8-- Marraige Proposal For S?

948 96 11
                                    


The next morning Jay visited Dharampal before heading to hospital.

J: ab kaisa hai? 

Dp: thik hoke bhi kya hi karlunga sab kuch toh barbaad karke gaayi hai chori ne. Pata nehi kaha ha?  kaisi h?  kiske sath h?

J: aisa mat soch... bhagwan pe bharosa rakh...ho sakta he woh jiske bhi sath hai khush hai

Dp: kaash aisa hi ho.....dekh tu mera ek zaroori kam kardega?...tujhe hamari dosti ka vasta

J: aisi kya baat hai... bol toh sahi

Dp: dekh Garima ne jo kiya uske bad main koi jokhim nehi uthana chahta... main chahta hun ki main Susheela ki shaadi zald se zald kisi acche chore dekh ke kardu

J: kyaa... par uski abhi umar kha hui?  Maine Garima ke waqt pe bhi bola tha ke tu zald baazi kar raha hai , khair Garima toh samajhdar thi lekin Susheela ko toh tu mujhse behtar jaanta hain

Dp: isiliye toh tujhe hi sabse pehle bol raha hoon....  tu koi apne contacts mein se accha ladka dekh ke mujhe bata ... waise bhi Susheela ki pasand tumlogo se zyada milti hain

J: woh toh main dekh lunga... par tujhe phir bata raha hun Susheela ko tu halke mei mat le

Dp: meri chori ko kaise manana hain woh manne pata hain ,tu bas ladka dekh

J: thik ha phir... ab main chalta hoon.
.
.
.

.
.
.
.

.

.

At 2 pm, Pramod was checking some emails when he got a messege from Susheela-

   "Meet me at XYZ cafe at 4 pm."

He smiles and replied-

    "As you command my boss!"

and kept the phone a side . The phone beeped again. He thought it would be a reply from Susheela  but it says-

      "Shaam 4:45 ko XYZ cafe pe mil
                                                                                            
                                          - tera baap"

He wishpers- chuja

Mini called him for lunch.

So he went out from his room.
.
.
.

P: mom aaj khushbo toh baari acchi aarahi hai

M: tera favourite banaya hai

P: love you mom

: koi hame bhi khila do kuch

They turn and saw Jay.

M: tum aane wale the toh bol dete

P: yes dad aj aap zaldi aagaye

J: mujhe laga surprise de dunga par yaha toh tumlogoko shock lag gya

P: no dad matlab ap aise kabhi zaldi nhi aate na

J: aj zyada kaam nehi tha toh aagaye ... chalo mujhe bhi dedo kuch

The trio starts to have lunch.
*𝒔𝒖𝒄𝒉 𝒂 𝒄𝒖𝒕𝒆 𝒇𝒂𝒎𝒊𝒍𝒚 𝒕𝒊𝒎𝒆

Jay to Mini : woh hamare Mehra shaab ka jo beta hain woh kya kar raha hain?

M: kuch saal pehle MBA complete kiya tha... suna hain abhi khud ka bussiness start kiya hain aur bohot accha kar raha... par uske bareme kyu puch rahe ho

J: woh sab bad me batayunga ... abhi yeh batao ki woh hamari Susheela ke liye kaisa rahega

P starts coughing.

J n M: kya hua tujhe ...

           Tu thik h...

           Paani do usse....

P: i am fine while coughing

M: Susheela ke liye kyu?

J: abhi kya bolu ! Dharampal chahta hai ki woh Susheela ki shaadi zald se zald kara de. Woh dosti ka vasta dekar ladka dekhneki zimmedari mere kandhepe rakh diya

cut by P: par woh ladka ... joh bhi ho ... accha ladka nehi hain. Uski toh ek girlfriend bhi thi school mein... aise ladke se Sushi ki shaadi-

M: kya bol raha hai?  ... Jay sirf puch raha ha . Aur (to J) mujhe bhi nehi lagta ki woh hamare Susheela ke liye accha hoga... main khud koi dundugi accha sa ladka meri beti ke liye.... ab khau khana thanda ho raha ha.

They again starts eating however Pramod was not in mood now to swallow a single bite. He went to his room giving an excuse.
.
.
.
.
.

In P's room, he was talking to himself.

"aise kaise rishte ki baat karne lag gaye. Abhi toh uski padhayi bhi complete nehi hui. Aur uske dreams uska kya. Agar woh ladka uske dreams ko na samajh paya toh? Nehi  nehi! Main meri  chindi ko aisehi kisike hath nehi sop sakta."

He repeats again " meri chindi" and smiles.

.
.
.
.
.

He reached cafe on time. But his bad luck. His lady boss had reached earlier.

P: sorry woh late ho gya

S: its ok ... main zaldi aagayi

P was shock by her polite behaviour.

P: tum thik ho na ?  matlab aaj itni shant kaise? All okay ?

S loses her temper: haa.. matlab gussa karo toh problem ache se baat karo toh problem nehi toh karu kya tum bolo... kya karu main... itna accha mood banakar aayi thi lekin nehi doctor shaab ko toh izzat hazam hi na hoti ha

P: accha i am sorry ok ab bolo kya baat hain

S: main aur aise nehi reh sakti matlab tum jante ho na ghar me kya chal raha hain . Aaj kal aur bhi possessive ho gye sab. Garima kya chali gyi sab mere piche hath dhokar pad gye hain

P: sabko tension hai tumhari bas isliye

S: maine decide karliya hain

P: kya?

S: main sabko Garima ke bareme sach bata dungi... unhe aur aise nehi dekh sakti ... Garima ko bhi toh kabhi na kabhi aana hi hai wapas

P: i dont know what to say... i mean baat toh sahi hain apki lekin apke papaji kaise react karenge uska kuch keh nehi sakte

S: tum fikar mat karo ... main iss baar ek samajhdar ladki ki tarha saara situation dekh ne ke baat hi muh kholungi apna

P: i trust you

They both smiles.

P: waise aaj itna itna time ke baad yaha aise aake purani yaade taaza ho gayi hain. Bachpan hum kaise junk food khane jaate the -

S: aur baad me kitna daat padti thi... aur meri to dhulai bhi hui hai kitni baar... kitne amazing din thee... matlab ekdum too good. Ha par abhi ek ki kami haib

P: ha main bhi miss kar raha hun usse !

...: tumne yaad kiya aur hum chale aaye.

They both turns their heads to see whose voice was that.

\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\🌻\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\

𝑻𝒉𝒂𝒕𝒔 𝒇𝒐𝒓 𝒕𝒐𝒅𝒂𝒚. 𝑻𝒆𝒍𝒍 𝒉𝒐𝒘 𝒚𝒐𝒖 𝒍𝒊𝒌𝒆 𝒊𝒕.

𝑾𝒊𝒔𝒉𝒊𝒏𝒈 𝒚𝒐𝒖 𝒂𝒍𝒍 𝒂 𝒗𝒆𝒓𝒚 𝑯𝒂𝒑𝒑𝒚 𝑫𝒊𝒘𝒂𝒍𝒊🪔❤️

𝑾𝒉𝒐 𝒅𝒐 𝒚𝒐𝒖 𝒕𝒉𝒊𝒏𝒌 𝒘𝒂𝒔 𝒕𝒉𝒂𝒕 𝒗𝒐𝒊𝒄𝒆 𝒐𝒇?

𝑨𝒍𝒔𝒐 𝒔𝒖𝒈𝒈𝒆𝒔𝒕 𝒂 𝒃𝒐𝒚 𝒇𝒐𝒓 𝒐𝒖𝒓 𝑺𝒖𝒔𝒉𝒊. 𝑰 𝒋𝒖𝒔𝒕 𝒄𝒂𝒏'𝒕 𝒇𝒊𝒈𝒖𝒓𝒆 𝒐𝒖𝒕 𝒂 𝒑𝒆𝒓𝒇𝒆𝒄𝒕 𝒐𝒏𝒆 𝒇𝒐𝒓 𝒉𝒆𝒓🤧

✯𝑽𝒐𝒕𝒆
✯𝑪𝒐𝒎𝒎𝒆𝒏𝒕
✯𝑺𝒉𝒂𝒓𝒆

ENTANGLED ✔︎Where stories live. Discover now