Refugee Camps 🥺

113 8 45
                                    

Hey peeps!! so this time i am back quite early, actually not quite early, but reallly early, in just one day to entertain you with my stories. and after doing these efforts, all i want is, few reviews from your guys. 🥹

so now without wasting any more time, let's start with today's part.

After crossing the border, they went to an officer who was working there.

R - (greets him) namaskar bhai ji.

O - Namaskar. Bataiye...main aapki kaise madad kar sakta hun?

R - Ji...mera naam Randheer hai aur yeh mera parivar hai. hum abhi abhi border paar karke aaye hai aur hum Delhi jana chahte hai. Toh kya aap humein bata sakte hai ki hum yaha se aage kaise ja sakte hai?

O - refugee ho?

R - ji han!

O - pehle kaha rehte the?

R - ji...Lahore mein.

O - hmmmm....theek hai....yaha se kuch kilometre doori pe ek railway station hai...waha se gaadiyan jati hai...delhi, amritsar, wagerah wagerah. magar is batware ki wajah se aapko kuch din yhi rukna hoga. kyunki gaadiyan bhari hui ja rahi hai. thoda waiting hoga. 

R - ji theek hai...toh hum yaha kaha reh sakte hai?

o - yeh saare refugee camps hai...aap chinta na karein, main aap logo ke theherne ke bandobast karwata hun. aur yaha pe kuch doctors bhi mil jayenge aap logo ko, zarurat pade toh.

R - ji...aapka bohot bohot shukriya.

The officer left from there to arrange camps for them and Randheer again went to his family.

U - kya hua Randheer sahab? kya kaha us afsar ne?

R - unhone kaha ki train mein waiting chal rahi hai...humein kuch din yahi rukna hoga. yaha rehne ka intazam hai aur doctor ki bhi vyavasta hai. 

Everyone nodded hearing him and sat on the ground, waiting for the officer to come back. and he came back in few minutes, seeing him, everyone stood up.

O - aap logo ke rehne ka badobast ho gaya hai. aap logo ke liye teen camps arrange hue hai. yaha se aage jayenge, toh waha kuch aur afsar milenge aapko, wahi aapko un camps mien sari vyavastha kar ke denge.

R - (joins his hands) ji...aapka bohot bohot shukriya.

O - (smiles)  yeh humara kaam hai. shukriya mat kahiye.

Collecting their stuff, they started to move, when suddenly the officer called Randheer.

O - Suniye...

Hearing him, everyone turned back. The officer signalled Randheer to come to him. Randheer asked everyone to move to the camp and himself went to the officer.

R - ji...kahiye

O - ji...aapka naam Randheer hai na...randheer raizada? karachi ke mashhoor akhbaar, Navhind Samachar ke maalik?

Randheer was surprised hearing him.

R - ji ha...main hi hun Randheer Raizada. lekin...aap mujhe kaise jante hai?

O - aapka akhbaar  aur aapke articles kayi baar padhe hai maine. aapke cartoons bhi kaafi dilchasp hote hai. main aur mera parivar kaafi sarhana karte hai aapke kaam ki.

R - (feels happy) ji...koi lekhak ko agar koi yeh bol de ki uska kaam sarhana ke layak hai, toh uske liye isse badh ke baat kya ho sakti hai? bohot bohot shukriya aapka. aap jaise padhne walo ki wajah se hi humara kaam chalta hai.

JEETE HAI CHAL ☺Where stories live. Discover now