34

4.3K 190 9
                                    

"Dado, ane deh na Husna khala ko. Please." Rameen started request Masooma

The whole family gathered in the hall

"Nahi beta Matlab nahi! Uskey liye iss ghar mein koyi jagah nahi hain."

Masooma said

With that Yusra's face turned sour

"Kyun?"
Rameen asked

"Beta yeh na baro ka mamla hain, iss liye yeh maat pucho toh behtar hain."

With pout face Rameen stood silent. Cause it was pretty rare to see Masooma being strict

"Ab sab yaha kyun khare ho? Jao apne kamre mein jao."

With that Masooma dismissed everyone went towards lawn

Ahiyaz looked at Rameen and said

"Appiya apse kuch nahi hota! Bilkul hi bekar ho."

"TR ke bache agar ek aur words nikali mu sey to mene mu mein cement chipka dena hain."

"Bhaijaan!" Ahiyaz looked at Aariz for some sympathy with pout look

Before Aariz could even react

Faizaan came and hit the head of Ahiyaz

"Astagfirullah! Meine tujhe hazar dafa mana kiya tha aisi sakal na banaya kaar barahi manhoos lagta hain."

Aariz gave Faizaan his infamous glare and went towards lawn

In the lawn

He went near masooma who was watering the plants and said

"Dado, mujhe apsey kuch jaruri baat karna hain."

"Haan beta bolo."

"Actually Rameen key liye mene apply kiya tha. Aur uska visa hogaya hain."

Masooma looked at Aariz with shocked expression

"Itni jaldi?"

"Jee dado."

"Toh kaab Jana hain usko?"

"Dado iss haftey key end ko."

"Jaab saab wapas jayenge?"

"Jee dado."

"Thik hain mein saam ko sabko chai pey ailan kar dungi." Masooma said With a sigh

"Dado aur ek baat karna tha."

"Haan beta bolo."

"Ap husna auntie key ane ka permission dey deh na."

"Beta yeh hargis nahi ho satta."

"Lekin Dado, meine Amma ko promise kiya tha nikkah ki waqt kuch bhi ho jaye mein hamesha unki beti ko khush rakhunga, aur uska sath dunga, haar ek problem sey dur rakhunga."

Masooma sighed and said

"Beta tumne wada diya lekin uss husna urf hani ka iss ghar mein koyi jagah nahi hain."

"Lekin kyun?"

"Woh husna ki waja sey hamare khandan ki kaam bezzati nahi huyi hain."

"Ek baar ane deh. Rameen key khatir."

"Bilkul bhi nahi pichli baar ayi thi toh ghar ko aag laga gayi thi iss baar ayegi toh pura karachi ko aag na laga dey."

"Dado-"

"Nahi beta ap hamare ghar ke ek laute damad bhi hain aur hamare bhai key pota bhi hain. Hum apki bohat izzat karte hain. Toh ap bhi hamare mazboori samjhe."

Uns E HarfTempat cerita menjadi hidup. Temukan sekarang