P H A S E . 10

383 46 32
                                    

Story continues ....,

Mehta house
Night time ,
On dinning table

Dayawanti :-  Avu , kya socha hai tu shaadi ka .
Teen hafte se jyada hogai hai ab tak nehi boli tumhare decision hume .
Kuch socha b hai ki nehi .?

Ashish :- Maa , time do usse . Jindagi ke sawal hai , kaise itni jaldi decision le sakta hai wo .

Abhimanyu :-  Dadi aapko pata hai na , ab tak Neil aur Avii itna jyada nehi mili dono se , phir kaise decide karega .

Dayawanti :- Tum dono chup raho , Avuu tu bol beta . Kya chahta hai tu .

Avni :- Dadi mujhe do din aur time dijiye , please .

Dayawanti :- Teek hai .

After dinner Avni is sitting on bed thinking about Neil's word .
He is richest and biggest businessman yet he is so different from other businessman she met and knew .
After listening to Neil's words in morning cafe she didn't talked anything , just left the place not knowing what to say .
It is already night but Neil didn't called or messaged her till now .
This time she didn't messaged or call either .
She wants to see when he will call her , he will call or not also she want to check on it .

Neela came into room with a glass of milk for her .
Seeing her Avni smiled .

Neela :-  Kya soch rehi hai meri bacha .

Avni :- Kuch nehi Maa . Bas Neil ji ke bare mein soch rehi hu .

Neela :- Kya soch rehi hai Neil ke bare mein ?

Avni :- Yehi maa , Neil ji toh itna bada insaan hai na .
Uska age , uska status , uska smartness , uska talent kisi keliye b mein suit nehi karti hu phir b kyu Neil ji mujhse shaadi karna chahta hai ?
Kaise mein usko ek jalak pe pasand agai Maa ?
Sachi kahu toh Mujhe ye dar hai ki galti se sehi mein koi galat raste na chunu .
Mujhe kuch samaj par nehi arehi hai maa ...

Neela :-Avuuu...

Avni :-  Maa , aapko pata hai Neil ji ko shaadi aur pyar se koi believe nehi hai , usko pasand tak nehi .
Wo sirf family keliye "Haa" kaha rishte doodne ka , par ab kaise mujhse shaadi karna chahta hai ?

Neela :- Mere bachi hai hi itni khoobsurat , achi hai ki sab ko wo pehle nazar pehi pasand ajati hai . Ispe kaunsi nayi baat hai .

Avni :- Par Maa wo sirf attraction hai na .
Attraction jindagi bar nehi hoti hai na Maa aur shaadi keliye toh pyar ki , understanding ki , communication ki jarurat hai .
Dono pe compatabilty ki jarurat hai .

Neela :- Toh...tum dono pe aise kuch nehi hai kya !

Avni :- Hai Maa . Par mujhe lag rehi hai mein Neil ji keliye sehi nehi hu . Wo bahut hi perfect hai aur hum dono ka choices b alag hai .
Itna alag hai ki shayad hum dono perfect  match nehi hopayega !!

Neela :- Bacha , tujhe ek sach bolu .
Do insaan ki choices same hai ya alag , wo dono insaan pe hoti hai ki hum humare patner ko kaise rakhe , kush ya sad .
Mere aur Ashish ka b alag alag preferences hai shaadi ke pehle . Mujhe ek pasand hai toh aapke papa ko ek . Isiliye hum dono ne milake socha , mein ispe compromise karti hu aur aap ispe compromise karo ....kyuki bina compromises ka sirf pati , patni ka nehi koi b relation thikti nehi jyada din tak .
Jab se hum dono ne ye decision liya hai tab se lekhe aaj tak wo aise hi hai .
Hum dono bahut kush hai .
Hum dono ne milake apne ek chota duniya start kardi hai apne taste ke hisab se .
Rishte ko jodna hai Avu , choices kaise b ho .

Vivah - A Conjugal bond AvneilWhere stories live. Discover now