She agreed . . .

646 38 21
                                    

Here I am your very own sweet little cute si writer on the correct time as I promised . . . .

Ajj you guys don't need to hear my blabbering jyada here is your chapter . . .(😁😁)

.............................................................................................................................................

Aadhya : [Listening to what riddhima said Aadhya felt a bit akwardness ] : Ha kaki !   

 Chale hukum !

Reyansh : Chaliye Kunwarani . . .

{ Once the reached the garden Aadhya looked straight towards reyansh and started questioning him . . .}

Aadhya : Hukum Sa hum agar abhi jyada bol rhe ho too hume maaf kijiyega par ye jaroori hai humare liye nahi par apke liye . . . Aap Jaipur ke Raja hai apki praja apko bhagwan se kam nahi manti ladkiya marti hai apse shaadi karne ke liye aap chahe too kisi se bhi shaadi kar sakte hai aur mai janti hu agar apne mujhse shaadi ke liye ha kaha hai too apne mere bare mai sab jana bhi hoga fir bhi aap man gye aisa kyu ??

 [She was panting by the end of it and reyansh felt concerned for her he made her sit on the nearby swing and offered her water which was kept nearby for them . . .}

Reyansh : Aadhya aap shant hojaiye aapne sahi kaha hum apke bare mai sab jante hai aur uske baad bhi humne iss shaadi ke liye ha kaha hai . . . Apne ye bhi sahi kaha ki humari praja hume bhagwan ka darja deti hai aur asse bohot si ladkiya hai jo humse shaadi karna chahti hai ki hum unse shaadi kare aur hum ye bhi jante hai ki apka iss shaadi mai haa bolne ke piche kya wajah hai par kya ap mere dil ki bat sunna chahengi ?

Aadhya { who was now stable and had listened to everything reyansh said with utmost attention replied} : Ha hukum sa kahiye . . .

Reyansh : Hume aap pasand hai ! Hum pyaar karte hai apse ! Jis din pehli baar Raja Sa ke janmdin pe dekha tha uss din se uske bad har bar jab aap se mile apka ek naya rup dekha jisse hum apke pyaar mai aur padte gye . . . Aap ka past humare liye kuch matter nahi karta par hum yeh chahte hai ki apka furute humare sath ho . . . Par hum apse apki marji ke khilaf shaadi nahi karna chahte hum chahte hai ki aap humare rishte ko ek moka de . . .

Aadhya { To say that aadhya was shoked would be an under statement } : Hu. . . Ku . . .M. . .[ F***k leave it  she whispered to herself ] Reyansh you said all that you wanted to and I really appreciate that . . . I respect your feelings very much cause I know pyaar kya hota hai hum apse shaadi karne ke liye taiyar hai but humare past ko too aap  jante hai hume usse overcome karne ke liye abhi samay chahiye i need time please . . .

Reyansh : Apko please kehne ki ko jarurat nahi hai kunwarani mai samajhta hu aap jab chahe jo chahe jaisa chahe sab ussi tarah hoga aap btaiye ap kab shaadi karna chahti hai . . .

Aadhya : [ Was in the corner of her heart happy to have an understandi caring and loving man as her husband but as if The great Aadhya Shekhawat will ever show her real self to anyone ] : Ji dhanyavad hukum mai apna london ka business wrap up karke do mahine mai aa jaungi uske bad ek hafta taiyariya aur hum shaadi kar lenge mujhe jodhpur mai rehne ka mann nhi hai . . .

Reyansh : Jaisa aap kahe Rani Sa ! 

Aadhya {Blushed a bit on being called rani sa } : And said ji hukum ! 

Reyansh : Aadhya hum apse kehna chahte the kuch ,

Aadhya : Ji kahiye hukum . . .

Reyansh : I understand aap apne past ki wajah se iss rishte ko moka dene ke liye abhi taiyar nahi hai par hum atleast dosti too kar hi sakte hai choti choti shuruate karna bhi too jaruri hai . . . Apko bura too nahi lagega na , 

[With concerned and questioning eyes reyansh said]

Aadhya : Ji hukum hume bilkul bura nhi lagega aur waise bhi dosto ki too jarurat hai hi hume . . . Waise ab hum andar chale sab ruke honge . . .

Reyansh : JI jarur jaisa aap chahe . . .

[As they went in everyone looked at them with questioning eyes ]

Reyansh : Aadhya mann gyi hai . . . 

[ To this statement there was no limit of the happiness and celebration that was going in the room and Aadhya was taken into a bone crushing hug by Riddhima . . .]

.................................................................................................................................

Hello mere cutipies , So how did you all like this chapter ? 

Do tell me in the comment section . . .

Guys you read the chapter but don't vote

 Your votes and comments are really encouraging please do share and motivate your pyari writer . . .

I have also added on some cute reyansh and aadhya scenes today do tell me your views . . .

And do suggest me a couple name for our Reyansh and Aadhya . . . Pretty please 🥺🥺

Taddaa

Done By guyys . . .

Love youu all . . . Take care my cupcakes !

Your Author : 

❣️❣️

His Destined Heiress(Slow Updates)Where stories live. Discover now