12

5K 207 5
                                    

It was almost end of Ramadan, and the day of  wedding of Wahaj and Javera was coming near. So was the preparation of wedding was going on full speed.

"Hum tum mile na jaane jana
Raab da fesla..."

Rameen was humming and pressing Faizaan's shirt, yes you heard it correct pressing. This is the only job Rameen can do without doing any mess.

"Abey Meen kinta der aur, huma intezar kaar rahi hogi."
Faizaan said

"Ruk ja na mere bhai Baas hogaya."

"Adhe ghante sey bol rahi hain hogaya."

"Are mere bhai ka pehla date hain woh bhi mere hone wali bhabhi key sath aisey bhej du, sakal toh kuch khaas nahi hain aur uska kuch kiya bhi nahi jaa satta par kapre toh dang sey press karke dey satti hoon na, yeh le ho gaya."

It's almost near a month since Khan's were staying in the haveli. Everything has been same, except one thing the nalayako ki toli along with ahiyaz learnt the fear of Aariz. Aariz ki ek bulwape puri ki puri line haazir.

The voice of yusra was heard, it seemed she was on phone having a conversation with someone

"Aho, are meri behn tu Baas apna saman band aur aja idher. Mujsey nahi jheley jaate woh khoon chusne wali apa. Hum do behne milke unke saari ki saari khudnasi nikal deni hain. Aho, thik hai rakhti hoon, khudahafez."

"Ki hogaya amma konsi naya katta koldi?"
Asked Meen

"Puttar isbar na sare hisab kitab barabar hoga, sare katto par sangal dalenge, finally mere kajigi sukoon mil jaye ga."

"Chachi konsa hisab konsa kitab? Aap thik toh hain na? Ap aise kush kyun hain yeh janne key bawajud ki kal ko khunsaas phuppo arahi hain?"

"Hain kush kyun na hu ane dey us khunaas ko."

"Amma, bukhar tukhar toh nahi hogaya? Dar nahi lag raha khunaas phuppu sey?" Asked Rameen

"Daare meri jooti, a rahi hain meri behn lahore sey uss peshawari key gala daba ney."

"Kon? Zubia khala?" Asked Rameen

"Haanji, zubia arahi meri behn ap laat paata jaana hain us khoon chusne wali apa siyappa ko, huh!"

Yusra went away being all happy happy went to the hall to inform everyone about the arrival of zubia

Here in the hall everyone was talking and discussing about the wedding while asking suggestions and advice

"Bhaijaan, mujhe fikar iss baat ki horahi hain key hame waqt sey shadi ka hall mil to jayega toh?" Said Nawaz Said with worry

"Kyun shadi ka hall na milne wali kya hain?" Asked Tarikh

"Apko nahi pata bhaijaan karachi key hall eid key baat pana kitna mushkil hain." Said back Shamsher

"Nawaz yeh wala try karo, jalees key dost ney di hey sayad kuch ho jaye." Uzma said while forwarding a number

[Jalees qureshi husband of Uzma]

"Ki hogaya sab aise sakal bana ke kyun beth gaye?"
Asked yusra

"Woh chachi, shadi hall nahi mil rahe walima key liye." Said Afaf

"Hayy Rabba, khul gaya naya katta."

"Tum pareshan na ho hum dekh rahe hain saab thik hoga." Consoled Nawaz

At that time Aariz entered the house, coming to the hall

"Assalamualikum."

"Are beta agaye? Mil gaya?"

Uns E Harfحيث تعيش القصص. اكتشف الآن