HUM BALDENGE SAMAJH..

199 21 2
                                    

          After all people left from that place bondita went near that girl.

Bon: Tum thik toh hona..??

That girl: ha didi mai bikul thik hu.

Bon: acha tumhara naam kya hai?

That girl: di mera naam "NAINA" hai.

Bon: are waah!! Tumhara naam toh bohut acha hai.

Naina: thank you di aj apne mera saath de kar mujhe dhair diya mujhe bachaya mujhe galat nahi samja..tqsm didi

Bon: are,isme thank you ki kya baat hai ye toh har ladki saath hota hai isme kuch galat nahi hai par kya kare humare samajh ke log samjhte nahi hai.

Naina: ha didi..

Bon: acha thik hai wo sab chodo pehle tum yaha Avo yaha baito..

          Bon took Naina near a bench and made her sit there and gave her water to drink.made her feel comfortable and better.

Bon: ab kaisa lag raha hai naina.?

Naina: acha lag raha hai didi.

Bon: kya mai tumse ek baat puch sakti hu..?agar tum bura na mane toh?

Naina:ha...ha..puchna didi

Bon: kya tumhare periods ka date tume yaad nahi tha ya kya huva suddenly aise blood stains kaise lag gaye tumhare dress pe..??

Naina: didi actually Mera periods ga date 3 din baat ka tha par pata nahi kaise...

Bon: acha wo....sab chodo pehle ee lo mere paas pad hai tum ise lo aur waha par washroom hai jar kar change karlo..

Naina: ha didi...

Prachi: yaar bondu tune ye acha kiya un logo ko data warna bechari bachi ko kaisa bhala bura keh rahe the.

Bon: ha prachi aur wo bachi bhi bohut daar gayi hai.hume use samjhana hoga..

Prachi: ha bondu use comfortable feel karwana hoga par bondu I am very proud of u yaar...

Bon: thank you prachi par is choti si baat se kuch nahi hone wala hai hume air mehnat karni hogi is samjh me badlav lane ke liye in logo ke soch me badlav lane ke liye...

Prachi: ha bondu...

Bon: are naina tum agayi?ab kaisa feel kar rahi ho? Are u feeling comfortable now?

Naina: ha didi.ab acha lag raha hai..

Bon: chalo achi baat hai..par mai tume kuch kehna chahti sunogi meri baat?

Naina: ha didi jarur kahiye na..

Bon: toh ab se ye yaad rakhna ki agar tumhare periods ke date nazdik ho toh tumhe humesha pad apne saath rakhna kya pata kab kaam ajaye samjhi.

Naina: ji didi...

Bon: par mai tumse naraz hu naina

Naina: kyu didi? Kya huva kuch galat kiya kya maine?

Bon: nahi naina par jab woh sab log tum par has rahe the toh tumne unka virodh kyu nahi kiya?kyu unhe jab nahi diya?

Naina: mai kya karti di hume bachpan se he yahi sikhaya gaya hai ki is bare me baat nahi karni chahiye chup rahana chahiye aur mujhe dar bhi lag raha tha. Isliye maine kuch nahi kaha.

Bon: tumhe darne ki jarurat nahi hai naina. jo galat hai wo galat hai aur kya isme tumhari galti hai naina.

Naina nodded her headed indicating no.

Bon: toh jaise ab maine kaha ki Kai Karan ki wajah se humare PERIODS age peeche hote raha the hai aur ye koi galat baat nahi hai ye prakruthi ka niyam hai toh darne ke baat nahi hai naina.

Prachi: aur naina tum ne koi galat kaam nahi kiya hai. Jo log galti karthe hai unhe Darna chahiye.tumhne koi galti nahi ki hai toh tum Bina dare galti ka samnaa karo agar koi galat kartha hai toh uska virodh karo.

Bon: ha prachi sahi keh rahi hai.kisi se mat daro nidar bano.khud par vishwas rako aur log kya sochenge samaj kya sochega is par dyaan mat do.Hume bachapan se sab log yahi sikha the hai ki periods ke bare me baat nahi karni chahiye vo unka soch hai par hum log toh pade like haina hume apni soch rakhni chahiye sahi galat ka pharak samjhna chahiye.

Naina: par di kya humare  virodh kar ne se ye log samjenge? Kya unka soch badlega?

Bon:wo badlenge ya nahi ye mujhe nahi pata par hume koshish toh karni chahiye na naina agar ek insaan iska virodh kar ke age badega toh dusre log bhi us insaan ko de kar age badenge tabhi is samaj me badlaav ayega logo ke vichaar me badlav ayega.

Naina: ha didi sahi kaha apne.

Bon: ha toh ab se galat ka virodh karo,kisi bhi baat me agar tumhari galti na ho tho Darna mat samjhi.

Prachi: aur humesha sahi ka saath dena.

Naina: ha samjh gayi didi...acha didi ab mai chalthi hu.ab se mai jarur galat ga virodh karungi.

Bon: very good naina ..

          Naina left from there and prachi hugged bondita.

Prachi: bondu really.....I'm proud of you...😁. Mai bohut khush hi ki meri dost hai aur mai tere saath is samaj me badlaav lane ke liye jarur saath dungi.

Bon: thank you so much prachi..par ye kafhi nahi hai prachi hume in logo ke vichar me badlaav lane ke liye aur bohot mehnat karna padega. Dekhana tum ne mere itna samjhane ne par bhi kuch log abhi galiya de the huye na rahe the.

Prachi: ha bondu tu sahi keh rahi hai par hum humari koshish jari rakhenge haar nahi manege.
  Both togetherly "HUM BADLENGE SAMAJ"
Bon: ha.. parchi...chal ab chal the hai der ho rahi hai.

          Smiling prachi and Bondita went from that place to hostel..but unknown to bondita pair of eyes are watching her and smiling at her....and said mai bhi "SAATH DUNGA"

Precap:Ani: I am proud of you bondita.

Here's the next chapter guys.hope u all like it.

Few words about chapter?
What about precap?
How is the chapter?do u all like it?

Do hit the star button and comment down your valuable comments guys.

Your writer
     Sweety...
 

LOVE TILL ETERNITY Where stories live. Discover now