Part 7

1.9K 88 22
                                    

Hello guys back at it with yet another part of this book !!!! 🤟🤗

Without any further adieu let's continue with Moran's journey,

NOTE: I've mentioned what I felt where really important to show Moran journey. The parts which where integral have been clubbed together in a paragraph.

Happy Reading !!!💕

CONTINUATION

Monami just stood taken back at Karan's compliment. She just smiled and said 'Thank you Khadoos Shergill.' She felt like she was getting her soul back after so many tumultous and tortureous days. Monami prayed to god thanking him for returning her Khadoos Shergill back to her. Everyone else in the mess looked at the couple in front of them and were happy that they were finally together again after so many days.....

'Ab iski kahani Karan aur Monami hi bata paayenge.' Faizi said.

'Mai batata hu, hum shaadi attend karne mai busy the utne mai waha 2 bacho ne shayad mujhe woh ladko se confiscated gun joh maine chupai thi unhe mil gai. Aur un bacho ko laga ki woh khilone waali gun thi aur woh dono khelne lage.' Karan elaborated the shine from his dark brown eyes glimmering and the silent smile that played on his lips fading remembering the drastic change of events 'Woh dono bache gun leke khel rahe the. Mujhe unn bacho ko ladta dekh woh gun se khelne ke liye meri aur Param bhaiya ki aakhri mission yaad agai. Kaise toh karne maine woh gun un bacho ke haat se le li. Aur phir waha ke logo ne baaki ki shaadi ki rasme puri kar li. Lekin mere aur bhaiya ka aakhri mission mere aakhon ke saamne baar baar dikhai de raha tha, wahi sab cheeze kaise mai bhaiya ko bacha nahi paya, kaise unki jaan gayi woh hi sab aakhon ke saamne dauhra raha tha. Isliye mai waha se turant nikal gaya aur ek kamre mai chala gaya.' Karan said heaving a big sigh.

Param was shocked to learn as to how his brother blamed himself for something that wasn't his fault in the first place hadn't it been the damn mission he would have returned sooner. He never fathomed how much his brother was harsh with himself.

'Aur dusri taraf mai Karan ke saath dinner ke plans bana rahi thi. Shayad mai Karan ko apne dil ki baat batana chahti thi isliye maine woh saari dinner ki taiyaari ki thi. Aur mai jab Karan ko bulaane gai lekin woh darwaza khol hi nhi raha tha. Jab uske kamre ke khidki se dekha toh Karan waha ek rocking chair pai betha tha aur usse shayad nightmares aarahe the. Karan ke mind mai uske aur Param bhaiya ke last mission ki memories loop mai play ho rahe the. Jisse se panic ho raha tha. Mai bohot pehele hi jaan gai thi ki Karan ko nightmares aate hai lekin shayad uss din mera doubt confirm hua ki Karan ko PTSD, matlab Post Traumatic Stress Disorder. As a doctor I knew I needed to work fast, kyuki aese cases mai patient ko uss panic situation se bahar nikaalna chahiye. Maine koshish kari ki mai Karan ko wapas uske sub conscious mind se release karu lekin woh possible hi nahi ho raha tha, so maine woh kamre ka darwaza kholne ko try kia. Aur jaise hi maine kamre mai enter kia I think Karan ka nightmare bohot buri tarah trigger hua and usne baaju mai rakhi gun se mujhe galti se shoot kiya. Uske baad ka mujhe utna kuch yaad nahi hai lekin agar aaj bhi sochu toh uss dinn Karan ki koi galti nahi thi. I guess hum mai se dono ko idea nhi tha ki aesa bhi kuch ho sakta hai.' Monami said solemnly.

Everyone was shocked listening to what Monami had just told them. Each person in the mess knew that Karan had suffered a lot after Param's supposed demise but everyone except Faizi was shook to the core when they got to know that Karan was suffering from PTSD. Sid was just overcome with guilt for berating Karan that time, now that he knew the entire story he knew it wasn't Karan's fault entirely.

'Jab mere haatho se woh gun ki trigger press hui mujhe sirf gunshot sunai di. Jab aakhein khuli toh Monami saamne khadi thi uski right abdomen mai goli lagi thi, uski saree khoon se lal ho chuki thi aur uske aakhein yeh baat process kar rahi thi ki yeh sab kaise hua. Monami apne ghutne pai giri aur usne apna left haath mere taraf badhaya, uss samay mere pairo tale zameen kisak gai aesa laga ki kai wapas pehele ki taraf meri galti ki wajah se Monami ki jaan toh chali nahi jaye. Unn gav waalon ne bohot madat ki meri uss waqt. Mai turant waha se Monami ko leke hospital ke liye nikla. Hospital pohochte hi Monami ka operation start hua.' Karan told his lips quivering remembering those horrific events.

Per Aspera Ad AstraWhere stories live. Discover now