79. NAKSH GETS THE CONTRACT ❣️

982 51 22
                                    


Naksh started preparing for the project
Keerti was already missing him as he was busy with the files

The whole day he would be in Krishna and at night he would be with his files.

Keerti was missing sleeping on his embrace

Two days went

Naksh's meeting was going on in the conference room

Keerti was waiting for him in his cabin to give him surprise

K- kab ayenge naksh. Mujhe pata hai unhe ye contract jaroor milega. Lekin main unke chehre par voh khushi dekhna chahti hun.

She waited for more 2 hrs
Naksh came out of the conference room

All the employees congratulated him
Receptionist said sir ma'am is waiting for u in the cabin

N- ohhk
He was going towards the cabin
He thought keerti ji toh bahut khush ho jayengi.

He went in the cabin and found her walking restlessly

He went and hugged her from behind
K- congratulations naksh

N- apko kaise pata ki hume contract mil gaya
K- mujhe malum hai. Koi cheez nahi hai Jo ap nahi kar sakte

N- acha...
K- chaliye celebration time
N-yahan?

K- dekhiye main apne hathon se apki favorite kheer banake layi hun
She fed him the kheer.

They went home
All congratulated naksh

Badi dadi said ab toh jaa rahe ho Na tum dono

N-ji dadi.  Pehle hum yahan se Delhi jayenge. Vahan ek party hai is deal ki khushi mein. Aur vahan se humari flight hai
All listened

Keesh went to the room
Naksh saw the room and was shocked
Whole room had become a mess. All the clothes bags were in the room
N-ye kya hai

K- apko help karni hai meri packing karne mein
N- lekin itne kapde

K- naksh hum vahan 10 din ke liye jaa rahe hain
N- vahi toh. Hum sirf 10 din ke liye jaa rahe hain. Hamesha ke liye nahi
K- thik hai....

She started keeping the clothes back
N- are main ton mail kar raha tha. Apko Jo Lena hai lijiye.

Sanjana came.
S- tum dono ghumne jaa rahe ho.
N- haa. Lekin tujhe sath nahi leke Jane wale pehle hi Bata raha hun

S- main jaungi bhi nahi tum dono ke honeymoon pe
Keesh were shocked listening this

S- main aa gayi toh kabaab mein haddi ban jaungi
K- ye sab chodo. Tum help Karo meri
Naksh went out

S- suno tum Na keerti koi achi si dress pehen ke Jana party mein
K- kyu

S- voh naksh impress ho jayega. Aur use bhi lagta hoga Na  wife sabse beautiful lage.

K- haa par
S- ye dekho main tumhare liye ye layi hun.

She saw it was a dress
K- lekin iski kya jarurat thi
S- itni formal mat ho. Yahi pehen ke Jana Delhi wali party mein

K- thanks.
They hugged and sanjana left

Keerti thought main yahi dress pehen ke jaungi. Lekin ye toh kuch jyada ki choti hai. Aur Maine aisi dress peheni nahi kabhi. Ka keerti .

Tu Delhi jaa rahi hai. Aur aisi tayyar houngi ki naksh dekhte reh jayenge.

He came in
She immediately hid the dress.
K- ap help karne wale the Na meri.

N- abhi karta hun
They packed all their bags.

N- ho gaya. Ab ap dono jayiye. Kal hume Delhi ke liye nikal Na hai.

K- ha . Lekin mujhe excitement ke vajah se neend hi nahi ayegi
N- voh toh mujhe bhi nahi ayegi

Both went and slept on the bed.
In the morning
Keerti was waking up naksh at 5 in the morning

K- uthiye naksh late ho jayenge hum
N- rukiye. Mujhe sone dijiye
K- uthiye

He gets up a little.
N- kitne baje hain

K- 5 baj gaye naksh. 8 baje nikal Na hai hume airport ke liye

N- 3 ghante hain abhi. Itni jaldi kya karenge hum
K- ap uth rahe hain ya main papa ko bulau

N- nahi...Voh mujhe kabhi sone nahi Denge phir.
He gets up and goes to take bath in half sleep.

She goes down
Badi dadi said beta aj tu itni jaldi uth gayi
K-voh 8 baje nikalna hai Na

Naitik said lekin bahut time hai beta
K-nahi papa. Bags rakhne mein bahut time lag jayega.

All were so happy to see her so excited and happy
N- keerti ji kaha hai ap. Itni jaldi utha diya mujhe.

Naitik said good morning beta
N- papa dekhiye Na inhonhe mujhe itni jaldi utha diya hai

K- nahi uthati toh flight miss ho jati humari.
N-ye kya baat hui

She went
Naitik said voh kitni khush hai dekho.
N-voh toh hai papa

Precap
KEESH REACH DELHI


KEESH -The story of two broken souls (Completed ✔️)Where stories live. Discover now