Part 14

713 88 56
                                    

Kuhu sneaks into kitchen where only Maasi is present...
"Kuhu tumhe kuchh chahiye tha... Mujhe bula leti...Tumne kyun taqleef ki..."
"Parul maa isme taqleef ki kya baat..." laughed nervously
'abhi toh maza aane vaala hai... hain na baby... yeh hum dono ka plan hai...' Caressing her baby bump... and felt a kick means approval of baby...
"Parul maa aapko maa kabse yaad kar rahi hai..."
"Achha mein abhi dekhti hoon... Tum yeh Oats dekna... Saanvi aur Paavni ke liye special ban rahe hai unhe bahut pasand hai..." Kuhu nodded..
'Maa yaad kar rahi hai... bula rahi hai aisa kab kaha... Jai ho baba Ranchhoddas ki' she grinned

Maasi left the kitchen leaving her alone....As soon as she got a chance, she opened the box of red chilli and filled two three tablespoons and put it in the oats and then mixed it well...patted her back for this daring... and took that vessel off the gas... hurriedly left the kitchen...
.
.
.
"Mishti tum jao Saanvi aur Paavni ko bula lao breakfast ke liye..."
"Ji Maasi..."
"Mein aagyi Maasi... Di pata nahi kaha hai...
Good Morning everyone..."
"Mein dekar aati hoon...tum betho..."
"Ok bhabhi..."
.
.
.
Mishti looked for Paavni in her room but the room was empty... Her mind  went to Mishbir room and she ran towards it... stopped in between her way as she saw Paavni standing in kuku's room...
'Ab kuhu iske saath mil kar kuchh plan na kar rahi ho...'
She entered in the room and find her standing alone there... paavni sensed someone behind her
"Kuhu... mein tumhara hi wait kar rahi thi... I know you hate Mishti..so do I... So let's join the hands in Anti-Mishti campaign... iske baad sari Lime light tumhari aur Abir mera... What say...?"
She turned around and her face turned pale...she gathered herself...
"Ab tumhe pata lag hi gya hai toh apne aap hi hatt jao... Kyun haar kar insult karwana chahti ho .."
"Hmm intersting so let's start from the beginning
Hi I'm Abir ki Mishti..." Mishti forward her hand...  Paavni's gaze travelled to her hand and then back to her eyes...
"Mein jaanti hoon tumhe..."
"Tum Mishti ko jaanti ho...par Abir ki Mishti..she is different... Mishti jitni sweet hai... Abir ki Mishti utni hi feisty hai... Ek advice doon bilkul free hai Mishti ki taraf se... Abir ki Mishti se door rehna...bahut door...varna muh ki khaogi...par abhi khana khalo... varna muh ki khane ke baad...  Khana nahi kha paogi..."
"Zyada nahi ho raha yeh..."
"Meine toh abhi shuru bhi nahi kiya... Par I guess tumhari hadd yahi tak thi right Paavni..."
"Oh Miss whatever... Behave yourself... Jitni height hai na utni hi baatein kiya karo... Oh yesss Your height... tum kya tumhari height bhi Abir ke saath match nahi karti...I don't think so ki voh tumhe interested bhi hoga and one more thing how many times I have to tell you that call me Paav(pèav)...  Now pls excuse me... Get a side Bhenji..."
She walked towards the door... but stopped due to...
"Oh hello Pav bhaji..."
"How dare you to call me that..."
"Khaogi kya...aaj duphar mein bna doon... Pav bhaji..." Suckling Paavni left the room... Mishti giggled and followed her.

One more is present there who sometime ago is fuming in anger and now is laughing hard after hearing the conversation...
"Aur lo Mishti se panga.... Vaah Mishti kya naamkaran kiya hai... pav bhaji...Ab bus mera bulawa aa jaye... Aur voh  pav bhaji kya keh rahi thi chhoti height... Mere saath haath milayegi... ek chamach mirchi aur dalni chahiye thi...."
.
.
.
"Chalo sab khana shuru karo..."
After having few spoons of Oats both sisters cried hard with tears in their eyes....
"Aaahhhhh mirchi... Aaahhhhh...." 
"Meine itna teekha toh nahi kiya tha..." said Parul Maasi...
Both gulped two three glass of water one after another...
"Yeh kha lo..." Mishti brought jaggery from the kitchen... Saanvi put it into her mouth and breathe a sigh of relief...whereas The Pav bhaji...
"I'm on dieting I won't have it..."
"It's ok... No problem... Jalan madad karegi fats ko burn karne mein ( bend towards her) chahe zuban ki ho ya dil ki...( whispered in her ears)" saying this Mishti smirked and take a step back..
Pav bhaji glared her...tear rolled down from eye... she gulped some more water...
"Kitchen mein kuhu thi... shayad usko iss baare mein kuchh pata ho... voh ab kahan hai..." questioned maasi
"Mein bula kar lata hoon..." Saying this Kunal walked towards the hall ...
And here comes one and only The melo drama queen...
"Kunal kahan the... tum kabse ... awaaz laga... rahi thi..."her breathing is heavy....
"Kuhu tum theek ho... Kya ho raha hai..."
"Pata nahi...ajeeb sa lag raha hai... Parul Maa kahan hai..." she take sit on the sofa... everyone walked towards the hall after listening to  her voice.... Kunal brought water for her... after few minutes she calmed down (dramebaaz)...
"Parul Maa... Aap Saanvi aur Paavni ko Oats mat khane dena... Usme galti se jyada mirchi gir gyi thi...." 'thodi aur daalni chahiye thi'
"Mirchi tumse giri thi... tumne phele kyun nahi bataya Kuhu... Dekho kitni buri haalat ho gyi hai inki..." said Maasi looking at Paavni who is still hissing as her tounge is still burning because of chilli....
"Parul Maa mein aapko batane hi aa rahi thi fir achanak se vomiting jaise feel hone lag gya... Isliye mein washroom chali gyi thi fir jaise hi I felt better I came downstairs... Sorry Saanvi sorry Paavni..." ' I'm not sorry... Ek baat ka gham hai ki mein tumhara voh chehra nahi dekh paayi...'
"It's ok kuhu bhabhi.." Saanvi smiled..
' jhoothi...( sighed Mishti)par jhooth bola kyun...'
Everyone believed kuhu except three persons who are continuously staring at her... kuhu looked at them and then averted her gaze...start walking towards her room and that trio followed her....
.
.
.
In kuku's room...
"Aap sab mere pichhe kyun aa rahe hai..."
"Sach pata karne ke liye..."
"Kaise sach bro..."
"Oats mein mirchi kaise giri...did you do it deliberately..."
"Kunal mein jaan bujh kar kyun karungi... Mujhe isse kya milega..."
"Toh tum keh rahi ho ki yeh by mistake hua..."
"Yes bro..."
"Dekha Mishti mein keh raha tha ki kuhu yeh jaan bujh nahi kar sakti.... Bro tumhe pata yeh dono meri baat sun hi nahi rahe the ki tum aisa kuchh nahi kar sakti... Mishti let's go..." said Abir winking at Kunal... Mishti glared her once and signalled Kunal to do the needful...
Mishbir left the room and take position outside the room in such a way that no one can see them...
"Kuhu ab toh bhai aur Mishti bhi chale gye sach batao ki tumne yeh jaan bujh kar kyun kiya...jooth mat bolna I can see it in your eyes..."
"Tum kabse meri aankhein padne lag gye..." tried to change the topic...
'Mein kahan kar sakta hoon... Mishti ne kaha tha ki tum jooth bol rahi ho... ab jaldi se sach bol do...'
"Aaj se... Ab baatein mat ghumao aur jaldi bolo ki tumne aisa kyun kiya...kyun daali mirchi..."little loudly so that she spit out the truth...
"Toh suno... sabak sikhna chahti thi mein un dono behno ko... "
"Aisa kya kiya tha unhone... Jo tumne yeh sab kiya..."
"Saanvi ne mera mug cake kha liya tha aur..."
"aur kya... I know ki reason kuchh aur hai... jaldi bolo..."
"Saanvi ne kaha tha ki vo Mishti ko apne saath lekar jayigi... Aur usne mera cake bhi kha liya tumhe pata hai ki mujhe uss vaqt kitni craving ho rahi thi... I know Saanvi ke saath meine galat kiya par Paavni ke liye I didn't regret...."
"May I know why..."
"Tumhe pata hai Paavni aaj kisi ke saath phn par baat kar rahi thi aur Mishti ki burai kar rahi thi... usne aaj Mishti ko uski chhoti height ke kiye bhi tease kiya... Usko bhenji bhi bulaya... Aur Mishti ko bhenji sirf mein bula sakti hoon...  Aur jo mere right ko chheenta hai... uska mein bahut achhe se khayal rakhti hoon..." she is blabbering everything and Kunal is amazed at kuhu's possessiveness for Mishti...
"Tumhara konsa right hai..."
"Kyun nahi hai... Mishti ko bhenji naam meine diya tha aur voh kis angle se bhenji lagti hai .. Paavni ki aankhein hai ya button... Aur voh cake mera tha... Mishti ne mere liye ne banaya tha... aur mein Mishti ko I mean cake ko kisi ke saath share nahi kar sakti..."
Kunal start laughing...
"Toh tum Mishti ke liye possessive aur protective dono ho rahi ho... Nice..."
"What no.... Never... Tum kuchh bhi bol rahe ho... Ladku chhokro...ummm" she kept hand on her mouth and ran towards the washroom...
"Kuhu aaram se... Mein aa raha hoon..."
.
.
.
A tear rolled down from Mishti eye... She looked at Abir with a wide smile... who is already looking at her with a smile....
"Haww Mishti itni badi smile toh jab meine propose kiya tha tab bhi nahi thi... Ab kuhu ki baatein sun kar itni badi smile kar rahi ho..."
"Usne yeh sab mere liye kiya.."
"Nahi usne kaha toh ki usne voh sab apne rights ke liye kiya jo pata nahi usse kab mil gye..."shrugging his shoulders
She hugged him....
"Kuchh umeed toh dikhi humare rishtey ke beech..." Mishti wobbled
"Mujhe toh pichhle kuchh mahino se dikh rahi hai...Ab chalein.. yahan yahi chhupe rehna pura din..." Mishti nodded and both walked towards their room...

Yeh Rishtey Phele Se Behtar (COMPLETED)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें