part 14 ( 14 hee hai na yaad nahi 😅)

139 11 5
                                    

( maine title fir se change kar diya 😅)
On Y/n's side-
Y/n: aunty wo Riza kaha hai mujhe milna tha usse jaane se phle 😊
R/m: beta wo apne room mein aram kar rahi hogi!! Tum jao uss k room mein main tumhare liye snacks banwati hoon!!
Y/n: aw so sweet of you aunty 🥰
R/m: ☺😇 jao abhi
Aur fir y/n waha se chali jati hai Riza ko milne k liye. Y/n galti se Riza k room ki jagha Riyaz k room mein chali jaati hai yaha pura dark hota hai fir Riyaz usse zor se pakadta hai aur wo sab suna deta hai. Y/n ko kuch samjah nahi aata par apne character k bare mein wo kuch sunna nahi chahti thi jiss k liye wo Riyaz ko slap krti hai aur waha se bhag jaati hai rote hua. Jbb wo room se jaati hai toh Riza usse dekh leti hai wo Y/n ko awaaz lagati hai par Y/n bina kuch bole bina kuch sunne waha se bhag jati hai. Riza fir jldi se Riyaz k room meim jaati hai usse pushne. Riza jbb room mein jaati hai toh Riyaz apna hath apne face par rakh kr kada hota hai.
Rz: bhai kya hua aapko?? Aur yeh room mein etna andhera kyu hai??? ( fir riza lights on krti hai. Lights on hone k baad bhi Riyaz neech dekh raha tha. Usska dimag bol raha tha k ussne kuch galat nahi kiya par usska dil maanne ko tayar nahi tha. Ehni baaton mein wo floor par kuch dekhta hai aur wo tha ek bracelet shyad jbb ussne Y/n ko pakda toh gir gaya tha. Wo kuch ess dikhta tha👇

Wo bracelet uthata hai aur fir Riza k taraf dekhta hai jo k gusse aur confusion mein usse dekh rahi thi

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Wo bracelet uthata hai aur fir Riza k taraf dekhta hai jo k gusse aur confusion mein usse dekh rahi thi.
Rz: bhai kya hua tha sach sach bata mujhe 😠
Riyaz: Riza dekh maine jo bhi Y/n se kaha kuch intentionally nahi kaha mujhe laga ki wo-
R/m: Riyaz essa kya keh diya tune k Y/n rote hua gayi yaha se.
Riyaz: wo maa maine *flashback sari baata hai*
R/m& Rz: KYAAAAAA😡????????
Rz: bhai Y/n sachi kehti hai aap ho ek number k khadoos!!!!
R/m: Riyaz tune naa hee usse galat smjha balki tune ussk character ko bura kaha hai jiss k vaja wo shyad tujhe jldi maaf na kre 😡 par jo tune aaj uss k saath kiya hai main tujhe kabhi maaf nahi krugi
Rii: Maa aap essa kyu bol rahe ho 😶🤐 mai Y/n se maafi mang loonga par aap janti hai na k mai aapse baat kiye bina nahi reh skta. Please maa 🥺
R/m: agar tu sachi mein guilty hai toh jaa aur jaa k Y/n se maafi mang aur jbb tkk wo tujhe maaf na kre mujhe apni shakal maat dikhana.
Rz: Bhai sachii this is ridiculous ☹
Rii: Riza atleast tu toh-
Rz: nahi bhai par aapko Y/n ko Radhika ya fir uss Bhavna se compare nahi krna chahiye tha wo ehn sbbse bhut alag hai 😕 abhi please aap usse maafi mangiye varna mai bhi aapse baat nahi krugi.
Rii: ohky fine agar chahte ho aap toh mai abhi uss k paas jata hon. 😖
Aur fir wo vaha se chala jata hai. Raste mein wo sirf Y/n k bracelet ko dekh raha tha jo usse floor par pada mila tha. Usski aakhon mein guilt saaf dikhyi de raha tha. Khud wo convince krta wo Jannat k ghar phoncha par waha usse pata chala k Y/n apni family k saath vapis Rishikesh gayi hui hai 2 3 dino k liye. Aur wait na krne k intentions se ussne Y/n ka Rishikesh wala address manga aur by road Mumbai to Rishikesh chala gaya. Y/n apni family k saath by train thi aur Riyaz by road jisse wo unse phle phonch gaya. Naa toh waha kisi ko jaanta tha aur na hee Y/n ki family thi vaha. Wo bss apni car mein betha unka wait kar raha tha. Ussk dil mein guilt etna bhara pada tha ki wo 29 hrs. K safar mein bina kuch khaye usska wait kar raha tha. Yeh guilt tha ya kuch aur wo smjh nahi paa raha tha bss usska wo hasta hua face aur fir wo rota hua face uss ki aakhon k samne baar baar aa raha tha. Riyaz toh bss ussk bracelet ko hee dekhe yaa raha tha. Aur dusri taraf Y/n ki family jinti khush thi Y/n utni hee chup aur ghom soom thi. Pure ek din k safar mein wo na toh hassi aur nahi hee ussne kisi se baat ki bss earphones laga k bhahar dekhe jaa rahi thi. ( Background music play bephaana by rahul jain : abhi abhi bhoole bhi na the tumhe
Kahayal ban k tum fir aa gaye
Ehsaas jo the dil mein kayi unkhae
Lazon mein wo fir yun aa gaye

Saason ki sarzameen par barsaat lagaye
Ek jhapki mein tere sau khaab aa gaye
Bephaana...bephaana.. pyaar hai tumse...)
Yeh sochte sochte Riyaz vahi car mein soo jata hai. Kuch time k baad usse car ka horn sunai deta hai aur wo jldi se uth jata hai. Car mein se sirf Y/n hee bahar aati hai. Uss k parents usski aunty k ghar jaate hai kuch important kaam ki vaja se driver ko pay krne k baad Y/n apne le krk andar chali jaati hai. Bags 3 4 jiss k liye wo sirf do hee bags lekar k jaati hai. Jab wo fir se bahar aati hai bags lene k liye toh baarish shuru ho jaati hai. Wo bhag krk bags lene jaati hai par aage Riyaz aakhen neeche kre khada tha. Y/n ko dekh krk usse guilt toh hua par kuch aur bhi feel hua. Usski wo wali look fir upar se baarish . Baarish ki boonde mano jaise usse yeh keh rahi hon k yahi usski zindagi hai. Jiska wo etne saalon se entazar kar raha tha yahi wo pyaar hai. Dil ne toh chlo maan liye par usska dimag yeh maanne ko tayaar nahi tha. Y/n ki outfit👇

Ehn sabhi cheezon mein wo usse hi tak bhi nahi bol paya wo toh yeh bhul hee gaya tha k wo waha Y/n se maafi mangnr aaya tha

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Ehn sabhi cheezon mein wo usse hi tak bhi nahi bol paya wo toh yeh bhul hee gaya tha k wo waha Y/n se maafi mangnr aaya tha. Jab wo apne khayal se bahar aaya toh Y/n vapis andar jaa chuki thi. Usne door ring ki par Y/n ne door nahi khola bhut der tkk wo bahar baarish mein door bell baja raha tha Y/n ko bula raha tha. Par usse bhi toh nakchadi naam ussi ne diya tha. Suddenly wo usse window se bahar dekhte hue dekh leta hai aur zoor se bolta hai : OYE HII NAHI SORRY !! PATA NAHI KYA YRR BUT DONO !! DEKHO I'M SO SORRY PAR PLEASE ANDAR ANNE DO I PROMISE MAIN SAB KUCH CLEAR KR DUNGA!!!
TO BE CONTINUE

YEH PYAAR NAHI TOH KYA HAI ? [ RIYAZ ALY] 🥰♥️Where stories live. Discover now