Chapter #1 Rishtha

7.6K 224 15
                                    

.
.
.
.

.

.
In Mumbai city
A girl humming infront of mirror:"
Saj dhaj ke mein zara ban tan ke...
Baan chalaaungi naina kanke ..
Aayi na zara nihaar lu..
Khudh apni nazar uthaar lu..."

Saying she put kaala teeka to herself.

To herself:"Kab aayega mera sapno ka raajkumar..jiske liye mein sajdhaju kaaha ho mere saajan"
.
.
.
.
.
Yes it was none other than shehnaaz(sana) got ready in perfect yellow salwar suit.Her beauty can make anyone go aww of her.She is innocent cute bubbly fun loving girl.
.
.
She quickly took her college bag and left for her college.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
On the way to college.She got a call.
Sana:"Hello ..."
.
On call:"Beti mein...tumhaari maa...baapu ka thabiyath bigad chuki hai gaav aaja beta..jaldhi..please..".
.
.
Sana panicked hearing her..
She did not say anything she cut the call and immediately took a train to her village.
.
.
.
.
.
.
.
.
In her village
Sana dad:"..meri laado aayegi na...".
Sana mom:"Aap phikar math kijiye..woh zaroor aayegi..par patha nahi..jhoot bolke bulaya hai use..patha chalega tho kya karegi..? Waaatt laga degi hamari..".
.
Sana dad:"Par pammi ..sana ko aisa na bola tho woh kabhi nahi aayegi..".
.
.
.
There heard a huge sound.
Both of them looked towards the direction.It was sana standing rooted hearing truth and dropped her suitcase.
.
.
.
.
Sana:"Aap log samajhthe kya ho..meine apni college chodkar aayi hu aapke liye...aapko patha hai..meri exams aane waali hai..uske baadh mein apni sapno ki or ek kadham aage badne waali hu..aap chaahthe kya ho..?".
.
.
.
Sana dad:"Beta woh hume maaf kardho..humne thumhe bulane ke liye aur koyi raastha nahi sooja..".
.
Sana:"Baba ye aap?".
.
.
Sana mom:"Beti hume jithna sunana hai..sunaao par iss umar mein tumhe shaadi karke ..tera ghar basthe hue dekhna hai hume..ye ek kwaaish hai humari..".
.
.
Sana:"Mom please meine ek karodo baar bol chuki hu..ye sab ke liye samay hai..please...".
.
.
.
.
Sana dad:"Beti samjho baath ko. Teri ye shaadhi ki umar hai..shaadhi karke ghar basaoo..".
.
.
.
Sana:"Baba please..".
.
.
Sana dad:"Bachpan se jho karna tha thumhe..humne kabhi nahi rokaa..bas aaj ye ek baath maanlo..beti please..".
.
.
Sana:"Baba..ek baath boliye aap?".
.
.
Sana dad and mom looked at her
Sana:"Aapko mein bhaari lagne lagi hu kya..kya aap mujhe jhel nahi paa rahe hai.?".
.
.
.
Sana dad gave a tight slap to her.
Sana dad:"Thum bachhi nahi ho..badi ho..iklauthi puttar ho humari...thume apne sarr par rakha hai hum dhono ne..iska ye mathlab nahi ki thum kuch bhi bolo...".
.
.
.
Sana held her cheeks and looked at them.
Sana mom tried to console her..but she glared at them saying:"Jo karna hai karo..par isme meri koyi razamandhi nahi hogi..".
.
.
She held her suitcase and left to her room.
.
.
.
.
Sana mom:"Ye aapne kya kiya..kyu maara meri bacchi ko..".
.
Sana dad:"Pammi thum chintha math kar..hum jho bi karre hai usike liye..uski balayi ke liye..suna nahi usne kya kaha..bhoj...patha nahi kya kya boli hai..usne..kya humne sana ko kabhi bhoj samjha hai..? Nahi na..ye baath mujhse sehen nahi ho paayi ..isliye.....jaane.dho..bacchi khush rahegi sadhaa
.ek baar shaadhi ho jaaye sab teek hojaayega..".
.
.
Sana mom:"Par ...".
.
Sana dad:"Par..varr..kucch nahi..thum thaiyyari karo kal ladke vaale aa rahe hai...".
.
.
...
.
.
.
.
Sana was disheartened but still she tried to be normal..because she knew her parents love her so much and they never do anything wrong with her.She believed in fate and hence she did not argue anymore with what their parents  said.
.
.
.
.
.
.
Next day.
.
.
Sana dad:"Arey pammi sana ready hai kya..ladke waale aagaye...?"
.
.
Sana mom:"Haan ji..thaiyyar hai..sab kuch..".
.
They welcomed  guests..
Ladka's dad:"Beti tho bahuth pyaari lag ri hai..hume paisa vaisa kuch nahi chahiye..bas ladki ko lakshmi ki tharah hamare haatho dedijiye.."
.
.
Sana just smiled not knowing what her destiny is leading to...
.
.
Sana dad and mom had a million dollar smile at his words.
.
.
.
Ladka:"Aapko koyi problem nahi ho tho mein aapki beti se akele mein baath karna chaahtha hoon".
.
.
Sana parents agreed.
.
.
.
.
In room
Ladka:"Sana..Mein Sharandheer..." saying he gave a shake hand.
Sana royally ignored
Sharandheer:"Aap iss shaadhi se khush tho hai..?".
Sana remembered her parents words.Though she is not ready for marriage.She has to agree beacuse of her parents.
She instantly replied.
Sana:"Aisa kuch nahi hai..mein mein khush hu is shaadhi se..".
.
.
Sharandheer smiled.
Sharandheer:"Aap bahuth sundar hai.. aur aapka chehra bahuth maasum..suna hai..padayi mein bhi tez hai..agar aap padna chahengi tho..mein aapko padaunga..".
.
Sana smiled hearing his words.
Sharandheer:"Mein sirf aapka khushi chaahtha hu..apki marzi ke khilaaf kuch nahi hoga..aap humesha khush rahengi meresaath...".
.
.
.
Sana felt his words genuine.Somewhere her heart wanted to accept him..But it is difficult for her to make her mind to accept him.

Sharandheer:"Aur..mein aapko kuch aur kehna chaahtha hu...."
.
.
Sana :"Ji..".
.
Sharandheer:"Love at first sight pe mein believe nahi kartha tha..par aaj believe karna padega..I have fallen for you so badly".

..sana eyes widened with his confession.
She looked into his eyes.
"Damn..he is genuine...par lagtha ki ye mujhe fasane ke liye bol raha hai.."in her mind.
.
.
She smiled awkwardly not knowing how to react.
.
.
.
.
.
There was a knock on the door.
Sharandheer handed his phobe number to her and left from there.
.
.
.
.
.
.
.
It was night sana was unable to believe the fact that he felt so genuine..he was pure at heart..
.
.
"Kya woh sachh mein sab kuch sach bol rahe the..mein koyi galathi tho nahi karri na shaadhi ko zabardasthi haa bolke..par maa baapu ka dil aur nahi dhukaana chahthi hu mein..shaayadh yahi meri destiny hai.."saying she closed her eyes dozzed off into deep sleep.
.
.
.
Ab kya hoga?
Please comment
I love comments
Next chapter jaldh hi publish kar dhungi.
.
.
.
Please comment♡
-Love Nikki♡

Raja Rani♡ Sidnaaz(completed)Where stories live. Discover now