Dil ki baatein Seedha dil mein asar karti hai 🥺♥️

207 12 104
                                    

I am here with the next part. But before starting I would like to say something.

Guys writing a ff is not easy. We try our level best to give the content which has been missed out in the show and which we badly wanted 🥺 we try to convey each amd every emotion nicely which feels real 🥺 and in return, all we ask is your comments. The comments really inspire us to write more and more. It feels overwhelming.

So please, it's a request, please don't leave without giving comments 🥺 Please 🥺

Everyone was smiling amidst the tension, but suddenly Iqbal chacha came from the other room, worriedly. And Amrit's eyes fell on him.

A - Baig Chacha!

Listening her, everyone shifted their gaze towards Iqbal. And Amrit rushed to him.

A - (worriedly) Kya baat hai chacha ji? Aap bade pareshan lag rahe hai...sab theek hai na 🥺 ma bauji? 😭

Others also got worried.

I - Amrit beta, tumhari ma toh bilkul theek hai (everyone sighed a relief), par........(worriedness took over him)

A - (impatient) Par? Par kya Baig chacha? Bauji theek hai na? 😭😭 boliye na please 😭😭 woh theek hai na? Kuch toh boliye 😭😭

Amrit was nearly crying and other's heart was in their mouth 🥺. Ranhdeer went near Amrit and held her shoulders.

R - (soothing her) Amrit shant hi jaiye. Lala ji theek ho jayenge, Baig chacha ko bolne toh dijiye. (Looking towards Iqbal) Chacha ji 🥺 bataiye na please 🥺

I - (breaking his silence) Dekho, main jhoothe dilaase nahi dena chahta. Lale ki halat theek nahi hai 😞😞 (everyone was shocked and Amrit stumbled but Randheer caught her) Main apni taraf se poori poori koshish kar raha hun, par kisi bhi mareez ka ilaaj karte waqt, sirf dawaiyan kaam nahi karti, mareez ko bhi theek hone ki iccha honi chahiye. Lale pe kisi bhi ilaaj ka ya dawaiyon ka asar hi nahi ho raha 😢😢 aisa lag raha hai jaise woh jeena hi nahi chahta 😞.

Everyone were crying hearing him. They were not in the state of mind to speak something. Hearing Iqbal, all they could do was pray to the god for their Lala ji for his better health 🥺🥺

A - (cries) Yeh kya bol rahe hai aap chacha ji?! 😭😭 Jeene ki iccha hi nahi hai??!! 😭😭😭 aisa kaise ho sakta hai 😭 woh hum sabse kitna pyaar karte hai 😭 woh hum sabko chod ke nahi ja sakte 😭😭😭 mere bauji nahi ja sakte 😭😭😭

I - (cups her cheek lovingly) Amru 🥺 bacche sambhal khud ko 🥺 Jaha tak main Lale ko janta hun, woh hum sab se kayi zyada mohabbat apne Lahore se karta hai 🥺 isliye toh woh gaadi se bhi utar gaya tha, woh apne Labore ko chod ke Jana hi nahi chahta 🥺 usne apni pehli saans Lahore ki mitti mein li thi aur chahta hai ki uski aakhiri saans bhi uske Lahore mein ho 🥺🥺

B - (emotionally) Oooo Iqbal bhai bilkul sahi keh rahe hai ji. Dekha hai Maine, kitna pyar karte hai pra ji apne Lahore se 🥺🥺 aaj bhi mujhe yaad hai, jab Amrit hui thi, uske kuch mahino baad, humari ek bua thi, woh Amru ko dekhne vaaste aayi thi aur unhone pra ji ko kitna samjaya tha ki baccho ke acche bhavishya ke liye hum log Karachi chale jaayein rehne ke liye, lekin pra ji tas se mas nahi hue! Kisi bhi keemat pe apne Lahore ko chodne ke liye taiyyar nahi the woh 🙂🙂. Pra ji apne Lahore se bohot pyar karte hai, shayad khud se bhi zyada 🥺

JEETE HAI CHAL ☺Where stories live. Discover now