Arzoo (POV) Continue... Chepter 3

4 1 0
                                    

قصہ ابھی خجاب سے آگے نہیں بڑھامیں, آپ، وہ، جناب، سے آگے نہیں بڑھارخسار کا پتہ نہیں، آنکھیں تو خوب ہیںدیدار ابھی نقاب سے آگے نہیں بڑھا

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

قصہ ابھی خجاب سے آگے نہیں بڑھا
میں, آپ، وہ، جناب، سے آگے نہیں بڑھا
رخسار کا پتہ نہیں، آنکھیں تو خوب ہیں
دیدار ابھی نقاب سے آگے نہیں بڑھا

Arzoo (POV)

University may mere kuch khass friend nai hain q k may aik shy girl hon is liye may kisi say zyada ghul mil nai pati per meri aik dost hai jo k meri school time say friend hai sara buhat hi amazing larki full of life  mujhe us k sath humeesha acha lagta hai open minded larki hai mujh say buhat pyaar karti hai bilkul behno wala agar meri koi behen hoti to woh bilkul sara jaisi hoti sara ko ammi abbu b buhat pasand karte hain ghar jub ati hai to ammi aur abu ko ammi aur abbu hi bulati hain wo b usay baiti mante hain ammi ka un k ghar b anna janna hai sara ki ammi say ammi ki achi dosti hai dono aik dusre k ghar aate jate hain iss liye mera aur sara ka rishta aur b mazboot hai aur hum aksar aik dure k ghar raat guzarte b hain  exam may b hum aik sath hote  hain yah wo a jati hai aur kabhi may us k ghar.
hum humeesha shopping sath plan karte hain dono aik dusre ko bataye bina kuch nai karte aur hum dono may kabhi koi raaz nai rehta usay may mujhe woh aise maloom hai jaise mirror may apna akass

  khair may aur humza university pohanch gaye to may car say utar  gayi aur humza ko khuda khafiz keh kar teez teez qadmon say university k gate ki taraf barhi per jaldi may sara ko nazroon say dondh rahi thi q k woh humeesha mera gate per intezaa...

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

  khair may aur humza university pohanch gaye to may car say utar  gayi aur humza ko khuda khafiz keh kar teez teez qadmon say university k gate ki taraf barhi per jaldi may sara ko nazroon say dondh rahi thi q k woh humeesha mera gate per intezaar karti hai aur issi hadhbadhi may raaste ki taraf dehaan nai raha k samne koi aur b hai aur  aik dum say us bande ki back say takra gayi jiss per woh admi b rook gaya aur may b zara dachka kha k khari ho gayi  meri ankhe sharam say juk gayi aur dheere say sorry bula per sar uthaya nai samne wala jo b tha khamosh khara tha aur mujhe daikh raha tha mujhe mehsoos ho rahi thi us ki ankhe mujhe per jub kuch deer tak us nay kuch nai kaha to may ne ankhe zara sa uper ki taraf ki k daikh sakon k woh q khamosh khara hai aur jaise hi may ne ankhe uthai may hakka bakka reh gayi aur samne khare admi ko daikh  kar jaise may paralyze hogayi thi samne mere Ali khara tha aur woh b khamoshi say muje tak raha tha jaise kisi such may ho hum dono yun hi aik dusre ko daikh rahe the jaise humare ilawa wahan koi aur ho hi na

❤️آرزو ❤️Where stories live. Discover now