Episode 7

2.7K 178 4
                                    

Scene 1- (anika's house)

A: sahil jaldi kar mujhe deri hu rahi hai aur tujhe bhi

S: didi mein kar toh raha hun

A: likin jaldi kar na, mujhe abhi taak nikal jana chaiye tha

S: didi I'm ready

A: arey wah, abb toh tu English mein far far kar ke bolte hai

S: bass mein apni anika didi ka bhai jo hun

A: oye hoye tu aur teri tadi (and they laugh)

A: abb chal

(and they leave)

Scene 2- (OM)

A: (enters OM) anika tut oh gayi itni late hugayi hai tu (talking to herself)

(shivay saw her entering and checked his watch and realized that she was 16mins and 49secs late)

S: agayi tum

A: nahi, bass phonch ne walli hun

S: what?

A: agar mein apke samne khari hun toh matlab mein agayi hun na

S: tum kabhi sidha jawab nahi de sakti?

A: abb kabhi pyaar se baat nahi kar sakte kya?

S: tum late hu

A: haan pata hai

S: kini besharam hu, late hukar bhi asa attitude hai tumhara

A: woh na meri chama mein kuch kharabi hugayi thi toh peedal chal kar ana para

S: phone kardeti, gari bejwa deta

A: shukria, likin mere pass 2 par (feet) hain, aur isi bahane exercise bhi hugayi

S: haan wase bhi tumhe zaroorat hai,

A: kyun?

S: itni moti jo hu, toh tumhe weight loss ke zaroorat hai

A: huuu, apne kaha ke mein moti hun? Kabhi bhi kisi larki ko yeh nahi bolna chaiye, kya kabhi kisi ne yeh apko sekhaya nahi kya? (angry)

S: mein Shivay Singh Oberoi hun, kisi ko mujhe kuch sekha ne ke zaroorat nahi hai (does his signature step)

A: maar dena tadi apne S S O hune ke

S: what? Ta.. tad.. tadi.. what is with your language?

A: meri language hai, meri marzi

S: oh god, anyways, tum 16mins and 49secs late thi toh tumhare pasey katein jayenge

A: arey wah (shocked) apne itna calculate bhi karlia, apka naam toh calculator singh oberoi huna chaiye

S: just stop it. Mera naam kasa hai woh tumhe sochne ke zaroorat nahi hai, apne kaam par dehan doh

A: app itna cherte kyun hain? Kabhi haas bhi liya karein?

S: tumhe kya problem hai? Mein haason yaan na haason

(dadi comes)

D: arey tum duno bachon ke tarhaan kyun lar rahe hu

S: mein nahi sirf yeh (points towards anika)

A: huuu (shocked)

D: bass kar billu tu pheecle 10mins and 36secs se lar raha hai meri bachi se

A: (laughs)

S: dadi please mujhe yeh maat bolan karein iske samne

A: kya? Billu?

S: shut up (and he leaves)

D: beta tu fikar maat kar, billu tere koi bhi pase nahi kate ga.

A: thank you dadi

D: chal abb kaam mein lag ja

(anika leaves from there)

Scene 3- (OM)

(Om and Rudra goes to shivay's room who was fuming in anger because of anika)

R: bhaiyaaa (hugs shivay who moves back) kya bhaiyaa kabhi toh hug kar liya karo

O: rudra tu dekh nahi raha ke shivay gusse mein hai?

R: kyun? Bhaiyaa app gusse mein kyun hu

O: kahin anika ne toh nahi...

S: just shut up O, I don't want to talk about her

O: toh matlab wohi problem hai

S: buhaat bari problem hai, attitude toh itna hai jase woh khud oberoi hu, bolti itna hai ke chup hune ka naam nahi leti, aur language, uski language toh asi hai jase woh special classes leti hu mere se ase baat karne ke liye (and he goes on where as rudra and om were laughing)

O: bass kar shivay phechle 5min se tu usi ke baat kar raha hai

R: haan bhaiya, koi aur chakar toh nahi?
O: hu sakta hai rudra, you never know (and they laugh)

S: never, never, us middle class larki se never.

Scene 4-

(dadi comes to anika's work room)

D: haan anika, tune mujhe bulaya tha?

A: haan dadi, woh meine na ek form banaya hai jise sabki likes and dislikes pata chal jaeynge aur phir sab ke hisab se tayaari bhi hujaye gi

D: arey wah, yeh toh buhaat acha kaam kiya tune, ise toh tujhe buhaat asani hujayegi

A: haan dadi

D: tu jakar sabko ek form dede, sab is waqat apne kamre mein hi hunge

A: jee dadi, thank you mein abhi jati hun

(dadi leaves)

(anika picks up the forms and leaves to give the forms to the family members)

(she gives the forms to everyone and then at last she has to give it to shivay where she has been standing for 5mins and thinking how to give)

A: mujhe is baggad bille ke kamre mein nahi jana, likin kya pata woh andar hi na hu, likin agar hua toh? Likin mujhe phir dena toh pare ga. Chal anika, tu ek baggad bille se dar gayi. Tu toh khidkitod anika hai, tujhe woh jo bule ga uska farrrr se jawab dedena (she starts moving forward to shivays room and is still talking to herself) anika sabar rakh woh kanji ankhon walla tera kuch nahi biggar sakta

(and as she was about to knock on the door shivay opens the door and her hand goes to his chest and then they have their O jaana moment and have an eye lock)

This is all for the day, please vote and comment guys really need that.

Thank youu

When hate turns into love! (✓)Where stories live. Discover now