Great work!! (Ch 21)

2.6K 57 47
                                    

...
They all enter into the house.. By seeing them Driver and his wife leave their dinner and came to them..

Driver - Aaplog Kon??

Daya - Hm Cid se hai..🤨

Driver - Namaste sahab 🙏🙏.. Mei Sambhu..
Lekin aaplog yha kaise??

After listening the word Cid his children is also came there..

Abhijeet to children - Bachho aaplog andar jao, hme aapke papa se kuch bat krni hai hai.. 🙂

Girl of 8 and a boy of 6 - Okk Uncle 😊😊

Sambhu's wife - Chlo beta mei aaplogo ko khana khila deti hu 🙂...

They all three went inside and close the door of the room..

Firstly Abhijeeet check his hands but he only wore one  ring 💍 which is very common and nothing suspicious in it and may be it is the ring of his engagement..

Abhijeet hold his collar and fumes in anger...

Abhijeeet - Kya lena dena hai tera Shreya ke sath..Or wo roz Tere hi rikshe se kyu jati thi?? 😤😤

Pankaj - Or society walo ne bataya tha ki tu kabhi usse paise nhi leta tha use chorne ke bad, Kyu?? 🤨🤨

Daya, Poorvi and Abhijeet Gave him a very confused cum suspicious look 🤨🤨

Poorvi - Ye to tumne nhi bataya tha Pankaj 🤨🤨

Pankaj - Are Haa 🙄🙄..mei to bhul hi gya tha 😅
Sorry Sorry 😅
Sir Society walo ne bataya tha ki jab kabhi Shreya kisi ke sath auto share karti thi tab tab unlogo ne dekha tha ki Shreya kabhi bhi rikshewalae ko paise nhi deti thi 🤨🤨

Meanwhile Freddy click his picture and find his criminal database in his phone..

Abhijeet is still holding his collar..

Abhijeet - Bta kya krti Hai shreya??
Uska Asli kaam kya hai or barmoza kaha hai 😤😤

Driver - Kon barmoza sahab?? 🙄
Mei kisi Barmoza ko nhi janta..
Or shreya ji ko Mei roz office lekar jata tha...😥

Meanwhile Pankaj is analysing here and there and Daya, Poorvi, and Abhijeet are doing inogeration from Driver..
And Pankaj find something mysterious,..

Pankaj came in very hurry to them  with the photo frame of "SHREYA"
And show it to all of Officiers..

Pankaj - Sir ye dekhiye, Shreya ki photo, mandir me rakhi thi 🤨🤨..

Abhijeet - What??😯😯

Pankaj - Ha sir, andar ek chota sa mandir hai waha shreya ki photo rakhi thi..

Abhijeet left Driver's collar..

Abhijeet showing him frame..

Abhijeet - Ye kya hai 🤨🤨Shreya ki photo tumhare Ghar me kaise?? 🤨🤨

Poorvi - Or mandir me Kyu?? 🤨

Driver - Ab bhagwan ki photo to mandir me hi rakhi jati hai n.. 😊😊

Daya and Pankaj - Bhagwan 😯😲Mtlb?? 🙄🙄

Driver - Ha sahab, duniya ke liye wo bhle hi insaan hongi lekin hmare liye wo sakshat bhagwan ka dusra roop hai..🙏🙏😊

Freddy - kyu?? [As he came back after sending enquiry for him(driver)]

Poorvi - Aeisa kya kiya hai usne??

Driver - Unhone 🤨🤨

Poorvi - Aree!!okk😒 unhone aeise kya kiya hai ?? Btayenge aap??

Driver - Madam kareeb 2.5 saal pehle..
Hm log, mtlb mei or mera privar, Pritampura me rehte the..
Chota sa ghar tha hmara, bdi mehnat ke bad bnaya tha maine..😥Hmare Ghar ke bagal me hi ek bijli ka khamba tha, Ek din uski marammat krne ke liye bijli wibhag ke kuch log aaye the, or unse kuch galti hogyi jiski wajah se jaise hi bijli aayi us bijli ke khambe me short-circuit ho gya..
Or Hmara ghar sabse pas me tha isiliye mere ghar me bhi aag lag gyi..😥😥
Ghar pr sirf mere biwi bachhe the or mei tanga (horse cart)  chalata tha tab.. Mujhe jaise hi pta chla ki mere Ghar me aag lag gyi hai to mei bhaga bhaga waha aaya..
Aag badhti hi ja rhi thi or sare log uspe pani dalkr use bujhane ki kosis kr rhe the or wo sant hi nhi ho rhi thi.. 😢
Sabne aag bujhane walo ko bhi phone kiya lekin wo aaye hi nhi..
Tab waha se Shreya ji gujar rhi thi..
Unhone jaise hi dekha ki aag lgi Hai or andar log fse hai to bina apni jan ki parwa kre wo andar ghus gyi..
Unke sath kuch aadmi bhi the unhone unhe mna bhi kiya lekin wo nhi mani.. Or mere biwi bachho ko andar se shi salamat bcha kr le aayi!! 🙂
Mere biwi bachhe to surakshit the lekin mere ghoda (horse)  Aag se darkar khi bhag gya..
Jab wo aag bujhane wale aaye to wo pani dalne ja hi rhe the ki unhone mna kr diya or kaha ki bizli se lgi aag pr pani dala to aag or badh jayegi..
Unhone ghar girnae wali machine hoti hai n.. 🙄🙄

Cid Vs The EyeWhere stories live. Discover now