chapter 7

751 43 11
                                    

Jindal mension

Natasha and nihar come to have dinner they settled down the dining table the servants come and serve them

When they look the food natasha get angry

N- yeh kya hai sirf roti aur daal yeh jail main milta hua khana kisne banya ha

Dai ma come their hearing her shout

D- malkin akshat baba Guddan bitiya ami golu guddan bitiya ke ghar dinner ke liye gaye hai to sirf aap dono the to humm ne yeh banawa diya

N- you bloody naukar apne marzi se khana banayengi main iss ghar ki malkin hoon khana meri marzi se banega

Ni- par behna yeh ghar to akshat ka hai

Natasha glare at him as if trying to murder his own brother with her bare hand

D- aab aur kuch to bana nahi hai agar aap nahi kahana chahti to main yeh pehk deta hu

Natasha don't have other choice other than eating dal and roti as she remember how she have to sleep hungry last night

So she silently have her dinner daima control her laughter it was guddan's instructions to give them only roti and dal as natasha do the same with ami golu whenever akshat will not around she will give only roti and dal to them

Just then Akshan ami golu enter the house they are back after having the dinner with gupta's they promise to visit them and akshat also said to them that whenever they will want they can visit guddan

They are chatting about the dinner

Am- sach bhabhi aaj to maza aagaya

Ak- ha bhabhi laxmi didi aur angad bhai ke saath humne video game kheli phir wo testy khana

They are chatting when they saw natasha having only roti daal ami golu happy to see this the woman deserve this she make them to eat the food and now she herself having it

N- aagaye tum log muft ka khana kha kar

A- free ka khana kaun khata hain yeh sab hum jante hai so don't you dare

With this they went to their respective rooms

Akshan room

Guddan come out after changing the night suit akshat was already changed his dress guddan smile at him.

Akshat smile back guddan after folding her dress keep it on the wardrobe just he notice a small box on the wardrobe

When she open it she saw a beautiful ring in it she crease it

G- akshat ji yeh ring kiski hai

Akshat saw the ring and take it from her he have tears seeing it guddan saw this

G- sorry akshat ji main apko hurt nahi karna chati thi sorry main ne apki cheez ko hath lagaya

A- nahi guddan bas iske saath judi yaade yaad aagayi

G- kiski hai yeh

A- meri ma ki hai papa ne unhe apne pheli salary se lake diya tha ma ne apne death se pehele mujhe yeh diya tha kaha tha ke main yeh apni wife ko du

G- to apne yeh antra ko diya hoga magar main ne to yeh ring uske haat pe nahi dekha

A- kyuki mauka hi nahi mila main usse apne first anniversary main dena chata magar uss din natasha ne ami ko stairs se neeche dhaka de diya tha

Guddan gasp hearing it how much extent that woman will go she didn't have a little bit of humanity in her

A- phir humare 2nd anniversary humare jindegi ka black day ban gaya tha uss din hume antra ke cancer ke baare main pata chala main ne sahu waqt ka intizaar karta raha aur antra mujhe chod ke chali gayi

G- I know akshat ji kabhi kabhi yeh waqt ti hi humse sab kuch cheen leta hai

A- guddan main yeh ring tumhe dena chata hu kya tum pehnogi

G- magar main kyu

A- tum aab meri wife ho guddan aab iss par tumhara haq hai aur main aab koi sahi waqt ka intizaar nahi karunga

Guddan noded her head then akshat take her hand she feel shiver on his toch he take out the ring and made her wear it both have a eye lock

Then guddan place the box on the wardrobe then come to the bed both slept on the opposite direction thinking about each other and their pain which they go through

Next morning it was Sunday akshat wake up and saw guddan sleeping peacefully so he thought not to disturb her and went to fresh up

After some time when he come back guddan was already wake up

G- good morning jindal sahab aap aaj itni jaldi uth gaye

A- ha guddan iss main surprise hone ki kya baat hai

G- kyuki aaj sunday hai aaur log der se uthte hai

A- ha magar main itni der nahi sota hu aacha tum jao ready ho jao main unn do lazy heads ko utha ta hu

Guddan went to fresh up akshat went to wake ami golu

Soon all come to breakfast table natasha also come with nihar

Natasha saw the ring in guddan's hand

N- kya baat hai akshat biwi ko ring gift diye ja rahe hai

A- wo meri wife hai main usse gift doon isse apko kya takleef hai

N- muje yeh dikat hai ki mujhe bhi aisa hi ring chahiye so tumhe mujhe wo dilana hoga

G- sasu ma mere pati iss liye nahi kamate hai ki wo apke bakwas cheezon main uddaye

N- e ladki tu kon hoti hai mana karne wali

G- respect sasu ma main jindal khandan ki bahu hu aur akshat ji ki patni mera pura haq hai

A- sahi kaha guddan ne aab meri biwi ne mana kiya hai to main kuch nahi kar sakta

Natasha went from their fuming in anger all laugh at her then they have a peaceful breakfast

Akshat guddan are in the room both are doing their respective work then guddan remember something

G- akshat ji angad ne aap se kal baat kis baare main baat ki thi

A- wo... Kuch bhi to nahi

G- akshat ji mujhe pata hai angad aapse baat karne ke liye hai leke gaya tha

A- ussne tumhare papa ke baare main bataya

Guddan's eyes start to get teary hearing about his father akshat close his laptop and went to her and give her side hug

A- guddan ro mat tumhare dil main jo bhi hai mujhe baatao you know some times it is really good to break down humesha strong nahi bana ja skta

With this guddan start to cry akshat hold her tightly

G- wo insaan mere liye mere papa nahi super man the main sabko proudly kehti thi ke main bhusan gupta ki beti hu magar aaj mujhe sharma ati hai unke naam lene se

Unhone hume dhoka diya beech raste chodke bhag gaye jiss beti ko unhone princess kaha usse akele duniya ke janwar se ladhne ko chod gaye humari kya galti thi unhone kyu kiya aisa

Akshat creasing her hair ti calm her down

A- tum logo ki galti nahi thi guddan yeh unki bewkoofi thi ke unhone tumhe chod ke chale gaye

G- akshat ji aap kabhi mujhe unke tarha chod ke mat jana main nahi seh paungi

A- I promise you guddan tumhe kabhi chodke nahi jaunga tumhe kabhi hurt nahi karoonga

Both hug each other tightly one pair eyes seeing them with tears she is their dai ma

D- hey bhagwan inn dono ne bhout kuch saha hai aab in dono ki zindagi main khusiyan hi khusiyan bhar dena

To be continued....

Keep voting and commenting

pyar ko ho jane doWhere stories live. Discover now