.14.

222 41 52
                                    

Part 14
_______________

Siyappa.!!

After the engagement and sangeet.
The guests were slowly leaving and the family had their dinner together. Post this Rishika were left alone for a change.
Rishi: aur tum. Aise jhansi ki rani banne k zaroorat nai hai. Jo hai seeda seeda aa k mujhse pucho. Pyaar se you know. Aise naagin ban ke nai.
Annika rolled her eyes.
A:ab me aisi hi hu. Ye package aise hi milega. No changes. Chahiye tho le lo warna abi time hai apna order cancle kardo.
Rishi was angry now. Everytime the topic she would talk about canceling the wedding be it directly or indirectly be it in joke or serious matters. Was she not ready to get married or what. He pulled her close to him pinned her right hand at her back pulling her close.
R:kya hai haan..?! Kya hai tumari problem. Chahe mazak ho ya serious bas shaadi cancle karne me tuli hui reheti ho. Kya..? Shaadi nai karna chati tho mat karo. And don't make me feel that I'm forcing you. Jab ki aisa nai hai jo tum bhi janti ho. Did I force you..? Ya mere gharwale ya tumare gharwale. Is this forced marriage for you. Kya tum khush nai ho..? Ha me janta hu. Tum. Tum mujhse pyaar nai karti lekin Annika me pyaar karta hu. Aur isiliye bolraha hu. Tumari khushi mujhe matter karti hai. Agar tum shaadi nai karna chate tho teek hai. Lekin mujhe tumari in baato se yehi lag raha hai ki I'm forcing you. Tumari problem hai kya.. bata do. Man me hazaro sawal hazaro doubts le k mat raho. Jo hai wo pucho. Jo hai wk kaho. What's in you head.
And before Annika would speak yuvi came there coughing seeing there position.
Y:ahem!ahem...!(rishika parted away) lya bat h Rishi. Thoda sabar rak. Tumari hi biwi hai. Matalb hojayegi kal. Kya Annika. Pakka na ya irada badal liya.?! (Yuvi and samir hified laughing and then Rishi left being angry.)
S: arrey ise kya hua..? Bhabhi all right? (He gestured showing his tumbs up asking this, while Annika nodded and passed a smile. Yuvi sensed the tension)
Y:samir tu ja na Rishi k paas. Me ata hu.
S: okay..! Bye bhabhi.
A: bye samir.
Yuvi raised his eyebrow asking reason for her tension.
A:aisa kuch nai hai Yuvi bhai.
Y: kaisa kuch nai hai. Me ne tho abi kuch pucha hi nai.
A: umm..woo...
Y: ab bolo kya hua.
A: nothing bhai. Kuch nai hua.
Y: ok teek hai mat batou. Lekin me tume bata du. Rishi ko gussa bohoy jaldi ati hai. Lekin wo har kisi pe gusaa nai dikhata bad apno pe hi uska gissa nikaalta hai. Aur wo tumse hi bohot zyada pyaar karta hai. Tho gussa bhi tumpe hi zyada dika sakta hai. Aur isse zyada me kuch nai kahunga. Tum khud use samj jaougi.😊
A:ji bhai. But thank you. Lekin trust me kuch problem nai hai. Lekin unka gussa tha karke lag gaya😅
Y:😂😂 arrey Annika tum bi na. Okay chalo hum chalte hai.
A: ha me bhi ati hu. I mean uncle aunty se milne.
Y: ha ha pata hai pata hai. (They walked together)
A: arey sach me..!
Y: ha me ne kab jhut kaha.
A:oh god. Bhai...
Y: ok ok chalo chalo(he put his right hand on her shoulder and dragged her with him)

At the main door.
Ra: Annika tum yehi raho puttar bahar mat niklo. Hum chale jayenge.
A; ji aunty ji.
Ra: arrey ab tho mummy ji kaho.
A:umm wo..
J: chalega puttar. Take your time. Chal rano. Yuvi. Ab hum nikla te hai vardhan ji aur anjali ji.
V: ji ji.
J: ye kaha gaya.. oye khoteya puttar...rishiiii.
Y: wo shayad bahar hi hai. Ab nikalte hai. Kal ayenge baraat le k Annika ko le Jane. Ready rehena. Waise ek bar aur soch le na Annika. Rishi se shaadi you know.
Everybody left out a laugh.
And annika's eyes were searching for her man. Yes her man. But couldn't find.

After this Rishi and his family left.
As soon as they left Annika back hugged  vardhan.
V: arrey.. anu..?
A: hmm...
V:kya hua dolu..? (He loosened her girp turned to her he signalled anjali rising his eyebrows,who stood at a distance seeing them anju gave a understanding nod a assurance nod.)
V: ok chalo... ab room me chale.?
Annika nodded no being in his embrace
V:okay. (He carried her in bridal style as usual while Annika left a soft chulke)

Ishq hua... the unknown feeling  | ✓Where stories live. Discover now