78. HONEYMOON??

1K 57 21
                                    


Keesh went down
Naitik said aao bacho. Nashta kar lo
K- kaisi ho sanjana

S-main ekdum thik hun.
Naksh sneezed

Badi dadi said kya hua lalla tujhe Sardi hui hai kya

K-voh badi dadi ...
She also sneezed

S- lagta hai ye dono bemaar ho gaye hain

Devyani said main tum dono ke liye kadha bana deti hun. Baitho tum dono.

All sit. Keesh were having the breakfast
Naitik said in Naksh's ears kuch plan kiya

N-kid baremein papa
Are buddhu ghumne ka

N- abhi kyu Jana hai ghumne
Tu pakka mera hi beta hai Na. Are honeymoon ka koi plan

N- kya papa ap bhi
Tujhse toh kuch hoga nahi. Maine tum dono ki Greece ki tickets book kar di hain

N-kya... Kab ki
2 din baad ki

Naitik said aloud 2 din baad keerti aur naksh Greece jaa rahe hain ghumne.
Keerti was so much excited.

Her excitement was beyond everything as she was going out alone with naksh for the first time

Naksh was also happy but somewhere he was confused

Keesh went to their room
K- naksh kitna maja ayega Na
Ap aur main Greece mein
Naksh main bahut sari shopping karungi.

Hume bags pack karne honge. Are vahan pe hume bahut cheezon ki jarurat hogi. Apki medicine sab. Humare pas sirf 2 din hai. Also hoga sab.

She was speaking continuously.
He kept his finger on her lips

N- haa keerti. Hum bahut maje karenge. Aur ap tension mat lijiye. Sab ho jayega.

She hugged him.
K- naksh ye trip humare life ki sabse best trip hogi

N- hum use best se bhi best banaenge.

Naksh said to himself ap itni khush hain. Ye baat bataunga toh ap Jane ke liye mana kar dengi. Aur main apki khushiyan kam nahi karna chahta. Mujhe kuch adjustment karni hogi.

She broke the hug.
K- kya soch rahe hain ap.

N- yahi ki shopping bags uthate uthate kahin meri pith Na toot jaye.
She hit him a little

N- ap tayyariyan shuru kijiye. Main abhi ata hun
He went and called someone

He kept his phone on the table. N- main fresh hokar ata hun.
K- thik hai

His phone rang.
K-naksh apka phone baj raha hai
N- utha lijiye.
K- thik hai.

P- person
K-hello
P- hello. Sir

K- actually I am his wife. Apko Jo kuch kehna hai ap keh sakte hain mujhse

P- voh ma'am unhe bas ek message dena tha.
K-kahiye

P- voh sir ne meeting ko reschedule karne kaha tha. Lekin nahi Ho paa  rahi hai

K-konsi meeting
P- voh actually Mr. Sinha ke sath sir ki meeting hai 2 din baad. Voh deal bahut important hai. Lekin voh meeting post pone nahi ho Sakti.

Keerti thought. " Naksh ne mujhse kuch kaha kyu nahi. Apni itni badi deal lose kar rahe the. Jan boojke unhone nahi bataya mujhe

P- hello...
K-yes... Meeting postpone karne ki koi jarurat nahi hai. Meeting decided time par hi hogi.

P- okay ma'am.
K-thanks

She hung the phone
He came out of the washroom.
N-kaun tha

K- hum Greece nahi jaa rahe hain
N- kyu. Ap neend mein toh nahi hain Na. Abhi toh itni excited thi

K- Maine kaha Na nahi jaa rahe hain
He thought kahin manager ka phone toh nahi tha. Lagta hi inhe sab pata chal gaya

He checks the call
N- voh keerti ye meeting itni important nahi hai.

K- ap jhoote kyu bol rahe hain. Mujhe papa ne bataya tha Mr sinha ke baremein. Ye bahut important client hai Krishna ke

N- ha.ye meeting main prepone kar dunga
K- nahi hogi. Aur naksh hun toh kabhi bhi jaa sakte hai Na ghumne.

N-lekin
She kept her finger on his lips

K- bas. Hum baad mein jayenge
They informed the family

All were so happy to see the understanding between them
Keerti went up

Naksh hugged her from behind.
N-thanx keerti ji.
K- ap tension mat lijiye. Main iska bhi hisaab rakhungi.

N- pakka. Lekin ek shart hai meri
K-kya
N- meeting khatam hone ke 3 din baad hum jayenge

K- pakka.
N-Maine tickets bhi book kar di hain. 10 din k long vacation

K- wow. Jyada maja ayega
N-haa.
K- ek tarah se acha hi hua. Mujhe shopping ke liye time mil gaya

N- lekin main meeting khatam hone tak bahut busy rahunga. Shayad apko time nahi de paunga

She wrapped her hands around his shoulders.
K- chalega. Uske baad toh aap aur apka time mera hai sirf mera

N- voh toh hai.
K- jayiye. Aur prepare kijiye apni meeting ke liye.

Precap
Keerti missing Naksh ❣️






KEESH -The story of two broken souls (Completed ✔️)Where stories live. Discover now