Chapter 13.

21 0 0
                                    

Geet: Yeh maa kya keh rahi theen kaisai surprise? Ab sagai ki shopping mein kya surprise hoga.

Armaan: Ab tu confuse hona band karo maasi nai kuch socha hoga kal tak sabar kar lo. Tum dono baatein karo mein dekta hun mausa ji kahan hain.

Geet: Woh shayad study mein hain Adi aur saath mein koi aur bhi hai jiska face mein nai nahi dehka tha.

Armaan: Chalo theekh hai mein dekhta hoon. { he said and left from there }

Geet: Chal hum bhi room mein chaltai hain, meri help kar sagai mein kya pehnun.

Ridhima: Bari jaldi horahi hai sagai ki apko madam Maan jija ji sai bolun seedha barat laain aur doli lai jain.

Geet: Ridhi kuch bhi na, aisa kuch nahi hai { Geet said trying her best to hide her blush but failed }

Ridhima laughed looking at her best friend fushed face but didnt teased her further. Both went upstairs to dicuss further.

KHURANA MANSION:

Khurana’s sitting in lounge waiting for event planner who is about to arrive in a while.

Maan: Vicky tumhari kisi planner sai baat hue thi na kab tak aai ga?

Vicky: Ji bhai meri " Divine Events ” sai baat hue thi unka naam one of the top event planners in Delhi mai ata hai. unhon nai bola tha unka manager around 7pm tak aai ga, half hour hai ata hi hoga.

Maan: Hmm, theekh hai lakin chotai tum nai ek hi planner sai baat kiya ha, I mean backup plan kai liye koi aur select nai kia?

Vicky: Ji bhai jab mein nai search kia tha toh 2 shortlist kiye thai ” Divine Events ” and ” Saath Phere

Dadi who was listening conversation of her grandsons finally decided to speak before Maan say further.

Dadi maa: Agar ap dono bura na maanain toh hun kuch kahain.

Maan looked towards dadi with surprised looks went near her and keel.

Maan: Dadi ma yeh aap kya keh rahay ho, apkai siwa hum dono ka hai h kon, ap jo bolna chahtai ho bol saktai ho. Kabhi bhi apko hun sai permission lainai, jhijhaknai ya yeh sochnai ki zaroorat nahi hai keh humein bura lagai ga. Apki koi bhi baat humein kabhi buri nahi lag sakti.

Vicky who was watching his 2 special person stood and sat beside dadi hugged her side ways and spoke.

Vicky: Bhai sahi keh rahay hain dadi ap toh humari super women ho, humari zindgai ho, ap ho to hum hain, apki koi baat hum dono ko kabhi bhi buri nahi lag sakti. Ap bolo kya bolna chah rahay ho.

Dadi looked at her grandsons with pride and admiration she blessed them and spoke.

Dadi maa: Khush rehiye ap dono hamesha. Hum yeh keh rahay thai keh ap dono nai ab sari zimedari lai hi li hai toh planners ki kya zaroorat hai.

Maan: Mein samjha nahi ap kya kehna chah rahay ho? { Maan asked looking totally confuse same is with Vicky }

Dadi maa: Hum yeh keh rahay hain keh sajawat ki zimedari humari hum sab dekh lain gai planners ka idea rehne do ap dono.

Kaisai Mujhay Tum Mill Gaye (Completed)Where stories live. Discover now