23

4.4K 171 1
                                    

Aariz and Rameen entered the living room to see, a woman near the age of nazia is sitting along with a young boy around the age of Shani and a girl around the age of mashael.

Masooma looked at them and said

"Yeh rahe bache."

Yusra had anger boiling inside her, while bano was all being behaving some sort weird

Mrs. Noor finally spoke

"Jee ammaji, asar mein apke ghar aise achanak sey ane key liye maafi chahti hoon. Jis baad key liye ayi hoon aisi baate jald baazi mein nahi hoti hain. Lekin mazburi thi isliye aise hi agaya."

Every one was confused

Raazi asked

"Jee ap kehna kya chahtey hain? Hum samaj nahi pa rahe."

"Darasar mein apki bete aur beti key liye rista lekar ayi hoon."

As soon as they heard this everyone was shocked,
Bano was also shocked too

"Beta, ap kya keh rahi hain? Hame kuch samaj nahi araha."
Masooma said

"Ammaji, mein apni beti beenish ke liye apke bete Aariz ka aur apki beti Rameen ke liye mere behen ka beta sumail ka rista lekar aya hoon."

Everyone calm down a little but somehow bano wasn't that much satisfied

"Bura maat maniye ga lekin apke shohar aur apki behn nahi aye."

Bano took hold of it now

"Ammaji, woh yeh haina ruksana ke shohar ka choti chachi key behn hain. Bohat saal pehley inke shohar ka intekaal hogaya tabsey woh Australia mein settled hain. Jaab unhe pata chala ki aplog mere apne gharwale hain, tab inhone mujhse raabta kiya. Aur mein riste ki baat Sunke khud ko rok nahi payi aur seeda haveli agayi."

Listening her Mrs. Noor gave a smile as if agreeing to it. While everyone understood bano's lies.

Completely ignoring bano, Tarikh asked

"Jee, aplog kabsey waha hain?"

"Almost 20 saal. Actually mere shohar fauz mein they toh ek harsey mein uski jaan chali gayi aur phir mein Australia shift apne behn key ghar. Mere behn ki divorce key baad woh waha shift hogayi thi sumail ki sath. Kuch saal pahle mere behn ka intekaal hogaya. Tabsey sumail mere bete jaisa hain."

Sumail smiled looking at Mrs. Noor

"Acha toh beta ap dono kya karte hain?" Asked Tarikh

"Uncle mene public relation aur social media mein bachelor kiya hua hain. Currently ek mein channel key liye podcast ka kaam karti hoon."
Replied beenish with full confidence

"Aur uncle mene biotechnology mein masters kiya hain. Ek research company mein managing Head hu."

Masooma seemed quite impressed with the qualifications of the beenish and sumail

Yusra who was not happy at all in the beginning started to change her thoughts when she heard about sumail's qualifications.

"Lekin hum actually apni rameen ka itna jaldi rista nahi karna chahtey. Woh abhi abhi University start kiya hua hain. Aur parhai bhi puri nahi huyi."
Said Nawaz

Hearing nawaz bano said

"Nawaz bhai ap fikar nayi kaare, sumail ki tankhwa inti hain-"

Cutting off bano, shamsher said

"Bano, hamare gharme bohot pehle sey ye riwayat hain. Pehle bache talim khatam karte hain phir yeh shaadi ki baate hoti hain. Tum hey toh pata haina."

"Lekin shamsher bhai, meine bhi toh apni ruksana ki talim khatam sey pehle shadi ki huyi haina. Ap woh talim karna chahe ya nahi yeh uski shohar ka fesla hain."
Bano replied back

"Toh yeh apne fesla liya aur uss bachi sey na puche uski talim baand karwa diya. Lekin Rameen hamare ghar ki bachi aur hum ghar key baare chahte hain. Pehle woh parhai khatam karegi phir uski shaadi hogi."

Said Asim

Mrs. Noor understood the deepness Of the situation. So she with her sensibility handled the situation

"Dekhiye mujhe apni ek beti ko rukhsat karna hain aur dusri ko ghar ley jana hain. Lekin mein yeh bhi samaj ti hoon key parhai bhi jaruri hain. Toh mujhe apni bahu ko shadi key baad talim khatam karwa ney mein koyi masla nahi. Aur Australia mein bohat ache ache universities bhi hain. Jisme enroll hona chahe ho satti hain."

Rameen's eyes was shinning when she was day dreaming of about her marriage. Aariz who was standing by her understood her intentions.

So he took the lead

"Baba chachu, ap log agar bura na mane toh mein kuch kehna chahti hoon."

"Haan beta bolo." Encouraged masooma

"Mein chahti hoon hum abhi key liye nikkah key function karte phir jaab rameen ki parhai ho jayegi toh hum sath mein rukhsati ki function bhi karlenge."

Aariz suggested

Suddenly there was a satisfied look on the elders face.

But Rameen's jaw dropped hearing Aariz's suggeestion.

Mrs. Noor then said

"Bhai sahab, agar aplog pura na mane toh mein kuch kahu?"

"Jee bilkul kahe. Isme puchne wali konsi baat hain." Said bano while cracking a laugh

While others were silent

"Hamare khandan mein, nikkah ki foran baad rukhsati ki riwayat hain. Sab khandan mein aise ek doh riwayat hote hain jinhe sayed saab mante hain."
Mrs. Noor said

Everyone was hesitating about this, when bano said

"Ammaji, ap mujh paar varosa rakhe aur mubarak bad deh."

Masooma looked at Rameen and Aariz and asked

"Beta aplogo ka kya kehna?"

Rameen who was in over excitement said

"Dado mujhe manzoor hain."

While Aariz said

"Aplogo ka ji fesla hoga wohi mera bhi fesla hoga."

Leaving a deep sigh masooma said

"Hame yeh rista manzoor hain."

Soon everyone congrats each other.

Mrs. Noor said

"Jaisa Arbeena ji keh rahi thi aplog wapas London ja rahe ho next month."

"Jee." Said Raazi

"Toh hum agle week ko nikkah ki date rakhe toh?"
Said Mrs. Noor

"Jee, actually hume koyi masla nahi tha lekin Aariz agle week ko London wapas ja raha hain."

"Toh phir hum kya 3 din baad ka date rakhe?" Asked Mrs. Noor

"Matlab is jumme ko?" Asked Tarikh

"Jee." Said Mrs.Noor

"Jee thik hain." Agreed Tarikh

"Mubarak ap sabko." Mrs. Noor said

"Toh phir kaal mayon, parso mehendi aur phir nikkah." Tarikh assured

"Jee." Mrs. Noor said with a smile.



Uns E HarfWhere stories live. Discover now