: okay mumma.

Haseena held Karishma by her shoulders and smile.

HM: I'm always with you. Just say my name and I will be beside you.

Karishma nodded with a beautiful smile, took a deep breath and went into the house. Pushpa ji was very disturbed and depressed by this incident and her son's actions. She wanted to be alone and from the past 3 days Karishma and Ruhi were at Mallik Mansion. Today Karishma decided to talk to her mother. She goes into the pushpa's ji room where she was blankly staring at her family photo. Karishma softly called her.

KS: Amma....

Pushpa didn't respond so Karishma moved towards her and sat beside her.

KS: Amma... Aap theek hai?

PS: hume kya hua beta... Hum bahut badiya hai.

KS: I'm sorry...

Karishma said joining her palms and tears in her eyes. Pushpa ji was surprised because of the sudden move.

KS: ye sab humari wajah se hua. Humare ek galat faisle ne hum sab ki zindagi tabah kardi. 

Pushpa ji held Karishma's hands and kept in her lap.

PS: tum ne kuch nai kiya beta. Ye humari galti hai. Humari hi parvarish mein kuch kami reh gayi thi. Humari hi aulad nalayak hai. Usne apne hi parivar ko dhoka diya. Hum ko itna dukh Diya. Ye tak nai soucha ki uski ek beti hai. Jo usse karna chahiye tha wo sab Haseena... Ek anjan ne kiya. Tumara faisla ek dum sahi hai. Tum abhi usko talak do. Humari Ruhi k liye Karan Singh nai Haseena Mallik sahi hai. Tum duniya ki haar Khushi ki haqdar hai jo Haseena degi. Wahan dekho...

Pushpa points towards the window. Outside Haseena and Ruhi were playing. Ruhi was sitting on the car boot and Haseena was tickling, both having fun. Pushpa and Karishma were looking at them with smiles.

PS: dekho humari poti kitni khush hai. Shyd hi wo Karan k saath ye lamhe bithaye honge. Aur Karishma hume ye batao... Kuch puchna chahte hai.

KS: bilkul Amma...

PS: kya Haseena tumhe dhoka degi?

KS: wo kisi aur par nazar tak nai dalegi. Dhoka bahut dur ki baat hai.

PS: kabhi tumhe ya Ruhi ko dukh degi?

KS: wo hume duniya ki saari khushiyan dena chahti hai.

PS: kya tum dono ek dusre se sacha pyaar karte ho? Rahoge puri zindagi ek saath?

KS: haan Amma... Hume Haseena k pyaar pe kabhi Shak nai kar sakte. Puri zindagi rehkar wo sab karenge Jo usne inn 9 saalo mein jhela hai.

PS: toh bas hume wada karo... Tum dono humesha saath rahoge aur humari Ruhi ko behtareen parvarish doge. Karan ka saya tak uspe padna chahiye.

CHANCE AT LOVE Where stories live. Discover now