ARZOO CHAPTER 6

3 1 0
                                    

Subah meri ankh aaj suraj ki kirny  meri ankho may chubhne say howi  shayad arzoo ke hayal may raat ho windows per perde nahi giraye the mere room may rooshni ka zyada pata nahi chalta q k mere room ka them b meri personalty ki tarhan dark black h...

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Subah meri ankh aaj suraj ki kirny  meri ankho may chubhne say howi shayad arzoo ke hayal may raat ho windows per perde nahi giraye the mere room may rooshni ka zyada pata nahi chalta q k mere room ka them b meri personalty ki tarhan dark black hai perfect color for me mujhe kala rang mere liye hi bana lagta hai meri personality say milta hai room may sub kuch black hai furniture bhi gold and grey bhi kuch kuch jaga hai aur aik lounge bhi hai jis may 84inch LCD aur side per aik choti library bhi hai jiss ko may kabhi kabhi time room may spend karte time use karta hon mera room hawili ki sub say  konay may maghrib ki taraf may hai yahan mera room 2nd floor per hai aur mashriq side pe mere baqi cousins rehte hain aur 1st floor per kitchen, living room, lounge, dinning room, hain aur sath may dadi, babajan ammijan, chajan chachijan ke rooms hain 3rd floor chote chachaji chachiji aur un ke bachon ke hain aur aik movie room bhi hai jo sare cousins gathering k liye use karte hain

aur baithak mardon ke aur gawon ke logon k liye hai jo ghar say alag hai q k ghar per ghair mardon ka janna mana hai issi liye ghar may nokar sare aurtain hi hain aur bahir mali waghera gards hain jo k mard hain per unhe b baghair ijazzat ghar may dahil hone ki  ijazzat nahi hai nokaron k liye servant quarter ghar say bahir hai jahan ghar k nokron ki families rehti hain un ke sath

subah uthe hi arzoo ka chehra ankhon k samne cha gaya  abhi may bister may hi tha  aur may phir us ko suchne pe majboor ho gaya mere aur  arzoo ka  karishta to waise baron nay kiya tha jub wih buhat choti thi shayad 4-5 saal ki thi us waqt may to bara tha per study ki wajah say may is baaton ko tawajah nahi daita tha laikin mera aur arzoo ka milna bachpan may itna howa bhi nahi tha aur jub mujhe in baaton ka ahsas hone laga to may london jane wala tha us waqt arzoo 12-13 saal ki thi 

per us time mera aik hi goal tha aur woh yeh tha k may kuch banon hud ko aik maqam  pe daina chahta tha apna hud ka business karna chahta tha apna hud ka naam banana chahta tha jo k ab may hasil kar chuka hon mere pakistan bhar may 5 star hotels hain aur is ke ilawa construction business alag say hai jis may peshawer wala arzoo ke baba yani  mere chote chachaji sambhal rahe hain aur baqi Karachi aur Lahor mere business partners chala rahe  hain jo k mere dost bhi hain  aur Islamabad mere chachajan aur may sambhalte hain per qk owner may hon to mujhe every week aik jagah zaroor jana hota hai isi wajah say may ghar per bhi zayada time nahi reh sakta aur shayad yahi wajah hai k arzoo ka mujh say zyada milna nahi hota

peshawer may jub bhi gaya may ne wahan jo mera hud ka ghar hai wahan rehta hon q k aksar may raat ko late wapas ata hon yah mere dost hote hain jo party karna chahte hain yah larkiya le ate hain to mujhe acha nahi lagta k may chachaji ko disturb karon aur may hud bhi kabhi kabhar apni mardani zarooriyat puri karne k liye larki bula leta hon per may ne kabhi kisi larki ko raat rehne nahi diya yeh mere usool may nahi k may kisi b aisi larki ko ghar per rehne don zaroorat puri to usi waqt bahir karta hon per jub meri shadi ho jaye gi to mera irada hai k phir may kisi b ghair larki ko hath nahi lagaonga aur na hi kisi ko mujhe chone donga

arzoo ko woh har khushi jo us ka haq hai mile gi q k woh ALAM SHAH DURRANI ki wife hogi dunya ki koi aisi asaish nahi hogi jo woh mange aur use na milegi

mujhe umeed hai k woh bhi mujh say utna hi pyaar karegi jitna may karta hon us say itne may mere zehen may hayal aya k woh agar isi doran kisi aur chahegi tub kiya karo gay aur iss such ne mujhe gussa dila diya may jaldi say bed say utha aur room may dayin say bayin ghomne laga k aghar aisa howa to may kiya karonga may usay bhi aur us larke dono ko mar dalkonga

( kiya such may aisa kar pawo gay) mere mind nay kaha aur may phir such may pardh gaya kiya may waqayi aisa kar sakonga us ke sath dil bar bar nahi--- nahi----- nahi keh raha tha per dimagh haan---- haan------- haan ....kar raha tha aur phir us ka wahi masoom sa chehra ankho ke samne a gaya jis ko daikh keh mujhe us say pyaar howa tha us ki woh bari bari bhori ankhain jo mujhe daikh kar dar aur kabhi kabhoi sharam say jhuk jaaya karti thi aur woh shahed si mithi us ke khilkhilane chehchahe wali awaz jise sunne ko may ab bhi betaab hon kiya may aisa kar sakon ga us ke sath nahi........... shayad............ nahi ......bilkul nahi may nahi kar sakonga to phir kiya may usay jane donga to dil nay is baar kaha nahi woh jo ab mere jeenay ki wajah ban gayi hai kise usay jaane donga may usay hud say door kisi aur ka hone donga kabhi nahi to phir ........................... phir kiya?

to dimagh ne is baar jawab diya aur dil ne bhi is baar dimagh ka sath diya aghar aisa kuch howa to may usay saza ke toor per humeesha k liye hud say band donga chahe woh khush ho ya nakhush aur us admi jis ne usay pane ki tammna ki ho us ke jeenay ki tammah us ke sath hi dafnaa donga woh dunya say sirf hasrat ke siwa kuch nahi le ja payega qk arzoo sirf mairi hai ..............sirf mari arzoo meri khwakhish mera khwaab aur sirf meri taqdeer hai .

aur isi such ne dil ko sukoon diya aur may aik baar phir hayalon ki dunya say nikal kar haqeeqat may a gaya aur jub meri nazar ghari per pari to ahsas howa k aaj buhat dair hogayi hai 10: 30 baj gaye hain jubk may subah 5:00 baje uthne ka aadi hon jo k mere liye b khairan hone wali baat hai khair jo howa so howa aur may bathroom ki janib barne laga aur yun mere din ki shuruat howi



;

❤️آرزو ❤️Where stories live. Discover now