Salaam Hindustan🫡💕

110 6 67
                                    

Hey guys! I am back with the next part and hoping to have comments and reviews from you guys on it. 

So, let's start.

Everyone climber down the train and looked around the station.

L - Chalo!! pahuch gaye Dilli! woh jagah jo humara aaj aur kal hoga 🥺

Everyone smiled a bit hearing him and nodded.

R - ummm...humein chalna chahiye. humein yaha bahar se gaadi ya tanga mil jayega. Aaiye.

L - lekin beta...hum jayenge kaha?

R - lala ji, chandni chowk ke paas mere mama ji ka ghar hai. humein wahi jana hai. ma bauji bhi wahi gaye hai.

L - (hesistantly) accha...tumhara mama ji ke ghar?

Ranndheer understood his dilemma and smile. He went to him and kept his hand on his shoulder.

R - main janta hun Lala ji, ki aap soch rahe hai 😊lekin please, in baaton ko apne dimag se nikal dijiye. Woh aapke damaad ka baade mein, pehle aapke dost ka ghar hai! Aur apne dost ke ghar mein jane mein kaise hichak? 😊😊😊

Lala ji nodded smilingly hearing him.

R - accha ab chaliye. sabko aaram ki zaroorat hai aur ma bauji bhi hum sabka besabri se intezaar kar rahe honge 🥺😍

Everyone nodded and moved out of the station and found few tangas and taxis standing there. Excusing himself from everyone, Randheer went towards them and talked to them for few minutes. While everyone else were looking at him from far. After few minutes, Randheer came back to them.

R - chaliye...meri baat ho gayi hai unse. Teen gaadiyon mein jaane ke bandobast ho gaya hai.

And slowly, Randheer helped everyone settle in the car and at the end, went and sat in one car beside Amrit. The cars started moving towards its destination. 

Amrit opened the car's window and sticked her head out of it. She looked around it and was mesmerized by the beauty of Delhi. The greenery, the roads, the red fort, everyone was too appealing for her  😍😍😍

Amrit udyan, laal kila, te chandni chowk😍

Yahi hai ji dilla da maan te shaan 🤌

haye! kaise bayaan karun shadbo mein use

yeh dilwalo ki dilli hai meri jaan 💫💫

Amrit was lost in the surroundings completely while Randheer ,who was noticing her from long, was smiling seeing a whole hearted smile on Amrit's face after long 😍 and she looked towards him with a small smile.

A  - Randheer 😍😍sach mein yeh jagah kitni khubsurat hai 😍💫💕mere paas shabd nahi hai bayaan karne ke liye 😍😍aisa lagta hai jaise jannat zameen pe utar aayi ho 💫💫

R - bilkul theek kaha aapne. Dilli hai hi khubsurat aur yaha ke log aur bhi khubursat. Isliye toh ise dilwalo ki dilli kehte hai 🤌💕

A - Dilwalo ki dilli 😍waah 😍sun ke hi itna accha lagta hai 😍yeh jagah ki khubsurati sab kuch bhula de aisi hai 😍💫

R - (thought to tease her) accha? toh iski khubsurati aapko Lahore bhi bhula degi?

A - (with a tint of sadness) nahi...dilli woh nahi jo mujhe Lahore bhula de, dilli woh hai jo mujhe baar Lahore mein hone ka ehsaas dila de 🥹💕pata hai randheer, peeche abhi kuch galiyon se guzarte waqt mujhe aisa laga jaise main Lahore mein hun 😍yaha na mujhe ek alag ki anubhuti hoti hai ,Lahore mein hone ki 😍💫

JEETE HAI CHAL ☺Where stories live. Discover now