PART 18

699 54 5
                                    

In gayu's room

Vivaan was angry at gayu and was saying bad words to her while she was crying.

Vivaan angrily- tumhari vajah se meri reputation kharab hui toh tumhari aisi haalat karunga ki tumhare ye mama mami tumhe pehchan tak nahi payenge

Gayu cries- aisa nahi hai...mishkat aur mere beech me ab koi rishta nahi hai...aur jo tha usme bhi hamne hamari limits cross nahi ki thi...please mujh par bharosa rakhiye

Vivaan angrily- bharosa...tum jaisi ladkiyo par bharosa nahi rakhte...aisi ladkiya jo paiso ke liye kisi ke sath sone ke liye tayyar ho jaye

Gayu shouts- vivaan kya keh rahe hai aap...maine kaha na ham dono ke beech aisa kuch nahi tha

Vivaan- uske sath nahi toh kisi aur ke sath soyi hogi

Gayu- kaisi soch hai aapki...meri hi kismat kharab hai jo aap jaise ghatiya insaan mere pati banne wale hai

Vivaan gets angry hearing her and raises his hand to slap her. Gayu gets scared and covers her face. But they both are shocked when someone slaps vivaan.

They both see naksh standing there angrily. Kartik stood with him equally angry.

Naksh with blood shot eyes- tumhari himmat kaise huyi meri behen par haath uthane ki

Vivaan shocked and scared- naksh vo meri baat suno.....

Kartik interrupts angrily- agar jhooth kaha toh zubaan kheech lunga

Gayu cries seeing them. She hugs naksh immediately. Naksh controls his anger seeing gayu crying and pats her hair.

Kartik holds his collar- how dare u...gayu tumhari hone wali patni hai...tumhari naukar nahi jo jab chahe use kuch bhi bol do

Vivaan- kartik listen to me...main bas gayu se baat kar raha tha

Naksh interrupts- suna hamne tumne kya nahi kaha gayu se...aur kuch bolne ki zaroorat nahi

Gayu looks at naksh who wipes her tears. He holds her hand.

Naksh- chal mere sath

Kartik drags vivaan with his collar. Gayu stops both of them. Naksh and kartik looks at her shocked.

Naksh- roka kyo gayu

Gayu- bhaiya aap kya kar rahe ho...aap jante ho na sab khush hai is rishte se...mama...mami...sab khush hai...unki khushi mat cheeno

Naksh shouts- tera dimaag kharab hai...tu kehna kya chahti hai main itni badi baat kisi ko naa batau...aur tu ab bhi is insaan se shadi karna chahti hai...i am sorry teri ye khwahish kabhi puri nahi hogi...samjhi tu

Kartik- gayu tumhare paas keerti jaisa example hai...kyo vahi galti kar rahi ho jo usne ki thi

Gayu shouts- toh sabko bata do...fir jo badnaami hogi sabki uska kya...mamaji ki itne saalo ki kamayi hui izzat mitti me mil jayegi...meri vajah se...mumma ke sath bhi yahi hua tha na ab main...kya mamaji zindagi bhar hame hi sambhalte rahenge...pehle mumma ab main

Naksh and kartik look at her shocked. Naksh holds her hand.

Naksh- teri is baat ka jawab tujhe neeche sabke samne mil jayega

Naksh drags gayu with him while kartik drags vivaan from his collar.

In hall

Everyone were talking to each other when they see naksh and kartik bringing gayu and vivaan. They are shocked seeing them. Kartik throws vivaan who falls on the feet of naitik.

Akshara shouts- duggu kya kar rahe ho tum

Naksh ignores akshara and stands in front of naitik.

Naksh- aaj aapse ek sawal karne aaya hu...kar sakta hu

Naitik nods confusedly.

Naksh- agar rashmi bua ki tarah gayu bhi isi ghar me hamesha rahe toh aapko koi problem hogi

All were shocked to hear his question.

Bhabhi maa scolds naksh- lalla kya bol raha hai tu...kuch toh soch samajh kar bol

Naksh looks at naitik- maine aapse kuch pucha

Naitik takes a deep breath- mujhe koi problem nahi hogi...rashmi is ghar ki beti thi hai aur hamesha rahegi...gayu bhi isi ghar ki beti hai...janam use rashmi ne diya hoga lekin paala use akshara ne hai...gayu meri aur akshara ki beti hai...ab tum bataoge ho kya raha hai

Naksh- aapki isi beti ko lagta hai ki vo aap par ek bojh hai...itne saalo tak aapne us par aur uski maa par ehsaan kiye hai aur vo isi ehsaan ko chukane ke liye (points at vivaan) is ghatiya insaan se shadi karne ja rahi hai

Naitik shocked- matlab kya hai tumhara

Naksh and kartik tell them everything. All were shocked. Akshara looks at gayu who was crying badly. Naitik angrily holds vivaan's collar and slaps him hard.

Naitik angrily- meri beti koi bejaan gudiya nahi hai jise tum jaise chaho vaise istemaal kar lo...gayu ka haath tumhe isliye diya tha kyoki hame laga tha ki tum uska dhyaan rakhoge...use pyaar doge...use jeena sikhaoge jo vo bhul gayi hai lekin tumne toh uska confidence bhi cheen liya

Akshara goes towards gayu and hugs her. Gayu hugs her and cries badly.

Akshara- tumhe dekhkar laga tha meri bacchi ke liye tumse accha koi nahi ho sakta tha par ab gussa aa raha hai khud par ki kyo ham tum jaise insaan ko pehchaan nahi paye

Naitik looks at rama- aunty aapne aisa ladka chuna hai hamari gayu ke liye

Naitik then comes near gayu and akshara- aur gayu tum...tumhe aisa lagta hai ki tum ham par bojh ho...beta agar aisa hota toh main tumhe kabhi yaha nahi lata...dekho tumhari mami ki taraf...bachpan se tum inhi ke sath rahi ho...rashmi se zyada close ho tum akshara ke sath...aur naksh...jab vo tumhare samne hota tha tumhe fark nahi padta tha ki kaun tumhare aas paas hai

Gayu cries hearing him- i am sorry mamaji

Naitik looks at vivaan's parents who were holding vivaan- aap log abhi tak yahi khade hai...jaiye yaha se isse pehle main police ko inform karu...get out

Vivaan- ek baar meri baat suniye aap log....

Akshara- suna nahi naitik ne kya kaha jao yaha se aur aainda hame apni shakal mat dikhana

Vivaan's parents take him away. All guests also leave.

Naitik- ye sab itne dino se chal raha hai aur tumne hame nahi bataya...kyo gayu...aaj pehli baar lag raha hai ki ham tumhe apni beti nahi bana paye...hamne hi koi kami chod di hogi

Gayu nods in no- aisa mat kahiye please

Akshara- toh aur kya kahe gayu...choti si choti baat tum mujhe batati thi...aaj itni badi baat nahi batayi

Gayu cries- sorry

Akshara hugs gayu and consoles her.

Rajshekhar- bahu gayu ko kamre me le jao

Akshara nods. She takes gayu in her room.

Bhabhi maa- ji aap sab khana kha lijiye...bina khaye jayenge toh bohot bura lagega

Suhasini nods. The elders have food while youngsters go to naksh's room.

Yrkkh ffWhere stories live. Discover now