80. KEESH REACH DELHI

948 55 27
                                    


It was 7:30 now.
K- naksh kaha hai ap
He was sleeping on a couch in the hall
She sees him

K- naksh main apko kabse dhoondh rahi hun aur ap yahan so rahe hain

N- voh pata nahi kaise aakh lag gayi
They took the blessings of all the elders

They left.
In the car

K- naksh yad hai hum jab sabke sath picnic par gaye the mishti ke bday par

N- haa yaad hai . Us din Maine pehli baar apni feelings kisi se sure ki thi

K- tab mein aur ab mein kitna difference hai Na
N-apko voh uncle aunty yaad hain.

K- haa.
N- unhe pata chalega Na ki hum ek dusre se pyaar karte hain aur shaadi bhi kar chuke hai toh ....

K- kehte hain Na experience is the best teacher. Unhe humse pehle pata chal gaya ki hum ek dusre ke liye bane hain

In sometime they reach the airport
They board the flight.
Someone was already sitting on their seat.

K- excuse me this is our seat
P- oh gorgeous lady. U may sit here.
N- excuse me. Its our seat

Keerti laughed
P- u may find it seat somewhere else
N- she is my wife

P-really
N-what do u mean
Keerti was controling her laughter
N- just get up

P-ok.ok.
He got up
The person said to keerti

P- good day sweetheart.
He went
Naksh was fully angry.
She was enjoying his condition

Both of them sit
N- ap kyu has rahi hai
K- main kaha has rahi hun

N- thik hai.
He frowns.
She holds his arms tightly and kisses
on his cheeks.

N- ye kya liye
K- ap itne sweet Jo hain
N- bas jyada maska lagane ki jarurat nahi hai

K- acha ap man gaye
N- vaise haan.man toh gaya.

They both chit chat.
It was a short flight

They had to get down
They reached the hotel

His associates and  friends were waiting for them
Keesh went there

They were given a warm welcome
They went to their room

K- wow naksh kitna acha room hai Na
N- haan. Aj shaam party hai. Aur phir kal dupahar flight hai Greece ki

K- mujhse toh wait hi nahi ho raha.

The door bell rings.
He opens the door.
It was his one of the best friends
Friend -F

F- tu toh bhul hi gaya yaar
N-tujhe kaise bhool Sakta hun
K-kaun hai naksh

F-ye kaun hai. Girlfriend
haan....Chupe rustom

She came out
N- ye girlfriend nahi hai. Wife hai meri
F- hello bhabhi ji

K-hello
N-keerti ji ye mera best friend hai. Delhi mein hi rehta hai

F- sach kahu toh apko bhabhi kehne ka man nahi ho raha hai
All laugh

N- iski baton pe jyada dhyaan mat dijiye keerti ji. Ye thoda flirty hai
He winks at her.

F- kaisa dost hai. Apne best friend ki bejjati kar raha hai.
All laugh

F- bhabhi ji kya main naksh ko le jaa sakta hun . Bas thodi der ke liye.
K- is mein puchne wali kya baat.

N-main ata hun thodi der mein
Ap fresh ho jayiye.
Both go.

They going the lawn
There were many people. All were having drinks and enjoying the party

F- shaadi mein bulaya bhi nahi yaar
N- Maine kitne call kiye tujhe lekin tu toh ab bada admi ho gaya hai Na

F- vaise bhabhi ji ne kaise fasaya tujhe
N- fasaya kuch nahi. Bas pyaar hua aur phir shaadi

F- impressive. Seriously u r a lucky guy. All the best
N-thanx yaar

Naksh heard some men talking
M1- ye pata hai kaun hai. Naksh Singhaniya. Isne abhi abhi Mr sinha ke sath badi deal sign ki hai

M2-  Mr sinha ke sath meeting karna bhi itna mushkil hai naseeb hai janab ka.

M1- naseeb toh hai. Uski wife bhi kya hot hai
Naksh fumed in anger listening to this.

M1-  bas aj party mein koi achi si dress pehen ke aa jaye. Din ban jayega humara.

M2- Bhai aur mat bol. Kahin niyat Na kharab ho jaye.
N- abhi batata hun tum logon ko.

F- nahi naksh.in logon se mat baat kar. Bahut gande log hain
N- toh kya sunta rahu inki bakwas.

F-bas ignore kar. Inke muh lagke koi fayda nahi hai.
N- lekin in logon ko main nahi chod Sakta

F- chod ye batein. Jaa bhabhi ji tera wait kar rahi hongi.
N- par

F- Maine kaha Na jaa.
N-thik hai. Shaam ko milte hain

Precap
Naksh fumes in anger.

KEESH -The story of two broken souls (Completed ✔️)Where stories live. Discover now