Chapter-7

6.7K 477 10
                                    

Sidharth-Whatttt😳😳😳....Yeh aap kya keh rahi hai maa!!!!!

RS- Me sahi keh rahi hu sidharth, Tu Shehnaaz se shaadi kar le...

Sidharth- Maa me aur shaadi????Aap aise bhi kisi ke saath shaadi kara sakti hai mera???

RS- Are wo tujhe yaad hai Gill uncle, unhi ki beti hai...Aur me kuch sunna nahi chahti...kya problem hai tujhe??Kyun nahi karna chahta??

Waise bhi toh teri shaadi ke liye mujhe ladki dhundna padta...Toh aab kar le ....me dhund ke de rhi hu..

Sidharth- Kya Gill uncle ki beti???But uncle kaha hai?? Gill's company toh koi lady chala rahi hai🙄🙄

RS- Bhaisahab gujar gaye kuch dino se, unki behen chala rahi hai company... Shehnaaz bol rhi thi...Tu wo sab chodd..mujhe bata tu shaadi karega ki nahi????😡😡😡

Sidharth thought🤔🤔🤔....

Wo Shikha jo Gill's ki company handle kar rhi hai..wo kitni greedy hai..Usko paiso ki hi padi rehti hai.. Shehnaaz bhi waisi hogi agar????

Na na mera mann kehta hai nahi hogi wo aise...Kitni masum hai wo...☺️☺️☺️...

But....Nahi uske ghar me aise h toh obviously waisi hogi...Pata nahi maa ko kya boli hai maa ekdum se shaadi ka baat le aayi...pakka fasayi hogi🤬🤬🤬...

RS-Sidharth kya soch rha hai beta , tu karega ki nahi shaadi bata mujhe????

Sidharth- Maa wo aapko aisa kya boli,kounsi pati padhayi aap usi ko bahu banane ka soch rhi ho..And first of all mujhe shaadi me koi interest nahi hai..Me nahi chahta mera time waste ho aur us ladki ka zindagi....

RS- Sidhathhhhhh......Tu maan gaya tha na shaadi ke liye...Ab kya hua..Dekh shehnaaz bht achi ladki hai beta...Tu mana mat kar.. please maan jaa..Dekhna tu bahut khush rahega uske saath☺️☺️☺️

Sidharth-But Maa.....cut off by Rita maa....

RS - Na me aur kuch nahi sununga...Tera shaadi shehnaaz se hi hogi...

Siddharth- But shehnaaz, aapne pucha usko??wo khush hai is rishte se??

RS- Maine baat hi nahi kiya.. pehle tujhe puchne aayi..But me sure hu wo meri baat nahi taalegi...maan jayegi meri bachi...

Sidharth-But maa humari age difference toh dekho...wo kitni choti hai..Aise kaise ho sakta hai humari shaadi...Aap samjho na...

RS-Tere papa aur mere bich me bhi bht age gap tha..But pyaar toh kam nahi hogya na usse...Yeh sab bahana mat de tu...Pyaar ho jayega toh joru ka ghulam ban ke ghumega🤣🤣🤣....Tab dekhungi tera age difference ki kathaa......

Sidharth glared to his maa and said -Thik hai aap puch lo..phir dekhte hai...

RS- Dekhna wekhna nahi hai..Tera shaadi ho raha hai... That's final....Me baat karungi kal shehnaaz se....

After that Sidhath went towards his room...

At his room, He started opening the bottle of alcohol..Then poured in a glass...Then he lit a cigarette...and started thinking....

"Sab ek jaise hongi..Isko bhi paisa chahiye hoga aur yeh lifestyle ki padi hogi dekhna...Koi pyaar nahi hoga...Aaaahhhh Maaaa mujhe nahi karni shaadi"😥😥........

-------------------

Morning 8.00 am...

Shehnaaz got up and see, she is not in her room...Then she remember, she is in Rita maa's house..Then she freshen up and went towards the kitchen...

She thought to make some breakfast for everyone...She started working...

Rita maa came towards kitchen and see Shehnaaz is making breakfast...She smile looking towards her...

RS- Are beta uth gayi, but tu yeh sab kyun kar rahi hai..Maid hai bana denge na..Tu rehne de na beta😃😃..

Shehnaaz- Nahi maa, mujhe banane ka bahut mann tha aap logon ke liye...Aur mujhe adat hai aap chinta mat karo☺️☺️☺️

RS- Beta mujhe tujhse kuch baat karni hai...Me kuch maangu tu degi mujhe????

Shehnaaz- Maa mere pass kya hai jo me aap ko de sakti hu...But aap bolo me aapko niraas nahi karungi....😊😊😊😊

RS- Tu meri beti hi hai...Me tera kabhi bura nahi chahungi...

"Tu Sidharth se shaadi kar le beta"

Listening this, Shehnaaz shocked 😳😳😳😳 and asked-

Maa aap yeh kya keh rahi hai??Yeh kaise possible hai??Me Shaadi aur unse😰😰😨😨😨.....

RS- Tu yahi mere pass rahegi....Kuch nahi hoga betam.Sidharth bahut acha hai..Bahut khush rakhega tujhe..Tu mana mat kar beta...🥺🥺🥺🥺

Having no option, She nodded made Rita maa smile widely 😁😁😁🥳🥳🥳

............

Thanks ❤️

Vivah..........Where stories live. Discover now