Chapter 8

489 36 101
                                    

...??? : Hawaldar! Kaha hai vo ladke jo raaste pe danga kar rahe the?

??? : Hawaldar! Kaha hai vo ladke jo raaste pe danga kar rahe the?

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Hawaldar : Salam, sir! Yahi hai vo. Aur yeh un mein se ek ke ghar wale.

...??? : Salam, hum hai inspector Chiragh Afreedi.

Aman : Inspector sahab, mera beta bekasoor hai.

Phir Aman Chiragh ko puri story batata hai.

Aisha : Please, jane dijhiye na, inspector.

Chiragh looks at Aisha. Aisha ko dekhke Chiragh ke dil mein violin bajne lagte hai. Vo apni nazar Aisha se bina hataye bolta hai.

Chiragh : Hawaldar! Tumne suna nahi madam ne kya bola? Yeh ladka bekasoor hai. Tumne ise phir bhi lock up mein kyu rakha? Chhod do use.

Hawaldar : Lekin sir, aap hi ne toh bola tha aapke aane se pehle use na chhodne ko...

Chiragh : Chup! Bilkul chup! Lock up kholo.

Hawaldar lock up kholta hai aur Naman bahar aa jata hai. Naman jis cell mein tha, uske baju wale cell se Rocky bolta hai.

Rocky : Eh inspector! Mujhe bhi bahar nikal! MLA hai mera baap! Agar mujhe hath bhi lagaya toh teri vardi utarva dunga!

Chiragh : MLA ka beta ho PM ka, mujhe fark nahi padta. Toh apni yeh dhamkiyan kisi aur ko jake dena.

Aman : Thank you, inspector sahab. Abh hum chalte hai.

Chiragh : Rukiye, hum aapko chhod dete hai.

Aman : Bohot meherbani hai aapki.

Phir sab police station se bahar nikalte hai. Aur mauka dekhke Chiragh Adhana se baat karne lag jata hai.

Chiragh : Sorry, aapko itni takleef dene ke liye.

Aisha : Iss mein takleef ki kya baat hai? Maine apne bare mein toh aapko bataya hi nahi! Aisha.

Chiragh : Kya aap-

...??? : Mumma!

Chiragh : *confused* Mumma?

(I feel like I'm doing those "santoor" ads.🤣😂)

Aisha : *smile* Mayra?! Tum yaha?

Mayra Adhana ke paas bhagke jake use zor se hug karti hai.

Aisha : Tum yaha kaise aayi?

Mayra : Ghar pe hum sabko tension ho rahi thi isliye bhai ke sath sath main bhi police station aa gaye.

Adhana dekhti hai ki Naman ke sare bhai vaha pe aaye the.

Bhool Bhulaiya || CompleteWhere stories live. Discover now