12-- Disclosing

856 93 9
                                    


The next morning Pramod opened his eyes lazily and saw something which frightened him.

P: ahhhh

R: kya hua... chilla kyu raha ha?

P: tu aise kyu baitha hai

R: baat mat kar mujhse

Rishaab went to bathroom.

P(shouts from behind): kya hua bol toh

R( from inside): tujhe nehi pata tune kal kya kiya

P: maine ab kya kiya

R: tu kal pura din mujhe akela chodh ke chalageya

P: par tune hi toh kaha tha ki tujhe kuch kaam hain

R: kuch kaam kaha tha bohot kuch nehi

P: are par..

Cut by R: ab tu ja yaar .... teri wajah se pressure nhi ban raha ha

.
.
.
.
.
.

After breakfast Pramod and Rishaab went to hospital. And Jay moved ahead to Dp's home.

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

At Dp's place all were sitting together and having breakfast. Then

S: papaji.... woh kuch baat karni thi aapse

Dp: woh toh karte rahenge par tu abhi der na kar ... dukan jaa jaldi

S: baat zaroori hain... woh..

Dp: ab tu bolegi ke mohurat nikalwao

Pu: yes susila didi tell fast... i have school

S: papaji woh... baat ... darasal Garima ke bareme

cut by K : Garima ke bareme... kya hain? kaha hain woh pata chal gya tujhe ? Call kia tha ke usne bol na ?

S: woh mummy mujhe pata hai Garima kaha hai ... main milne bhi gayi thi usse ek bar

Cc: ke baat kar rahi hain chori.... yaha humara soch soch ke dimag chakra gaya aur tujhe sab pehle se pata tha

S: nehi mujhe bhi baat mein hi pata chala..
(looks at Dp who was all silent) papaji woh Garima apni marji se gayi hain... woh pyar karti thi ek chore se toh...

Dp(suddenly): chalo mera nasta hogaya tumlog baitho main jaa raha hun

S: na papaji ap aise kaise meri baatoko nazarandaz kar sakte hain... apki hi chori hai woh bhi ... apki favourite

S went towards Dp : papaji ek baar meri puri baat toh sun lijiye

Dp:....

S: please papaji

Dp: hmm bata ke kyu kiya usne yeh ... main kya uski zabardasti saadi kara raha tha... are jab usko karni nehi thi toh bol deti .... bata kyu kiya yeh sab

S: papaji..

...: main batata hun

All turned their heads and saw Jay.

J: yeh sab ke hai Dharampal ... teri tabiyat thik na hai aur tu chilla raha hain

Chal main tere sare sawalo ka jawab deta hun.

They went into the room. Jay told everything to Dp (As per P told him).

Dp: ke ??...matlab Pramod ne ... usko sab malum tha

J: haa aur mujhe iss baat ka koi dukh nehi ki Pramod ne aisa kia.... usne sirf Garima ki khushi ke bareme socha joh koi bhi karta

Dp: lekin tarika galat tha.....usse agar sab pata tha toh woh hume aake bata sakta tha... aise chup chup ke yo sab bohot galat kia usne

J: Garima ke bareme toh soch

Dp: arre ussi bareme toh soch ke yeh rishta karayi thi . Dekh abhi mera sir bohot ghuma hua h ...tu jaa

main baat mein tujhse iss bareme baat karunga

J: thik h....khayal rakh apna.
.
.
.
.
.
.
.
.

Jay was walking through the corridor of his hospital thinking about Dp's words

J(in mind): kya yaar.... rishte ki baat karne gaya tha bawal karke aagaya... ab pata nehi woh manega ye nehi

He enters his cabin and show

J: Pramod tum yaha kya kar rahe ho? Aur Rishaab beta tum bhi ho...koi surprise plan h kya?

P: surprise?? Dad apne ne toh hume shock kar dia ha

J: ke bol raha hain?

P shows a file.

J: yeh reports tujhe kaha mili

P: kyu chupaya mujhse dad... apko Arrhythmia hai ? aur isiliye apko cardiac arrest bhi hote ha

J: beta main tumhe batane wala tha.... main kabhi nehi chahta tha ke tumhe aise pata chale

P: kab batane wale the ?

P sits on the chair and starts tearing up.

R: bhai ... (Rubs his shoulder) sambhal

J: isse leke jau... abhi kuch samajh ne ke halat mein nehi hain

R: ji uncle.... (to P) chal...

.
.
.
.
.
.

In car , Rishaab was driving and Pramod was on the passenger seat.

R: bhai kuch toh bol ... aise chup kyu hai

P: itni baadi baat dad ne mujhse kyu chupayi ?

R: bhai tu unke point of view ko bhi toh dekh... tu itne saal baad aaya hai ... toh aise kaise aate hi dukhat samachar suna dete

P: ab bohot ho gaya ... mujhe rehna hi nehi yaha... parso meri flight hai ...phir waha london mein kisi acche se cardiologist se baat karke dad ko bhi leke chal tha hun

R: parso.... par tu

cut by P: nehi maine decision le liya hain main jaa raha hun.

\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\🌻\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\\

𝑻𝒉𝒂𝒕𝒔 𝒇𝒐𝒓 𝒕𝒐𝒅𝒂𝒚. 𝑯𝒐𝒑𝒆 𝒚𝒐𝒖 𝒍𝒊𝒌𝒆 𝒊𝒕.
𝑰 𝒌𝒏𝒐𝒘 𝒔𝒐𝒎𝒆 𝒐𝒇 𝒚𝒐𝒖 𝒎𝒊𝒈𝒉𝒕 𝒃𝒆 𝒒𝒖𝒊𝒕𝒆 𝒖𝒑𝒔𝒆𝒕 𝒘𝒊𝒕𝒉 𝒕𝒉𝒊𝒔 𝒔𝒖𝒅𝒅𝒆𝒏 𝒕𝒖𝒓𝒏 𝒐𝒇 𝒆𝒗𝒆𝒏𝒕𝒔... 𝒃𝒖𝒕 𝒔𝒐𝒐𝒏 𝒔𝒐𝒎𝒆 𝒊𝒏𝒕𝒓𝒆𝒔𝒕𝒊𝒏𝒈 𝒊𝒔 𝒄𝒐𝒎𝒎𝒊𝒏𝒈.

𝑨𝒇𝒕𝒆𝒓 𝒌𝒏𝒐𝒘𝒊𝒏𝒈 𝒕𝒉𝒂𝒕 𝑷𝒓𝒂𝒎𝒐𝒅 𝒉𝒂𝒅 𝒉𝒆𝒍𝒑𝒆𝒅 𝑮𝒂𝒓𝒊𝒎𝒂 𝒊𝒏 𝒓𝒖𝒏𝒏𝒊𝒏𝒈 𝒂𝒘𝒂𝒚, 𝒘𝒊𝒍𝒍 𝑫𝒑 𝒂𝒄𝒄𝒆𝒑𝒕 𝑱𝒂𝒚'𝒔 𝒑𝒓𝒐𝒑𝒐𝒔𝒂𝒍?

𝑾𝒊𝒍𝒍 𝑷 𝒈𝒐 𝒃𝒂𝒄𝒌 𝒐𝒓 𝒔𝒕𝒂𝒚?

✯𝑽𝒐𝒕𝒆
✯𝑪𝒐𝒎𝒎𝒆𝒏𝒕
✯𝑺𝒉𝒂𝒓𝒆

ENTANGLED ✔︎Where stories live. Discover now