Shiddhart's Career (Ch - 41)

1.9K 53 60
                                    

Shreya - Siddharth To Paise Mujhse le lo..mere account mein main Abhi 7 se 8 lakh rupaye Pade Honge!! Tumhen to sirf 6 lakh hi chahie..😊

Siddharth - Nahi main tumse Nahi Le sakta.. vo tumne apna sapna pura ke liye rakha hai!!😟😟

Shreya - nahi Siddharth actually is sal Japan ki trip per jana possible hi nahi ho payega, kyunki mere pass sirf 8 lakh hai... aur uske liye 10 lakh chahie!!☹️😟 Aur November bilkul end ho chuka hai.. December me do lakh mei arrange nahi kar paungi.. so ab agale sal hi possible hoga!!😅😅

Siddharth - Tum mujhse le lo🙂 do hi lakh ki to baat hai!!🙂🙂

Shreya - Achcha mera sapna pura karne ke liye tum mujhe paise de sakte ho, tumhara sapna pura karane Ke liye mai tumhe paise nahi de sakti😒😒

Siddharth -  Shreya aisa nahi hai..😶😶

Shreya - Ab mujhe kuchh nahi sunna, Tum kal jakar apna registration karva rahe ho!! Parso, 1 December se tumhari coaching🤨🤨 that's it !!

Siddharth - Mai abhi Kaise join kar sakta hu coaching??😒😒 coaching ki timings subah 10:00 baje se Sham 4:00 baje tak hai... to office ka kya hoga??😕😕

Shreya - Quit the job!!🤷‍♀🤷‍♀

Siddharth - Pagal ho gyi ho😒😒 Ghar ke kharche Kaise chalenge??

Shreya - Mai hoon na🙂🙂 Siddharth, main manage kar Lungi aur sirf 3 hi mahine ki to baat hai!!🤷‍♀🤷‍♀

Shiddhart - pr shreya...

Shreya - Maine kaha na Siddharth, no arguments🤨🤨

Siddharth - yaar tum apni Ye IB Giri mere upar Nahin Jhad sakti 🤨🤨

Shreya - Mei kuch bhi kar sakti hoon🤨🤨 Siddharth Koi argument mat karo.. Jeet to vaise bhi nahi paoge (in bossie tone)

Siddharth - notebandi ki vajah Se recession aa chuka hai!!🤷‍♂🤷‍♂ Is Waqt Agar Main business Shuru Karunga to pakka dubega!! 🤦‍♂🤦‍♂

Shreya - recession kuchh nahi hota, log to aaj bhi paise kharch Kar Hi Rahe hai, aur Saman bhi bik Raha Hai and moreover tm kal hi business Shuru to nahi karne ja rahe ho!! 🤷‍♀🤷‍♀ teen mahine bad Tumhara business Shuru hoga samjhe🤦‍♀🤦‍♀

Siddharth - Pr business krunga kis cheez ka?? 🤷‍♂

Shreya - Tum business packed snacks ka, wo Jo Hote Nahin Hai 3 minutes snacks ka!! Bahut Achcha chalega (with big smile on her face) because snacks Sabko pasand hai but mehnat karna Kisi Ko pasand hai😬😬 and aajkal Trend mein bhi hai.. aur Aane Wale time per bahut Trend Mein Honge!!😀😀
..
And Tumhe Koi business as a company shuru karne ki jarurat nahi Hai, 😕😕 sabse acchi chij ya Hogi ki tum online Shuru kar sakte ho!! Sirf Apna Ek office banaa Lena and baaki saare Jo investment hai vo apne product ki quality aur factory mei kar dena, advertising mei kar dena!! Digital shuru karo, kyuki meri intuitions yhi kehti hai ki aane wale time pr sab digital hone wala hai!! 😊😊
..
Mall ke sath...Supermarket ke sath, collab karo, and Jaise 5 Din Tumhari coaching Ho Gai, Baki ke 2 din Tum dad ke office ja sakte ho..vahan per Tumhe pata chalega customer ko handle kaise karna hai.. and apni site per Ja sakte ho, vahan per kam Shuru Karva sakte ho🙂🙂
..
And sabse acchi baat Jo coaching ki hai, voh yah ki tum Jis bhi sector Mein Jaisa bhi kam Shuru karna chahte ho vah usi sector main Tumhen pura guide kar Denge ki Tumhe Kya kaise karna hai, and snacks Mein Tum fried ki jagah... fried ke sath.. actually microwave or oven ka bhi option Rakhna matlab... Koi snack Hai vah microwave bhi kar sakte hain!! fry bhi kar sakte hain!! and oven main bhi paka sakte hain.. so log health-conscious hi aur unhen yah concept to bahut pasand aaega!!😀😀

Still a small update, I know u all r very angry with me and u should, I promise to update long but didn't..
But guys I can't helped it out 😣😣
I am trying very hard to write and update regularly but I hardly get time to write.
Very sorry yrr..
Most of u told me to update on 7th august, which was my one year story anniversary but I didn't bcz u know the reason.
Many things are going together and I need time to schedule everything so that I can give priority to everything that's in my hand!!
I am trying very hard to be regular, hoping support from your side too!!

Cid Vs The EyeWhere stories live. Discover now