Epilogue

1K 36 12
                                    

Tejo: Haan.....mil gaye.
Tejo: Fateh kya aaj kal ke zamane mein saccha pyaar exist karta hain?
Fateh: Zamane ki baat nahi hain Tejo. Har insaan ke dil mein pyaar hota hain. Kuch logon ke dil mein pyaar bohot gehrai mein chupa hota hain jisse khod kar nikalna parta hain jab ki kuch logon ke dil mein sirf pyaar hi pyaar hota hain aur vo jhalak ta bhi hain. Kyunki Tejo pyaar cheez hi aisi hain.....agar saccha ho toh insaan ko khush rakhta hain aur agar saccha nahi hota hain toh insaan ko dukhi kar deta hain. Tumhe agar koi insaan hurt kare aur fir bhi tum usse pyaar karo toh tab tumhe samajh mein aa jaaega ki tum usse kitna pyaar karti ho. Pyaar kabhi kabhi insaan se bohot kuch cheen leta hain lekin zyada tar wakt pyaar humein khushiyaan deta hain kyunki tumhara dil chahe kaisa bhi ho...saccha pyaar usse badal sakta hain.
Tejo: Hmmmm.......samjhi.
Fateh: Ab mujhe dinner milega?
Tejo: Haan abhi banati hoon.
Fateh: Tumne banaya nahi?
Tejo: Nahi vo zarasal main aaj saara din kuch soch rahi thi.
Fateh: Accha? Kya soch rahi thi?
Tejo: Vo issi baare mein soch rahi thi.
Fateh: Ooo.......
Tejo prepared food for Fateh.
Next Morning,
Fateh and Tejo were playing chess.
Fateh: Ab isse nikaal ke dikhao.
Tejo: Hmmmm.......kyun nahi....zaroor.
Fateh: Nahi kar paaogi.
Tejo: Kyun nahi kar paaungi? Main karungi.....lekin thoda sa sochne do na.....
Fateh: ok.....
Tejo thought and won the game.
Tejo: Yayyyy!!!!!Main jeet gayi.
Fateh: Shit yaar.......haar gaya main.
Tejo showed him tounge. Fateh was chasing Tejo in the whole house. There was water on the floor. Tejo didn't saw this and was running when suddenly her leg slipped and fell down. Her leg got twisted.
Tejo: Ahhh!!!!Fateh......Fateh......
Fateh: Arrey Tejo tum gir kaise gayi?
Tejo: Vo floor par paani tha isiliye. 
Fateh: Ab yeh paani kisne gira diya? Accha tum haath do.
Tejo held Fateh's hand but couldn't stand so Fateh took her in her arms and lied her on the bed properly.  Fateh then applied medicine.
Fateh(rudely): Ab so jaao.
Fateh was about to leave when Tejo held her hand.
Tejo: Kya hua Fateh? Gussa ho mujhse?
Fateh: Haan bohot......
Tejo: Kyun?
Asked Tejo with a cute pout.
Fateh: Kyun na houn? Tum waha par jab dor rahi thi toh tumhe chot lag gayi aur tumhara paer murr gaya agar uss paani se slip ho kar tum seedhiyon se niche gir jaati toh? Kya hota? Jaanti ho tumhe kitni chot lagti? Aur agar tumhare sarr par chot lag jaati toh?
Fateh(crying): Jaanti ho mera kya hota agar tumhe kuch ho jaata toh? Main marr jaata.
Tejo closed Fateh's mouth and nodded in no.
Tejo: I am sorry Fateh. Main kabhi fir aisa kuch nahi karungi.
Saying this Tejo wiped his tears.
Fateh: Main aata hoon abhi.
Tejo: Thik hain.
Fateh left the room.
Tejo(in mind): Fateh aaj mere liye ro raha tha? Jo insaan aaj tak kabhi kisi ke liye nahi roya vo mere liye ro raha tha? Kyun? Kya Fateh mujhse pyaar karta hain?
Tejo was thinking about Fateh's behavior with her in the last two months. Suddenly her mother's words hits her memory.
Flash back
Tejo: Mummy Soulmate kya hota hain?
Satti: Jo insaan tujhe support kare....teri care kare......jo bina kisi expectations ke hamesha tere saath khara rahe teri care kare.....tere liye compromise kare.....
aur.......
Tejo: Aur?
Satti: Aur jo tere liye roye......
Tejo: Matlab?
Satti: Matlab jab koi ladki kisi ladke ke liye roti hain na toh vo common hoti hain lekin agar koi ladka agar kisi ladki ke liye roye na toh uss ladke se zyada pyaar uss ladki se aur koi nahi kar sakta iss poori duniya mein.
Tejo: Sacchi main?
Satti: Haan......sacchi puttar.
Flashback ends,
Tejo was still confused about Fateh's feelings for her and vice versa.
Next Day,
Fateh was standing still in his place. As he heard something which filled his heart with happiness but his joy is not coming out from his mouth. His eyes are just teary.
Flashback,
Fateh and Tejo were about to leave for the court when Tejo made him sit.
Fateh: Kya kar rahi ho Tejo?
Tejo: Mujhe tumse kuch poochna hain.
Fateh: Haan poocho na......
Tejo: Tum uska sach sach jawab doge?
Fateh: Haan.....sach sach jawab doonga. Ab poocho kya poochna hain.
Tejo: Kya tum chahte ho ki yeh divorce ho?
Fateh was speechless.
Tejo: Fateh please bolo......kya tum yeh divorce chahte ho? Sach sach bolna tumhe meri kasam hain.
Fateh nodded in no.
Tejo: Kyun?
Fateh: Agar honestly bolu toh main tumse saccha pyaar karta hoon Tejo. Main jaanta hoon ki tum mujhse pyaar nahi karti ho aur isiliye maine socha ki tum mujhse durr jaa kar hi khush rahogi.
Tejo: Accha? Aur agar main bolu ki main tumse pyaar karti hoon toh?
Fateh: Toh kya main.......main fir bhi tumhe......ek minute kya bola tumne?
Tejo: Naa jaane kab aur kaise mujhe pyaar ho gaya tumse. Main tumse pyaar karti hoon aur honestly speaking mujhe thoda sa ehsaas hua tha ki tum mujhse pyaar karte ho.....tumhari care aur concern dekh kar. Toh main divorce nahi chahti hoon Fateh. Tum kya chahte ho Fateh?
Fateh was not telling anything he was just standing in his place rooted.
Flashback ends.
Fateh: Kya tum sach bol rahi ho Tejo?
Tejo: Aur nahi toh kya? Main sach mein pyaar karti hoon aur mujhe tumhare saath hi rehna hain hamesha. Toh kya tum bhi rahoge mere saath hamesha ke liye?
Fateh tried to speak but couldn't. Tejo shaked him. Fateh nodded and took Tejo in his arms. He was twirling Tejo around happily.
Fateh(smiling): Aaj main bohot khush hoon Tejo.
Tejo(smiling): Khush toh aaj main bhi bohot hoon kyunki aaj se hamari zindagi ki ek nayi shuruwaat ho rahi hain. Aur aaj hi ke din humein hamare pyaar ka ehsaas ho gaya.  I am really very happy Fateh.
Saying this Tejo kissed Fateh on his cheek and Fateh also kissed Tejo on her forehead. 
Scene Ends on the smiling faces of both.

Khamoshiyaan (Completed)Hikayelerin yaşadığı yer. Şimdi keşfedin