Part 12

1.7K 93 35
                                    

Hey guys back to you with another update of this bk. Ik it's been long since I've updated 🙈....also hopefully the 2nd book will be updated soon...👀🤞

Happy Reading.....💕

(Okay so all these scenes will be taking place parallelly along side Sid and Karan's conversation in the previous chapter.)

PARAKRAM SAF GARDEN AREA

A girl could be seen hugging a tree. Her eyes were closed with her arms tightly wound around the tree hugging it.

'Kya baat hai Monami Tsunami tumhara nariyal toh wapas aagaya hai, toh aap yaha kya kar rahi hai?' Faizi asked Monami as he neared her.

Monami opened her eyes and saw Faizi standing in front of her and giving a teasing smile to her.

'Faizi mai jaanti hu mujhe mera Khadoos wapas mil gaya hai lekin joh itne dinn mere saare stress ko jhel raha tha usse toh bhul nahi sakti na.' Monami said 'Tum bhi aao mai jaanti hu ki tum bhi bohot stressed the itne dinn.'

Faizi came and hugged the tree and smiled at Monami, how was it possible for someone to be so observant about someone else's grief when they themselves were battling with the same grief. The two stood hugging the tree in silence.

'Patah hai Mohtarma hum jab ped ko aese gale laga rahe the, woh dinn tha jiss din tum academy mai aayi thi aur aap Karan ke baare mai kitna bol rahi thi.' Faizi said chuckling remembering the time when Monami had introduced to him about how hugging trees was therapeutic.

'Bilkul yaad hai Faizi, uss din maine Khadoos Shergill se academy aane ke pehele hi itna bada panga joh le liya tha.'

'Aur aaj dekho kitna kuch badal gaya hai, tum wahi Monami ho jiske naam se hi Karan chid jaata tha aur ab tum uski dhadkan ban chuki ho.' Faizi said happily, he was so happy for the duo, his constant battering of teasing Karan by aapki waali had been manifested into reality.

'Haa na Faizi mujhe kabhi nahi laga tha ki mai Karan se kabhi itna pyaar karungi, naahi maine yeh socha tha ki mujhe iss academy mai ek family bhi milegi.' Monami said gratefully and smiled at Faizi.

'Yeh toh sahi kaha aapne Mohtarma.' And they both lapsed into silence.

'Monami hum tumse kuch kehna chahte hai.' Faizi said breaking the silence.

'Bolo na Faizi itna formal kyu bann rahe ho?' Monami said

'Hum tumhe thank you kehna chahte hai.' Faizi said sincerely.

'Thank you kis baat ke liye?' Monami asked quizzically.

'Hum batate hai lekin vaada karo tum beech mai naahi hum tokogi naahi rokogi.' Faizi warned her as he looked intently at her waiting for her acceptance on the condition he put forward.

Monami silently nodded her head at him in approval.

'Thank you iss baat ke liye ki tum hamare janabji ke zindagi mai tsunami bann kar aayi. Lekin iss tsunami ne koi tabaahi nahi machayi lekin sab theek kar diya. Param bhaiya ke jaane ke baad Karan ne apne taraf deeware bana li thi, woh humse baat karta toh tha lekin humne Param bhaiya ke saath saath humaara dost bhi kho diya tha. Tumne humme hamara purana wala Karan wapas lautaya. Iske liye tumse jitna bhi shukriya kaha jaaye woh kam hoga. Aur toh aur tumne Karan ke zindagi mai joh guilt ka andhera bhara tha, usme umeed ki roshni le aayi tum. Humme toh ek waqt ke baad laga tha ki humne humara purana waala Karan hamesha ke liye kho diya tha, lekin humme thodi yeh patah tha ki ek dinn humaare janabji ke zindagi mai Monami naam ki ladki tsunami laayegi aur usse uss andhere se nikalegi. Karan ko wapas jeena sikhayegi, humaare dost ko uski dhadkan wapas mil jayegi. Iske liye bhi aapka bohot bohot shukriya Monami. Hum yeh baat tumse bohot pehele hi kehna chahte the tumhara shukriya adaa karna chahte the lekin kabhi bata nahi paaye. Aur tumne iss mission ke dauraan aur uske pehele Balli ka parda faash karne mai joh dimaag lagaya hai usse toh Karan ki ek baat 100% sabit hoti hai ki tum naahi uski par iss pure academy ki best cadet ho. So Dr. Monami Mahajan aapka bohot shukriya aur Congragulations ki aap iss nariyal ko tod paaye.' Faizi concluded, every word he had said was sincere and right from the bottom of his heart.

Per Aspera Ad AstraWhere stories live. Discover now