9-- The Past I

916 91 28
                                    

They turned back and saw .......Rishaab

Pramod stand up with a wide smile and takes a few steps towards him. He does the same. He came in front of him and almost jumped on Pramod,  hugged him tightly. Susheela was all smiling looking at their friendship.

P: bas kar bhai kitna gale padega

R: ek toh itne saalo baad mil raha, thikse check karne de sab waisa hi hai ya kuch badal gya

P: abbey hath ...pagal.

R : aur bha.. mera matlab Sushi kaisi ho?

S: thik hu

R: bas thik .... tumhe toh bohot khush hona chahiye Pramod joh wapas aagaya hain

S:???

P giving a deadly look to R : tu baith na

The trio sits. Pramod and Rishaab together and Sushhela opposite of P.

R: toh batao kab kar rahe ho shaadi?

P n S : kyaa???

R: arrey Garima ki ... matlab uske shaadi ki rituals nehi hui na sirf court marraige hi hui hai

S: pata nehi ... pehle ghar mei toh sabse baat karlu... kaise react karenge

R: koi naa.... waise bhi Garima ke baad toh teri hi number hain

Pramod gets sad hearing this.

S: main- she gets a call

S : excuse me main abhi aayi

She went out.

R: kya huaa bhai shubah thik se nehi hua kya?

P: chup kar na .... ek bohot badi problem ho gayi h

R: woh toh 26 saal pehle hi ho gayi thi

P glares at him.

R: accha sorry chal bata

Pramod tells him about his parents conversation during lunch .... and

R bursts out laughing: matlab tu jisse unki bahu banana chahta ha woh isse kisi aur ki bahu bananeka plan bana raha hain

P : yaha meri itni buri tarikese lagi padi hain aur tujhe mazak suj raha hain

R: tension mat le ab tera bhai aagaya hain .... jabtak teri baraat Susheela ke ghar ke samne na pohuche tab tak mein yehi hu

P: par..

Susheela comes.

S: sorry woh ek client ka call tha toh mujhe urgent jana hoga....

P: its okay hum baad mein baat kar lenge

S: bye

R: bye

P: main tumhe bahar tak chor ke aata hun

R in mind : mereko pucha tak nehi

Pramod and Susheela went outside the cafe. Susheeela got on her scooty and said-

S: thik hai toh phir chaltihun

P: ek sec... main woh...

Pramod went to his car and brought a bouquet of flowers

P: woh actually main dena bhul gaya tha.... and sorry ke maine Garima ke bareme chupaya

S: i understand... main chalti hun

P: yeah...

She left. He runs his hand on his hairs and turns back. He saw Rishaab was standing with a naughty smile.

ENTANGLED ✔︎Onde as histórias ganham vida. Descobre agora