Ch:1 naraazgi !!

7.5K 164 44
                                    

Annirudh :- aaj haveli ko dulhan ki Tarah sajaya Jaye !  Aaj hogi meri aur manorama ki vivah ke baad ki rasme ! 

Kaka :- nhi hogi koi rasm ! Tumhe chain nhi Mila hamari bahu ko itne gehre zakhm deke Jo abhi bhi Uske taza zakhmo pe namak chidak rahe ho !!

Annirudh :- nav vadhu Ghar aai h rasme toh hongi !  BIHARI ! BIHARI !  Ghar saajao !!

Bihari :- maaf kijiyega chote Malik , lekin agar bade Malik kahenge Mai tabhi sajawat karoonga !

There bondita comes with kakas gud wali chai ! 

Bondita :- Kaka sasurji ye lijiye ! 

She didn't had that cheeky smile , mischievous eyes , and rosy colour !! 
Her eyes were swollen !! Smile was vanished !dark circles under eyes!!  Face has turned yellow due to weakness !! She was looking as if tears found a permanent shelter on her face ! 

Kaka :- bahu ...... Tum theek toh ho na ?

Bondita :- mujhe kya Hoga Kaka sasurji ? Ek yahi toh nhi Kar rhi dugga ma. Mujhe Kuch hojaye toh Accha h !

Kaka :- bahu......................

Bondita :- Mai naashta taiyaar krne jaa rhi Hu !!

And she runs towards kitchen ! 

Kaka :- mil gyi shaanti !! Ab toh Tumne meri bahu se jeene ki iccha bhi cheen lee !! Aur ha Bihari tumhari koi madad nhi karega ! 

Annirudh :- theek h , Bihari meri madad nhi karegi toh Mai bahar se aadmi bulwa loonga.

After a hour or 2 rasm starts !!

Women :- arey annirudh babu !! Baaki rasme to hogyi h lekin badi patni ko bulwa Kar bachi hui rasme karwaiye !!

Women 2 :- rukiye , Mai bulati Hu ! 

BADI PATNI !! BADI PATNI !  AREY OO BADI PATNI !!

10 min tak vo aurat bondita ko bulati h ! 

Gusse aur frustration me aakr bondita , zor se darwaza kholti h !!

Bondita :- KYA H ? ( In anger )

Women :- vo ....vo..... ( She started stammering due to bonditas gussa !)

Bondita :- kya vo vo !! Huh !! Yu gala phaad phaad ke Mera naam kyu chilla rhi thi !!

Sampoorna :- bondita , ye kya badtameezi........

Bondita :- chup !! Ekdum chup !  Mai pehele hi Kisi se baat kr rhi thi na !  Tumhe bolna zaroori h kya  ?

Women :- vo , badi patni hone ke adhikaar se aapko choti patni Ka swagat Krna h ! 

Bondita :- aur agar Mai mana kardu toh ?

Women :- lekin ye reet h !!

Bondita :- bhaad me gyi ye reet !  Rasme karwani h na !  Lo krwao rasm !!

She goes and throws the sindoor ki thaal !!

Bondita :- hogyi rasm ?

Women :- zamindar babu , reeti riwaaz ke hisaab se aapki bahu ko Khushi Khushi choti patni Ka swagat krna chahiye tha !!

Bondita :- kyu ?

Women :- mahabhart kaal aur usse bhi pehele se Aisa horah h ! 

Bondita :- Mahabharata kaal me , Devi draupadi ne Devi subhadra Ka Khushi Khushi swagat nhi Kia tha !  Naraaz thi vo Arjun se !! Bhagwaan Shri Krishn ne Devi rukmini ke baad 16007 patniya laye the , lekin unka Khushi Khushi swagat nhi hua tha !! Doosri taraf , bhagwaan shiv ki ek hi patni Mani jaati h , Devi Parvati !! Bhagwaan Shri ram , unki bhi ek hi patni thi , Devi sita !!

Mera bhi aatm samman h !! जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें