22-- Falling for you!

1K 107 69
                                    


The following days the people of both the houses were happy beyond limit.

Susheela was trying much to adjust with this environment while Pramod wasn't getting any chance to talk with Susheela about this matter.

In Ruhails,

K: chal jaa taiyar hoja dukaan jaana hain kapre lane

S: mummy itni subah kaun dukan jata

Cc: arre chori sirf ek hi dukan thodi naa jaana hain... tera sagaai ka saara shaman kharidna hain aaj hi.. jaa acche se taiyar ho ja... phir tera hone waala pati bhi lene aayega tujhe anguthi dikhane

S(mimicks): hone wala pati... huhh...

Cc: chall jaa abh jyada muh mat bana

.
.
.
.
.

At Chutala house, Rishaab and Pramod were having breakfast.

M: aree zaldi khau tumlog..... sagaai ka mahurat do din baat ka nikla hain... itna kaam para hain...

P: mom relax.. hum hain na...

R: ishvjjgbsfww

P: abbey acchese chaba le phir bol

R(gulping): tu pehla dulha hain joh apni engagement ki khabar sun ke khush nehi hain

P: haa tu toh uchal uchal ke naach raha tha apni engagement pe

(realises what he said) nehi...mera matlab

cut by R: abbey tu kitna matlabi hain pata chal gaya ...  khair chodh ab toh aadat si hain

M: Pramod tumhare friends aane wale the ... unko lene kab jaaoge

P: mom soch raha tha ki Sushi k saath ring lene ke baad waha se unhe saath le aaun ghar

R: bhabhi ko

P: abbey friends ko

R: main kya karunga akela

P: toh chal tu bhi...

.
.
.
.
.
.

In jewellery shop, Rishaab excused himself from Sumod to let them have some private time.

R: main apni ghar ki ladies ke liye kuch dekhta hun ... tumlog rings dekho.

.
.

P: Sushi yeh wala kaisa hain (showing her a ring)

S: hmmm accha hain

Pramod noticed that she is nervous. For the first time he has seen her quite like this.

He saws another ring .

P: yeh wala

She just nodded.

Seeing her changing like this is somewhere painfull for him. Pramod suddenly held her hand...

P: chaliye

S: kaha .... abhi toh ring

P: bhaad mein gayi rings.. tum chalo mere saath

.
.
.
.

He took her a cafe near by.

P: ab batayiye kya hua hain... kyu  itna sad hain aap... kya maine kuch kia

Looks at her all silent..

P: aagar aap khush nehi toh main yeh engagement canc...

cut by S: nehi... nehi chota haddi...

(sighs) sab bohot khush hain isse.... main kisiko dard nehi dena chahti

P: aur aap... aap ki khushi ka kya

ENTANGLED ✔︎Where stories live. Discover now