Chapter 20

562 50 9
                                    

Randhir came to his room and sat down on the bed next. He was very much confused after hearing Dr. Palit's words and became more restless. But after listening own inner voice his restlessness gone and finally he got all the answers of his questions. He took out his phone and saw Sanyukta's picture along with him taken during their friendship and caressed it slowly.

"Jab tum pass thi tab mujhe samajh mein nehi aaya ke maine keya paya tha aur aab jab tum dur chali geyi ho toh samajh mein aah raha hain ke maine keya paya tha aur keya kho diya!" He said in a gloomy voice.

"Lekin aab dekhna main sab kuch thik kar dunga. Main jald se jald tumhare liye donor ka intezam karunga aur tum phirse dekh payogi. Aapne aankhon se iss duniya ko phirse dekh payogi tum Sanyukta. Aur main, main sirf tumhe dekhunga. Tumhare aankhon ki uss chamak ko dekhunga, tumhare hoto ki uss muskurahat ko dekhunga, tumhare chehere ki uss khushi ko dekhunga jo tumhe aapne aankhein wapas milne par hogi." He smiled brightly.

"Ek secret batau *pause* I love you." He blushed a little. "Pata hi nehi chala ke kab tumse pyar ho geya, bass ho geya." He smiled widely but it's vanished next remembering something.

"I really love you Sanyukta. Aur iss baar koi jhoot nehi hain koi dhoka nehi hain, I swear." He pinched his throat when reality strikes him next.

"But why do you believe me haan, why? Jab maine khud itni bedardi se tumhara biswas ko tora hain, tumhare sare swapne chakhna chur kar diya hain toh phir tum mujh par phirse kyu believe karogi?" He said looking at her photo when tears rolling down from his eyes and his vision got blurred. He wiped his eyes and looked at the photo again.

"I know tum mujh par kabhi vi believe nehi karogi Sanyukta but I promise main tumhara trust phir se jeet kar rahunga. Aur yeh mera khud se vadha hain." He said determinedly.

Randhir was lost in the photo when his phone buzzed with Parth's number thus he picked up the phone.

"Kaha hain tu, kabse call kiye jaa raha hu? Aunty ko vi nehi pata ke tu kaha tha!" Parth said in one breath.

"Calm down, calm down Parth, wo phone silent par tha toh sunai nehi diya." Randhir trying to calm him down.

"Lekin tu tha kaha par?" Parth asked anxiously.

"Aapne kuch sawalo ka jabab dhund raha tha." Randhir said calmly.

"Paheli mat bujha aur yeh baata ke tune Dr. Palit se keya kaha ke tu aapna aankhein Sanyukta ko dena chahata hain?" Parth asked anxiously thus Randhir became shocked.

"Uss doctor ke pet mein toh koi vi baat nehi pachti!" Randhir mumbled under his breath.

"Chup kyu hain baata? Aagar Arpita Dr. Palit ki junior nehi hoti toh phir yeh baat toh mujhe kabhi pata hi nehi chalta." Parth said angrily.

"Ohh toh phir Arpita ne tere kaan bhade hain! Saach mein inn ladkiyo ki pet mein koi baat nehi pachti!" Randhir said mockingly.

"Randhir tujhe yeh mazak laag raha hain! Itna bada decision lene se pehele tune uncle aunty ki ware mein ek baar vi nehi socha! Aagar tujhe kuch ho geya toh unnka keya hoga?" Parth said with concern.

"Relax Parth aaisa kuch nehi huya hain so stop overreacting. Aur waise vi Dr. Palit ne kaha hain ke yeh medical science ki khilaf hain toh wo eye transplant nehi kar sakte. We have to waiting for a potential donor." Randhir said thus Parth take a relief of sigh.

"Thank God." Parth said in relief.

"But tujhe yeh sab karne ki keya jarurat hain, hum Sanyukta ke liye donor dhund rahe hain na?" Parth said angrily.

"Cause I love Sanyukta Parth." Randhir said when Parth became shocked.

"What?" Parth asked surprisingly.

"Yes Parth main jisko stupidity bolta tha, bewakufi kaheta tha mujhe wo ho geya hain. Mujhe pyar ho geya hain Parth pyar wo vi Sanyukta se. I'm in love." Randhir said excitedly when Parth was short of words.

"Tu saach bol raha hain na Randhir?" Parth asked in disbelief.

"Haan Parth teri kasam. Mujhe Sanyukta se behat aur besumar pyar ho geya hain." Randhir said happily when Parth smiled brightly.

"Finally Randhir tera mulakat pyar se ho hi geyi. I'm very happy for you."

"Haan mulakat vi ho geyi aur usska matlab vi samajh mein aah geya." Randhir said slowly.

"Aachhe aur keya hain pyar ka matlab?" Parth asked curiously.

"Pyar ka matlab lena nehi dena hota hain. Kisiki pyar mein khud ko luta dena hi sachhi mohobbat hain." Randhir said being emotional.

"Aare wah pyar suru huya nehi ke janab aabhi se shayer vi bann gaye!" Parth said teasingly.

"Shut up Parth." Randhir said feeling shy.

"Ohh my god Randhir Singh Shekhawat pyar mein sharmata vi hain! Yeh toh dekhne layek hoga!" Parth said teasingly.

"Stop it Parth am not blushing." Randhir said feeling embarrassed.

"Okay okay but tune Sanyukta ke ware mein keya socha hain! Usse yeh baat kab batayega ke tu usse pyar karta hain?" Parth asked curiously.

"Aabhi nehi Parth, aabhi Sanyukta kisi par vi trust nehi kar pati hain aur nahi kisi riste par biswas hain usska. Pehele mujhe usska trust jeetna padega usska risto mein biswas wapas lana padega phir main usse aapne dil ki baat batayega." Randhir said thoughtfully.

"Okay but jo vi karna soch samajh kar karna. Ek baar galti ki toh itna regret kar raha hain bhagaban na kare ke tujhse phirse koi galti ho jaye aur tu zindegi bhad regret karta rahe." Parth said worriedly.

"Don't worry Parth I'll be very careful, tu dekhna iss baar galti se vi galti nehi hogi." Randhir said determinedly.

"Hope so Randhir. I wish tum dono ko iss duniya ki saari khushiya mill jaye. Chal bye." Parth said and cut the phone.

"And I wish Sanyukta ko iss duniya ki saari khushi mill jaye aur mujhe sirf Sanyukta." Randhir said to himself when smiled brightly.

* * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * *

So friends how was the part? Do you like it or not?

Keep commenting, sharing your views, keep voting.

Love you all 😍 😘

#Bandita 🌹🌹

Ray of Hope Where stories live. Discover now