.1.

731 97 37
                                    

:Part 1:

Family and Them

"Rishi...! Ek baar tho ha boldo. Phir dekte hai.." said his mom Rano Jay Singh bedi. She was adamant about her son's wedding.
Rishi:dad...!(he looked at his dad expecting help)
Jay:arey patni ji.. kyu uske peche pade ho..? Agar wo nai chata tho kyu use force karri ho..?
Rano: ji ap na isi support mat hi kijiye.
Rishi: mom please mom. Me abi shadi k liye tayyar nai hu. Mujhe nai karna.
Rano: nai karna matlab..? Aise hi rahega kya zindagi bar...?
Rishi: mom ab me ne aise kab kaha..? Me ne kaha abi nai karunga. Mujhe tho aaj thak aisi ladki mili hi nai.. tho me kya karu..?
Rano:isi liye tho me keherai hu ek bar Neha ko deko. Shayad wo yehi ladki ho. Jo tum dundre ho.
Jay: huffff(he sat back on the couch) matlab tum nai manogi...?
Rano; nai.
Rishi: ok teek hai. Lekin...
Rano: lekin wekin kuch nai.. shaadi pakki...mujhe pata hai tum zaroor ha bologe.
(She went in the room without letting rishi speak)
Rishi: dad ye kya tha..?
Jay: me is khel me nai hu. Ab tu jaane aur tumari maa Jane. Bas.(he rushed behind rano)
Rishi: dad. Dad....(with a sad pout and without any option left he went in to his room)
Rishi called his best friend Yuvraj for help.
On call. Rishi explained him the things.
Yuvraj: ha tho teek hai na. Ladki ko dek. Aur phir na karde.
Rishi: arrey itna asan hota tho kya me thuje call karta bewakuf(he was irritated)
Yuvraj: ha tho mujhpe kyu bhadak raha hai bhai.
Rishi: tho me kya karu..? Mom keherai hai ki "shaadi pakkiii...."(mimicking his mom😅) me tho yehan abi maana bhi nai aur mom shaadi ki tayari kar rai hai.(he threw the pillow)
Yuvraj: ok ok abi k liye tune man tho liya na ladki ko dekne. Tho dek lete hai. Phir bad me dekte hai. Kaise bhi kar ke ye baath tal dete hai.
Rishi: pata nai yaar ye sab..
Yuvi(yuvraj): ok abi bhi time hai. Tum so jaou hum dekte hai.

~

Next day morning
"Ummmm.... good morning dad...!" She woke up as she felt the touch on her forehead.
"Good morning princess, had good sleep..?" He asked pecking on her forehead(Yes its trivedi family, it was Annika and vardhan)
And there came anju.(anjali trivedi)
Anju:Ap dono ka hogaya..? Anu uto chalo fresh hojou.! Jaldi tiffin karlo. Aur tum Mr. Aaj apki surgery hai.
Anika and vardhan together: what...? 😳
Anju: arrey i mean apki appointment hai na. Apko surgery karna hai. karvana nai hai.
Vardhan: oh thank god. Mujhe laga ki...
Annika and anjali: dad/ vardhan...!!
Vardhan: ok ok. Chalo dolu(doll) tum jaldi fresh hoke ajaou. Me tume drop kar ke chala jaounga.
Anjali: drop..? Aur ise..? (She singled annika to move aside as she was making bed) pata nai ise ye konsi boot kab chad gaya...? Event manager ban k beti hai. Mujhe tho laga ki ye tumari tarah doctor banegi. Lekin nai. Isne tho doctor suit me photo kichva ke de diya mujhe...(looking at the photo frame hung on the wall)

Aur us photo kichvane k liye bhi itna bade bade drame

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Aur us photo kichvane k liye bhi itna bade bade drame..
Annika:(from the bathroom,she slightly opened the door peeped out) ha tho usi me khush raho mamma...! Kya pata papa agar nai manate tho shayad wo photo bhi apki nasib me nai hota.(she giggled and closed the door before getting a hit from the pillow)
Anjali; deko na vardhan...! Tumari beti ko. Kya me galat hu..? Me tho bas chati hu ki ye bhi doctor bane tumari tarah..
Vardhan side hugged her
Vardhan: tum galat nai ho. Lekin uski bhi apne sapne hote hai na anju..? Me doctor bana kyu ki ye mera sapna tha... tum house wife ban k khush ho tho wo tera choice hai.. teri marzi hai.
Anjali: ha ha teek hai. Ab phir se shuru mat ho jaou. Roz roz sunti hu ye lecture. 😏
Vardhan: tho roz roz anu k piche kyu padti ho...? Haan..
Anjali:😏 ab me apni man ki baat bhi nai kar sakti kya..?
Vardhan: nai nai.. aisa kisne kaha.. aur thoda meri man ki baat bhi sun liya karo.😉
Annika from bathroom: ap dona ka romance apne room me karo.
Anjali: Annika....!! Ek dum besharm. Bilkul tum pe gayi hai.
Vardhan raised his collar with pride.

~

At the end of the day. It was nearly 12 mid night.
Annika's car broke down and she was standing on the middle of the road.
Annika:oh god. Pail gaya raita.! Ab me kya karu..? Papa...? Nai papa tho hospital me honge. Me mamma ko....(her thoughts broke as her phone rung, it was Anjali
On call.
Anjali:kaha ho tum..ni der ho gayi. Aaj tho had kardi tumne anu.😠(it was mom's concern and worry)
Annika:mamma. Ap phone utate hi dant ne lag jate ho.! My car broke down mamma. Tho me..
Anjali: me abi vardhan ko call karti hu. Ruko.
Annika: no no mamma that's OK. Me ne cab bulaya hai.(she lied) Wait karri hu uska. Ap papa ko tension mat do and ap bhi tension mat lo.!
Anajli: ok. Lekin aur der hui tho papa ko call kar lena. Warna me jaati hu.
Annika: mamma me teek hu. Ab cap ajeyga na. Tho please ap tension mat lo. Me ajoungi.
Anjali: kabi meri baat nai manti. Ok take care anu. Ha.. Dyan se ah.
Annika smiled seeing her mom's concern.
Annika: ok ma.🙂!!
~
She was waiting as after sometime her phone was dead. She was waiting for help.
There comes a bike at some distance.
Annika being Annika was staring the bike . The bike was aproching her. " boooo🧟‍♀️" she suddenly came in front of the bike
"What the hell" the rider suddenly applied the break and removed his helmet.
Annika: umm actually sorry.
"What sorry..? Ha...? Jaan nikal gayi thi meri"
Annika: gayi tho nayi na.
"Great😒 badi meherbani hogayi" he started the bike.
Annika: wo ap ka phone do.
"Hein...?"
Annika: meri car kharab ho gayi hai. Aur meri phone dead. Me ne cab bulaya tha lekin abi thak aya nai so just to call my mom...!
"Aap help mangri ho ya order de rai ho..?"
Annika: ab jaisa ap samje. Ab phone doge .? Ya nai...?
"Ajeeb ladki hai"
Annika: kya.
" please can you help..., ' me ye expect karra tha."
Annika:urrgggghhhh.(she kicked the car) sab tumari waje se ho raha hai..! Tum kharab nai hoti tho mujhe ye sab jhele ki zaroorat nai padti.
The man was seeing in amusement. This girl is literally takling to her car..!
"Jheli nai padti..? Ap ne mujhe rukvaya hai.! Aur aise kon help mangta hai...?"
Annika: nai wo sun saan jagah hai. Tho a kind of self defense 😎
"Aise...? Anyway."
Annika: okay. Please! Ab tho do phone.
"Me drop kar du .? If you don't mind. Deko galat mat samjo aap. Wo itni der ho gayi hai. Aur ap akeli kitne der wait karogi. So me drop kar sakta hu"
Annika: wo actually..
" me samaj sakta hu..lekin yehan akele aise jagah pe rehene se acha hai ki me drop kardu. Me kuch nai karunga.. kuch nai bolunga. I insist please... bas galat maj samjna ap mujhe. Bohot der hogayi hai so."
Annika:okay me... me chalti hu apke saath. Waise me darti warti nai hu. Meri chameli hai na. Kuch kiya tho chamacha pad hi jayega.
"Chameli..?"
Annika: arrey meri chappal.🙊 um wo me ne kaha na 'self defense 😅 ' bas uske liye.
He gave a look in disbelief.
"Ab chale..? Kitna baat karti hai ap"
Annika:hmm😁
She gets on the bike.
"Ap karti kya hai..? Matlab kya kaam karti hai..? Itni der hogayi hai.. aur aap akele ho..? So bas isliye pucha.."
Annika: me event manager hu. Tho aj der hogayi aur upar se meri champa
"Apki car..?"
Annika: arrey wah..! Ap tho bohot hi hoshyar ho. Itni jaldi mujhe samaj gaye.(she hits on his back, he gave a look back)
Annika: ok ok sorry. (She rubbed the place where she hit)
Annika: aur ap..? Itni der matlab...
"Arrey wo mera foot ball match tha friends k sath tho match katam karke ja raha hu... ap ka naa..." he couldn't finish his statement.
Annika: bas yehi... thank you so much. Aur sorry bhi. (She said as she got down the bike near her house)
"Its ok. Take care."
Annika: arrey naam nai puchoge kya..? Me hi bata deti hu. Annika. (She forwarded her hand for a hand shake)
"Rishi. Rishi singh Bedi" (both shook hands)
Annika: andr aou.
Rishi: nai bohot der ho gayi hai. Phir milenge tho pakka aounga.
Annika: 🙂🙂 bye. Thank you.
Rishi: b....
"anuuuuuuu!" Anju called from inside
Annika bid a last bye waving her hand and rushed in.
Rishi smiled and left.

Hope you guys liked it.!

Love
- Author ❤

Ishq hua... the unknown feeling  | ✓Where stories live. Discover now