35

4.2K 193 6
                                    

Everyone gathered at the hall waiting for masooma

Who called them at the hall

Masooma arrived at hall everyone stood up

"Are betho saab."

"Amma apne hame aise yaha kyun bulayam"
Asked shamsher

"Haan amma." Agreed nazia

"Batati hoon. Jaisa ki sabko pata hain iss hafte ke akhir Tarikh aur baki saab wapas ja rahe hain."

Everyone face sadden to realise the Khan family were leaving them

"Tayabbu, aplok ruk jaye na." Said javera

"Ruk jate beta agar umkin hota toh." Said Tarikh while placing his hand on javera's head

"Toh mein yeh bhi kehna chahti hoon, ki aj subhe Aariz ney mujhe bataya ki Rameen ki kaagzat bhi tayar ho gaye hain. Wobhi sab key sath ja rahi hain london."

Everyone at the hall were shocked to core except Aariz and Masooma

Rameen who was standing between Javera and Aariz felt unconscious, Aariz was quick to hold her in his arms.

Everyone came close to her worrying about her. Faizaan also came close to her worried, but all his worry vanished when he understood Rameen was pretending to be unconscious. So he said

"Are aplog fikar na kaare kuch nahi hua hain isse."

Hitting his head lightly, wahaj asked

"Aur tujhe yeh kaise pata?"

"Ap ki tarha thori bhai hu iska, argue partner bhi hu. Isse mujhsey behtar koyi nahi janta."

"Jekin bachi ko hua kya hain?"
Asked masooma

"Amma, mennu lagta ki confirm hain meri bachi ko na sadma lag gaya hain, nahi ap na usko kahi nahi bejh rahi. Mera dil betha ja raha hain. Hay meri bachi!"

Said yusra

Hearing this masooma said

"Kaisi baate kar rahi ho yusra? Sasural uska waha hain, aise kaise reh jayegi yaha?"

"Nahi amma, mujhe meri bachi jyada pyaari hain."

Faizaan jumped into the situation

"Are chachi aur dado, ap kyun fikar kar rahi hain. Isse baas kuch nahi sirf mrigi ka sadma laga hain."

"Hain? Yeh ki hain puttar? Meine toh mrigi ka daura suna hain yeh sadma konsa bimari hua?"
Asked yusra

Javera was about to say but Faizaan indicated her to keep quite

She stood quite

"Chachi iska na ilaaz jo haina Aariz bhaijaan ko pata hain. Bhaijaan ap na isko upar le jaye."

Faizaan said to Aariz who rolled his eyes at the whole drama

"Mein bhi chalti hoon pulse check kar lungi. Chale wahaj."

Javera said while dragging Wahaj upstairs along with Aariz who was carrying so called unconscious Rameen

Entering the room,

Aariz laid her down on the bed. After a while Faizaan also entered the room.

He saw Rameen still pretending so a khurafati idea came in his head.

Looking at Aariz, javera and wahaj he indicated to to act

"Chale bhaijaan isko thora rest karne dete hain."

"Thik hain." Said wahaj

As soon as rameen heard this, her eyes opened in a split of second she sat up from laying position to see Aariz with a stern glare along javera and wahaj with disappointment.

Rameen awkwardly smiled

"Seriously Meen! Aise behuda harkat kon karta hain?"
Asked wahaj in an angry voice

"Toh aplog kyun bejh rahe hain mujhe London?"

"Meen woh tumhara sasural hain." Said wahaj

"Nahi jana mujhe sasural! Ap logo key sath rehna hain!"

"Aur woh kis khushi mein?"
Asked Faizaan

"Bohat dandte hain yeh." Rameen pouted while pointing at Aariz who became shocked at the sudden accusation

"Bhai mein kya kehta hoon, hum saab chalte hain Aariz bhai ko isko handle karne deh!"

Faizaan said

"Nahi! Mujhe bhi ley jaye!" Rameen said

"Chup chap yaha paar behthi raho nahito meine jaake sabko saab sach bata dena hain." Said javera and left the room along with Wahaj and faizaan

As soon as they left, Rameen looked at Aariz with a pout said

"Maaf karde!"
And got up and tried to ran away when Aariz took hold of her wrist and stopped her

"Am I not trying?"

Rameen stood still after hearing his cold voice

"If you still feel that you don't want to stay with me then I'll leave you. That will be the best decision for us."

Aariz said with a very calm tone

Rameen stood still and said meekly

"Mujhe apke sath sharam ati hain."

"Woh kyun?"

"Bhai they na mere."

"Are you serious? Then why did you said all those stuffs on phone?"

"Woh mene drame mein dekha tha, toh mujhe bhi apply karne ka maan hua."

Rameen said with a awkward smile

Aariz shooked his head and left her hand, said

"Go and pack your bags. No excuses will work."

With a grumpy face and stomped out off the room.

"Khadoos! Hitler kahika! Chal Meen tera iss duniya ko alvida kehna ka waqt a gaya hain."

Rameen went to pack her stuffs while leaving an overdramatic sigh

Downstairs,

"Hay mere Allah, meri bachi mujhe chor key sasural ja rahi hain." Nawaz said while crying

"Nawaz beta hosla karo! Are kabhi na kabhi toh jana tha na usse." Said masooma tried to calm down Nawaz

Yusra bought a glass of water and passed to nawaz and said

"Hay mein Mar gayi! Ki hogaya Nawaz Sahab? Kyun apna kaleeze far key rola pey kay rakha hain? Waise Kaleeze sey yaad aya, javi puttar jake na uss haleema nu dus ki haleem bana rahi hain ya apne kaleeze saar rahi hain!"

"Jee chachi." Javera went inside the kitchen

"Dekhe amma dekhe iss aurat ko! Beti dur jaa rahi hain uska fikar nahi hain! Lekin haleema kya kar rahi hain uski isko fikar hain."

Nawaz complained to masooma who was trying to console him

"Lo Jee khol diya naya katta! Haye nawaz sahab hosla karo. Ki bacho de nal rona dal key beth gaye ho hain? Apko toh khush hona chahiye bhai mein to hu khush agar apke kuri nu idher ek aur saal rehna tha toh yeh ghar neelam ho jana tha uske beghairti ki waja hain."

Ignoring yusra, nawaz was crying non stop

"Allah mujhe kuch ho raha hain, mera dil betha ja raha hain, saar ghum raha hain, aakho key samney andhera hi andhera hain."

Yusra who seemed annoyed by nawaz's melodrama said to ahiyaz

"TR! Faar sey Jake kamre sey neend key goli lana tere piyu nu nal thosu taaki kuch ghante ke liye sahi sukoon mil jaye."

Ahiyaz who was not in the mood to get up whined

"Amma!"

"Jata hain ki jutti utaru!"

"Insan khota ho gaye par ghar ka chota na ho."

With that Ahiyaz ran inside while masooma shooked her head at the whole scene.

Uns E HarfTempat cerita menjadi hidup. Temukan sekarang