Her to be husband . . .

722 40 2
                                    


Hello my lovely readers . . .

Hope you all are fine ! ! 

Here you go with the chapter also Now the wedding celebrations are gonna take place know but with a slight difference . . .

......................................................................................................................

Aadhya : Papa hum Shiv ji ke mandir ja rahe hai  Gav ke andar wale . . . Thoda samay lag jaega aap sab khana kha lijiye ga . . . 

Abhiram : Haa mera bacha par apne sath security le jana aur dopahar se pehle ajana apko taiyariya bhi karni hai sham ki! [ While saying the last thing his voice dulled a little]

Aadhya : Kis chiz ki taiyari papa hum too ek hafte ki chutti pe hai uske bad london jaenge ek mahine mai bussiness wrap up karne . . .

Arjun : Hume pata hai princess ! Aj apko dekhne ke liye Humare hone wale jamai Sa ka parivaar aane wala hai . . . 

Arya : Diii aap ajj ke din mandir ja rahi hai ? Mai apki jagah hoti too mai too pura din taiyar hoone mai laga deti . . . [ with a cheeky smile]

Aadhya : Jii papa sa kaka sa hum jaldi ajaenge aur arya aap jara apni law ki degree pe dhyan de yu taiyaar hone ki jagah . . . Samjhe ?

Aarya : Jii Didi ! [with a grumpy face]

Rishi : Aadhu dii I want to talk with you should I come with you to the mandir ? 

Aadhya : Ha Rishi ! Aap jarur aa sakte hai ! Chaliye . . .

{After they both leave}

Arya : Humse too koi pyaar hi nahi krta . . .Dii ne dekha kitne pyaar se rishi se bat ki aur mujhe to bas datati rehti hai . . . Dono ne humse pucha bhi nhi chalne ke liye . . . Hum bhi jaate un dono ke sath. . . 

Abhiram  : Kisne kaha humari pyari si rajkumari se koi pyaar nahi karta ! Hum hai na . . . Ap hukum kare aur hum pura na kare assa kabhi hua hai ? 

Arjun : Meri chotu si princess pehle too apne Aadhu ki galat nas yani makeup jisse vo sakht chidh ti hai uski bat kardi apko pata hai na ceremonies ke liye yha tak unke crowning ke time bhi kitni mushkil se unko manaya tha makeup ke liye . . . Aur upar se unhe apki fikar hai unhe lagta hai apko apni padhai pe dhyan dena chahiye . . .Rahi bat sath jane ki too Rishi ko unse bat karni thi isliye vo dono sath gye nhi too Aadhu akeli hi jane wali thi na. . .

Arya : Jii Papa Jiiii Kaka Sa [And she rolls of from the corner of sofa where she was sitting and shifts to her kaka sa 's Lap and he starts caressing her hair with utmost care]

xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx

{In the car}

Rishi : Dii waise too mai apse chota hu aur aap bohot jyada samajhdar hai mujhse assa kabhi hua nhi hai ki ap koi faisla lo aur vo galat ho. . .

Aadhya : Mai aap jo keh rhe hai vo sab samajh rhi hu Rishi but I would suggest stop beating around the bush jo aap kehna chahte hai vo kahiye . . .Mai behen hu apki badi samajhti hu apko kahiye jyada sochiye mat. . .

Rishi : Diii its just that I think your not happy with your decision this time and doing this marraige for some other reasons . . . Assa kuch hai kya?[He says all this in a goo]

Aadhya : Calm it calm it. . . Cool rishi Your growing up . . .Trying to Understanding your dii . . .But assa kuch nahi hai I have thought about this decision from all perspective and hum iss decision ke bare mai bhi utne hi sure hai jitne apne baki decisions ke bare mai hote hai . . . So don't worry.

Rishi : Dii aap apne chote bhai se kitna hi jhuth bol sakti hai ye ek aisa faisla hai jiska result apko jindagi bhar bhugatna hai . . . Acha ye btaiye aap itni hi sure hai too kya apko Raja Sa ka naam pata hai?

Aadhya : [Gets a bit nervous at this statement] Rishi humne kaha na hum sure hai aur ek rajput kabhi jhuth nahi bolta . . . Rahi bat raja sa ki too unse aur unke parivaar se hum ajj milne wale hai aur apko ye too pta hi hai na ki humne pehle hi keh diya tha shaadi Ghar ke bado ki pasand se hogi. . .

Rishi : Par dii life partner apka hoga ghar ke bado ka nahi ye bat apko samajh kyu nahi ati ?


[seeing that the situation was turning a bit debative and rishi being correct Aadhya ried to defend herself and finish the discussion or we can say tried to change the topic]

Aadhya : Rishi bhale hi life partner humara hoga ghar ke bado ka nahi par hum ye jante hai ki humare ghar wale kabhi humara bura nahi chahenge aur assa too hai nhi ki hum Raja ji se mile bina hi unse shaadi kar rahe hai ajj milenge aur phir sab decide hoga na tension mat loo . . . Aur itna overthink mat kiya karo. . .Mujhe ye btao tumhara MBA kaisa chal rha hai ?

Rishi :[ Being quite convinced to what his dii said , Replied] Haa diii apka bhai kabhi second position pe pohcha hai jo apko lagta hai iss semester mai pohchega. . .

Aadhya : Haa vo too hai ! Acha chalo mandir agya hum puja karke pandit ji se milke aate hai tum puja karke car mai wait krna humara . . .

Rishi : Jiii Didi!

After Aadhya and Rishi completed their puja's and as Aadhya was done with her puja ther left for the palace. . .

..................................................................................

While they reached the palace and both got freshened up Aadhya was told to change into something ethnic . . .

{ Aadhya's Look}

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

{ Aadhya's Look}

And as Aadhya came back she was stunned to see the person in front of her and the family . . .

Aadhya :Papa you had said Raja Sa and family the ones who I am gonna get married are coming to meet us then why are the raichands here? 

Reyansh : Don't worry Rajkumari Sa let me answer this wht your assuming is right your Papa didn't lie to you. . .

Aadhya was standiing there shocked unable to react . . .

...............................................................................................

So my dear lovely sweety pies here is your update hope you guys enjoy. . .

Do let me know how it was. . .

What do you all think about Aadhya's reaction to her to be husband . . .And how was our caring protective brother. . .

Keep voting . . .

Your Author : 

💌💌💌

His Destined Heiress(Slow Updates)Where stories live. Discover now