Part 4

755 93 10
                                    

They both smiled and hug each other tightly , after a while Mishti tried to detach from him but he tightened his hold on her not wanting to separate from her and she gave in.

" I missed you Angry chorni."

" Agar itna hi miss kar rahe the , toh mujhe chhod kar kyun gye aur vo bhi bigben ki den mein." Remembering how vulnerable she felt the last two days which automatically bring tears and rage in her eyes.

"I'm sorry Mishti I know iss baar galti meri...."

"Hamesha ki tarah...."

"Kya hamesha ki tarah"

"Vahi phele mujhe chhodte ho fir aakar sorry bolte ho aur yeh expect karte ki Mishti mujhe maaf kar degi....haina"

"Mishti mein tumhe chhod kar nahi gya tha bus tumhe khud se door kiya tha ki tum samajh sako.... Kuhu abhi immature hai tumhe hi Samajhna hoga kyunki......"

"Kyunki ka jawab mein deti hoon.....
Mishti hi shuru se samajhti aayi hai
Mishti ke papa jail gye kyunki voh ek criminal the toh uss chhoti si Mishti ko samajhna chahiye
ki ab voh unke kandhon par nahi ghum sakti kyunki vo ek criminal hai.....
Mishti ki maa ki puri life hai aage... she has to move on isliye voh chhoti si Mishti ko samajhna chahiye ki ab voh apni maa ke god mein sir nahi rakh sakti...... Mishti ki dadi usko dur karke Mishti ki bhalai hi kar rahi hai Mishti ko samajhna chahiye...... Bade papa aur Badi maa Mishti se bahut pyaar karte hai agar vahan par kuhu ya jasmeet chachi ne kuchh keh bhi diya toh Mishti ko samajhna chahiye....
Kuhu abhi immature hai uske dil mein kuchh nahi hai Mishti ko yeh samajhna chahiye.....
Abir ne apne bhai ke liye Mishti ko chhoda par abhi pyaar bahut karta par accept nahi kar sakta Mishti ko samajhna chahiye....
Maa ghar mein shaanti chahti hai sirf isliye Mishti sorry bol de Mishti ko samajhna chahiye...
Abir ne Mishti ko nahi chhoda bus usse dur hogya kyunki vo usse space de raha tha Mishti ko yeh samajhna chahiye.....
Meine maangi thi space tumse...*roared like wounded lioness vulnerable but not weak yet can't fight even after being strong.....her voice carries a pain which Abir is very well aware of*
Achha koi baat nahi Mishti samajh gyi...
Ab batao kab tak Mishti ko samajhna padega....
jab tak kuhu ki immaturity maturity mein badal nahi jaati.... ya jab tak Mishti mein jaan hai
Aaj bata do.... Mishti yeh bhi samajh jayigi .....
Vo kya hai na samajhne ka department sirf aur sirf Mishti ka hi hai....haina" looked at him, her eyes are filled with tears but not a single drop rolled down.......errie silence surrounded them Abir is shocked..... This Mishti is not known to him....he hadn't seen her like this ever before
She's fragile
Not like a flower
But fragile
Like a bomb.
Aaj vo tooti jaroor hai par bikhari nahi.
Abir wiping his tears moved forward and hugged her saying sorry continuously but she moved out of his embrace.
"Par ab apne kaan khol kar sun lo Mishti ne samjhana band kar diya hai.... Ab tum samajho ki Mishti galat ke aage nahi jhukegi ..... Agar kisine mera saath dena hai toh de varna mere Bade papa..Bade maa.. aur mere Ajeeb Rajvansh ne mujhe bahut strong banaya hai... itna ki time aane par unse bhi fight kar sakti hoon ....apni ego ke liye nahi....( Her voice turned into sobs)
Apni self respect ke liye...aur jo self respect ko choose karte hai vo selfish nahi ho jate...nahi ho jate" And this is the last shot ..... After this, Misht cried..... turned around her back was facing him and said in low voice....
" Mujhe....mat chh.. chhod kar....jaya...karo....Abir bahut lonely... feel..hota hai". Her voice die down.
Abir's heart broke in many pieces..... his strong chorni is weeping in front of him like a baby... asking him not to leave her.

Aaj ek baar fir vo haar gya ...Ek baar fir vo apno se apni Mishti ko nahi bacha paya.... Ek baar phir vo toot gyi.... Ek baar fir unke differences unki life mein problem ban gye..... Bahut ajeeb baat hai hum apno ko toh bahaar vaalon se protect kar lete hai par apno ko apno se protect nahi kar paate.... Hum apno se lad nahi pate jab vo galat hote hai kyunki shayad Bhagwan Krishan har Arjun ke saarthi nahi ban sakte........
.
.
.
He didn't wanted this......his intention wasn't to bring back her insecurities.....voh toh bus shaanti chahta tha .....par shayad uski keemat ka anumaan nahi laga paya....... Keemat toh hamesha sache logon ko deni padti hai ..... yahan par bhi uss shanti ki keemat Mishti ki self respect hai....unki khushiyan hai....unka aaj hai ... Par ab sawal yeh hai ki kya vo aise shanti chahta hai jo uske pyaar ke aasun se aaye.
.
.
.
Once again Abir tried to hug her but she didn't let him. He joined his hands but Mishti looked at them..."Kitni baar kaha hai apne haath kabhi mat jodna.... sunta nahi hai ek baar mein" snapped at him but her eyes softened after seeing tears in his eyes, she closed her eyes calming herself... cupped his face looking directly into his eyes.....
"Mein tumhe blame nahi kar rahi hoon Abir bus apni mann ki baat bta rahi hoon......I know galti meri hai aur tumhari bhi par aise bina baat ke solution nahi nikal sakta.... communication is the solution humari problem ka solution nikalane ke liye we have to be one team aise alag alag reh kar koi solution nahi milega......... par jab bhi tumhare paas aati hoon tum mujhe hi suna dete ho aur mein tumhare harsh words ko ignore nahi kar sakti Vo mujhe kuhu ya maa se bhi jyada hurt karte hai kyunki voh unexpected hote hai.... Mein jaanti hoon ki tum jo bolte ho aisa tumhare mann mein nahi hota par fir bhi mujhe hurt karte hai "

Yeh Rishtey Phele Se Behtar (COMPLETED)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें