Care...

2.2K 155 22
                                    

So, haseena went home and laid down on bed after breakfast.. She started talking to baby..

HM: aapko pata hai babies aaj thane mai sab aapke aane ki news se bahut happy the.. Aur ab hum bhi purani baaton ko bhool ke khush rahenge.... aapke liye.. I love you babies..

She stood up went to that wall... She wrote on a paper and stick it next to last note... This note read "I promise to be happy from now for you twoo..."

She smiled and slept peacefully...

Next morning,
First she had her morning sickness made her half tired...

When she gets down, ammi had made heavy breakfast for her and fed her forcefully... Haseena ran in between and came to thana..

At MPT,
As she enters everyone directly took her to her cabin and made her drink water... She was about to stand up to ask but they asked her to be seated.... She had to sit and work whole day... Also, they brought her a more comfortable chair for her cabin..

In afternoon,
Karishma and santu made her eat two chapatis extra on behalf of baby.. She ate them with great difficulty... After a hour, pushpaji came with a bowl and said..

PS: yeh ladoo kha lijiye.. Bacche ke liye achha hota hai... Lijiye... Aur request nahi hai khaiye chupchap.... (Ordered)

HM: (helplessly) pushpaji.. Hum kitna khaen haan...? Aap log subah se khilae ja rahe ho.. Bas karo na.. (Requested)

PS: bas yahi khana hai.. Lijiye...

She forcefully fed her and she ate it like that

After sometime, nearly 7:00
Anubhav enters and all saluted.

All: jai hind sir..

AS: jai hind.. Haseenaji ke cabin mai chaliye. .

All went to her cabin and she stood up before they say anything and said...

HM: bas.. Ab na bahut ho gaya.. Subah se aap log khilae ja rahe hai.. Hume ab kuch nahi khana... (Joined hands before them)

They all started laughing and just then she noticed anubhav who was also laughing..

HM: sorry sir... Jai hind..

AS: (controlling his laughter) jai hind.. Kya hua aap aise kyun kar rahi thi..

HM: sir inhone subah se hume cabin se bahar nahi jaane diya.. (Complaining) aur kuch na kuch kuch na kuch khilae ja rahe hai.. Double khana khilaya inhone Hume.. Hum bore ho gaye yahan baith ke.. (Cute frown face adored by everyone)

AS: achha..hm.. Waise doctor bolte hai ki sirf baithna buda hota hai toh abse aap roz subah hamare saath walk aur yoga ke liye chalengi kyunki abhi aap gyming nahi kar sakti na.. (Smiling)..

HM: haan yeh sahi hai... Aur aap na inse boldo ki yeh Hume thoda ghumne den.. At least thane mai hi bas.. Plzz.. (Like kids)

AS: haan.. Aap apne hisaab se ghiim lena lekin time pe rest bhi kar lena.. Kyonki per dar hote hai..

HM: thank you sir.. Hamari care ke liye.. (She turned emotional due to mood swings)

KS: bas bas ho gaya aap zyada drama na karen.. (Her style)

HM: (suddenly get angry) karishma singh yahan hum aapke senior hai..

SS: (to pushpaji) yeh maddam sir abhi emotional thi ab gussa kyun ho gayi..(confused)

PS: aise pregnancy mai mood swings hote hai... (Made her understand)

AS: aur haan... Abse aap drive nahi karengi aur jaldi ghar jaayengi.. Abhi 7:00 baje hai aap 7:30 baje ghar jaayengi kal se..

HM: (fell face) are par..

AS: that's an order haseenaji..

HM: ji sir... (Suddenly) waise sir us mission pe kab jaana hai..

AS: are haan.. Wahi batane aaye the.. Hume uske liye agle hafte hi jaana hoga.. Toh Aap taiyaari kar lena aur wahan parties mai jaana hai secretly couple banke toh aap kapde us hisaab se rakhna...(instructingly).

HM: ji sir...

Anubhav left and then,
Haseena sat in her cabin thinking how much everyone loves her and her babies.. She was adoring there care...

HM: sab log kitna pyaar karte hai humse.. Jabse sab ko pata chala hai ki hum pregnant hai aab kitna dhyaan rakh rahe hai... Karishma singh se kitne bhi difference ho aur is baar ki baat ke baad toh laga ki nahi tha ki woh humse baat bhi nahi karengi..
Santi, cheetah aur pushpaji toh hamesha se hi hamari itni izzat karte hai.. Itna dhyaan rakhte hai aur ab toh aur bhi zyada...
Par hume nahi laga tha ki hamare na kehne ke baad woh hamara itna dhyaan rakhenge..Jabse humne unhe inkar kiya hai aur pyaar aur calmly baat karte hai..Hum na duniya ki pehli ladki hai jise usi insaan se phir se pyaar ho gaya jisne use dhokha diya... Yes, i am in love with him again.. I love you anu.. (Gets teary eyed)

She get out of her thoughts and went home, driver dropped her home according to orders of anubhav..

She reached home and pratyansh was already sitting there... Haseena ran and hugged him.. He top wrapped her perfectly..

PK: kaisi hai would be mumma..

HM: bahut achhi.. (Broke the hug)

PK: baith.. Araam se baat karte hai.. Ammi kitchen Mai hai.. (Filled a glass water) le paani pee le..

HM: hmm.. Tu bhi.. (Drank water while reading his expression) are wahan bhi sab yahi karte hai..Jabardasti khilate hai.. Uthne nahi dete... Jaldi bhej diya.. Desk duty kar di sir ne... Aur toh aur drive karne se mana kar diya.. (Huffed)

PK: woww.. Kya baat hai.. (Chuckled) waise tune anubhav ko kyun bataya.. Matlab tu to..

HM: kam se kam hamaare dost to hai na woh... Aur waise bhi hamare inkaar ke baad bhi itna dhyaan rakhte hai woh hamara.. Hume yun lagta hai ki hume na unse phir se pyaar ho gaya..i am in love with him again...(smiled)

PK: kya.. Par usne phir se.. (Tensed)

HM: nahi hoga aisa ab.. Agle hafte Hume ek mission pe jaana hai unke saath wahin koshish karenge janne ki, what does he feel.. Aur agar abhi bhi humse pyaar karte hai toh unhe bol denge ki i love him but i can't marry him..

PK: as your wish.. I just want to see you happy... Chal bye..

HM: bye...

Paru hugged haseena and left..

UPCOMING
Yoga and way to mission..
Stay tuned....
Bye.... 👋👋

Her life... Her choices.. Does it matter...? Where stories live. Discover now