Part - 1

1.5K 53 11
                                    

In Baadi
Everyone is tensed to read swara's letter. Then Swara and Sanskar come to the entrance of the bari. Swara looks at everyone then looks at her maa and dida. She sees them in tension and crying and once again she blames herself for their condition and seeing them crying as soon as she starts going to them, her eyes fall on herself and she stays there and once again she sees her maa and Dida and she gets scared and nervous thinking that how will maa & dida react after knowing about her marriage.
Sanskar sees Swara scared, tense and nervous then Sanskar hold Swara's hand and he assures her that he is with her in every situation and he will make everything right.
Swara calls shomi: maa.
Everyone looks at swasan in hand in hand and garlands around their necks. Everyone is shocked. Their eyes are pop out from their socket. Shomi comes to swara.
Shomi (concern and hug her): sho... Shona tu kaha gyi thi. Tu thik to hai n tujhe kuch hua to nhi na tu thik to hai n and ye sab kya h Shona ( showing her suicide note) dobara esa kabhi krna to door kabhi sochana bhi nhi. Shona agar tujhe kuch ho gya to me jee nhi paungi beta please kabhi esa mat krna.
Swara (feeling guilty): no maa kabhi nhi. I'm sorry maa please apni shona ko maaf kr do. Aj ke bad karna to door kabhi esa sochungi bhi nhi. I'm sorry maa.
Shomi: it's okk. Tu thik h yahi kafi h mere liye. ( shomi break the hug and about to kiss her forehead but her eyes fall on her sindoor then her eyes fall on her garland and manglsootra.)
Shomi: shona ye sab kya h beta ye sindoor, ye mangalsootra or ye garland. Ye sab kya h shona. Phir uski najar sanskar pr padti h or vo swara se poochhti hai. Shona tune sanskar ke sath shadi kr li ye sab kya h beta. Yah sunkr swara nervous hone lagti h.
Laksh: haa..swara btao tumhari maa tumse kuch pooch rahi hain. Or ab ye tumhara kya naya drama h.
Vo swara ke pass jata h or uske dono shoulders ko gusse me pakdta h. Yah dekh kr ragini jealous or gussa hoti h as lakshya touch swara. Sanskar dekhta h ki laksh swara ko gusse me kas kr pakda h or swara ko dard ho raha h.
Sanskar: laksh door se... Meri patni se baat kr rahe ho.
Laksh feel like his heart break into million pieces listening word wife from his brother's mouth for swara. He takes his hands back. Swara looks at raglak painfully.
Sanskar: aunty main apko batata hu. ap jab isko airport chhodne gyi thi to apke vahan se lautne ke bad ye airport se kahi or chali gyi. or apko pata hai ye kaha gyi thi. ye cliff par gyi thi suicide karne. ( Everyone is shocked ). vo to achchha tha ki main us time airport pr hi tha or isko ese jate dekh iska peechha kiya to pata chala ki cliff se kood kar suicide karne jaa rahi thi. vo to achchha hua main sahi time par pahuch gya. main ise yaha le kar aa raha tha pr ye ane ko hi ready nhi thi bol rahi thi ki ap dono ki aj jo condition h uski jimmedar ye h jab ki ye sab mere karan hua h. Ap sab ke sath jo hua ya jo ho raha h uska jimmedar sirf me hu. aunty mene bahut badi galti ki h jiski koi maafi nhi h sirf prashchit h. or isliye swara ko nai zindagi dene ke liye or apko apki swara lautane ke liye or saath hi apne pariwar ko or ek bhai hone ke nate laksh ko swara ke murder charge lagne se bachane ke liye mene isse shadi kar li. aunty mujhe nhi pata mene ye shadi karke sahi kiya ya galat par us time mujhe jo thik laga mene vahi kiya. I'm sorry.
Everyone is shocked to hear about Swara's suicide attempt. As they know she is modern and confident. she never thought like this.
Dida: shoru tu theek h na. Tujhe kahi lagi to nhi. Tu thik to h na.
Swara: yes dida i am fine. Mujhe kuch nhi hua. Me bilkul thik hu.
Dida: sanskar tumne jo meri shuru ke sath kiya h uske liye main tumhe kabhi maaf to nhi karti par tumne jo aj kiya h humare liya uska upkar main or shomi kabhi nhi bhool payege. tumhe nhi pata ki shoru humare liye kya h. thank you sanskar humhe humari shoru bapas lautane ki liye.
S

homi: haa sanskar maa bilkul thik kah rahi h. Aj agar tum nhi hote to pata nhi kya ho jata. thank you so much sanskar meri shona ko bachane ke liye.

Sujata is standing without any expression and looking swasan and their faces. She comes to Swasan and takes Sanskar aside and asks him.
Sujata: sanskar ye sab kya h. Kya sach mai tune swara ke sath shaadi ki h.
Sanskar: yes mom.. Mene sach me saadi ki h with all rituals in temple and court.Sujata go from there without saying anything.
Dp: shomi ji shobha ji swara ki bidaai ki taiyari kijiye hum apni dono bahuon ko ghar sath me ke kr jayege.
Laksh: lekin papa.....
Dp: laksh jis tarh tum or aadarsh ho mere liye vese hi sanskar bhi h. Tum teeno hi us ghar bete ho or jitna tumhara or aadarsh ka us ghar pr huq h utna hi sanskar ka bhi.
Dadi: durga Prasad ji ap esa kese kah sakte h. Je dono mari ladon ko chain se n rahene denge. Apne dekha tha n kese ja sanskar ne mari lado pr ghatiya iljaam lagaye the. Or je swara bhi mari laado ko chain se n rahne devegi.
Shekhar: haa durga Prasad ji jo ladka khud apne pariwar ko dhoka de sakta h vo meri ragini ke saath kya karega pata nhi. Ap ise mm me ane ki parmishan kese de sakte ho. main is characterless ladki or is ghatiya aadmi pr bharosa nhi kr sakta.
Dp: shekhar ji ap bhool rahe h ap maheshwari khandaan ke bete or bahu ke bare me bat kr rahe h.
Dadi: lekin durga Prasad ji shekhar sach hi to kah raha h.
Dp: kakisa ap humse umr me badi h isliye hum apki respect krte h pr iska matlab ye nhi ki ap humare khandan or humare bete or bahu ke bare me ese bole. Or humare liye humare teeno bete or bahu barabar h.
Shekhar: lekin.. .
Dp: ek or bat kakisa ap humare ghar ki choti bahu ke mayke wale h to behter hoga ap vahi ban kr rahe humare ghar ka sadsya banne ki koshish n kre. Aj tak ram ya sujata kabhi humare order ya humare nirnay ke khilf nhi gye jabki dono ka us ghar pr utna hi huq h jitna humara or ap ka. Or ap abhi shadi huye 2 din nhi huye ap abhi se apni beti ke sasural me interfere karne lage. Ap logo ko ek bat abhi clear kr du ki sanskar ne humare saath jo kiya h vo humare pariwar ka matter h or ap log to bese bhi swara or bose family se apne sare rishate tod chuke h to us naate sanskar ne apke pariwar ke saath kuch galat nhi kiya h or agar kiya h to swara or bose family ke saath to behter hoga ap is mamle me na hi kuch bole to achchha hoga. swara or sanskar ragini ke jeth, jithani h or us nate apko bhi indono ki utni hi respect krni hogi jitni aadarsh or parinita ki krte h.
Laksh: lekin papa ye swara or sanskar ka naya drama h mujhe or ragini ko alag krne ka.
Dp: laksh jahan tak mujhe pata h sanskar tumse 2 saal bada h. Or us naate vo tumhara bada bhai h or hum pahle bhi kah chuke h ke ke aadarsh ki tarh sanskar se bhi respect se bat kro or sanskar ki patni hone ke nate swara tumhari bhabhi h to respect se bat kro dono se.
Laksh: lekin papa isne.. .
Dp: laksh ek bar me bat samjh nhi ati tumhe humne kya kaha. Ap me aashaa krta hu jo mene kaha us pr amal ho. Or aj sab ke samne me swara ko sanskar ki patni or apni bahu swikar karta hu. Shobha ji bidaai ki taiyarian kijiye. Ap ghar pr swara ke grahpavesh ki sabhi taiyarian dekh lena. Humari dono bahuon ke tarah se humari teesri bahu ka bhi swagat dhoom dham se hoga.
Dida: shomi chalo hume shoru ki bidaai ki saari taiyari karni h. Hum apni shoru ki bidaai poori reeti - rewaj se karenge.
Shomi: haa maa.. Shona, sanskar aao. Shekhar, dadi & raglak standing there angry and looking them. Then shekhar, dadi angrily leaves and raglak did their remaining customs but lakshya is least interested in them making ragini angry.
bose house in swara' room:
Dida: shoru ja jake ready ho ja main ya shomi abhi thodi der me ate hain. Aao sanskar main tumhe guest room me dikha deti hu or mujhe tumse kuch bat bhi krni hai.
Swara: thik h dida. Or vo apne room me chali jati h. Shomi bidaai ki taiyarian krne lgti hai or Dida sanskar ko lekar room me jati hai.
In guest room:
dida talk to sanskar. ( kya bat ki ye secret h bad me pata chalega.) after some time shomi guest room me sanskar ke liye nashta lekar ati h. ( akhir damad h bhai 😜) or dida vaha se chali jatai h.
Shomi: Sanskar main janti hu tum bahut samjhdar ho or jo tumne kiya vo sirf Galtfahmi me kiya or apne pyar ke karan kiya. Sanskar main bas itna hi kahoongi ki jo bhi karan ho tumne apni ichchha se shadi ki hai to use poore dil se nibhana bhi. Bachpan se lekar aaj tk shona ne sirf dukh or dard hi saha h. Bina koi galti kiye sirf usne logo ke tane sune h. Bachpan se aj tak vo apne baba ke pyar ke liye tarsi h. Or jab use apna pariwar apne baba sab mila bhi to naam ka. Shekhar ne shona ko kuch time ke liye pyar diya to pr sirf nam ka. Sanskar meri shona ne bahut saha h ab use or mat sahne dena. Kabhi uska sath mat chodna. Main tumhe vishwash dilati hu ki meri shona kabhi bhi kisi rishte ka apman nhi karegi or sabhi rishton ko poore dil se nibhayegi chahe uska past kuch bhi ho pr uska aj ab tum ho. Tum ab uske pati ho or vo iss rishate ki maryada ka ulnghan kabhi nahi karegi. Aj main apni shona tumhe saup rahi hu. Uska khayal rakhana.
Sanskar: aunty ap chinta mat kijiye main swara ka humesha khayal rakhoonga or uska sath khabhi nhi chhoduga. I promise.
Shomi: aunty nhi maa kaho sanskar. humesha khush raho. Main jakar dekhti hu shona ready hui ya nhi tum tab tak coffee pio. Are coffee to thandi ho gyi tum rest kro tab tak main abhi dhoosri bhejti hu. Or vo vaha se chali jati h.
In hall:
After all the rituals of Ragini's Pagphera, Maheshwari family (except Laksh or Ragini. Or Ragini doing her work in Garodia house. Like serial) comes to Bose house. And Shami goes to Swara's room to call Dida and see if Swara is ready or not.
In swara's room:
Swara trying to wrap her red saari in perfectly but is unsuccessful as she didn't had habit to wear saari. Dida enter her room.
Swara: dida please help me to wear saari. Dekho na kitni der se koshish kr rahi hu.
Dida comes inside and see swara wrapped in her saari with a mess. Dida makes Swara wear saree perfectly and sees Swara lost in her thoughts.

Dida: kya hua shoru. Kya soch rahi hai.
Swara: kuch nhi dida. Pr dida janti h ki swara ke man me kya chal raha h.
Dida: shoru mujhe tujhse kuch bat krni h.
Swara: haa dida kaho na. Apko mujhse kya bat krni hai. apko or maa ko mujhse bat krne ke liye ya kuch kahne ke liye meri permission ki jaroort nhi hai.
Dida: shoru me janti hu tu kya soch rahi h ya kin halaton se gujar rahi hai. Tere saath jo hua h usse itni Jalali nikalna asan nhi h pr shoru main or teri maa chahte hai ki tu purani sab baatain bhool kr apni ane bali zindagi ke bare me soche. Shoru laksh tera kal tha or sanskar tera aaj or ane wala kal h or main chahati hu ki tu apna past bhool kr sanskar ke saath apni shadi shuda zindagi ki shurvat kare.
Swara: dida ye ap kya kah rahi ho. Dida mere saath jo kuch hua hai vo sab kuch bhoolana mere liye aasan nhi h or Ap janti ho na ki sanskar kavita se aaj bhi kitna pyar karte hai.
Dida: shoru jis tarah laksh tera past hai usi tarah kavita sanskar ka past h or uska aaj or aane wala kal tu hai. Tu uski patni or vo tera pati h or aaj ka sach yahi hai shoru.
Swara: lekin dida.....
Dida: shoru mujhe tujh pr poora bharosa hai. Tu jo karegi sahi karegi. Achchha ye le bangles or jewellery tu ready ho ja tab tak main bahar saari taiyarian dekhti hu. Dida jane bali hoti h tab tak shomi enter swara's room.
Shomi: maa vo...( to swara ) are vah meri shona kitni sundar lag rahi hai bilkul doll jaisi haina maa. Meri shona ko kisi ki nazar na lage. ( and she pot a black dot of kajal on swara's earlobe). ( to dida ) maa vo maheshwaris aa gye h.
Dida: thik hai Vese bidaai ki saari taiyari ho gyi shomi.
Shomi: haa maa. Main bas shona ko dekhne or apko bulane ayi thi.
Dida: thik h main jaati hu. Shoru tu bhi jaldi se ready ho ja or shomi shoru ko jaldi se ready karke le aa or jaldi aana. Tab tak main neeche jakar sab ek bar phir dekh leti hu.
Shomi: okk maaa. and Shomi makes Swara wear bangles and jewellery. And shomi talk to swara 🔇.
After getting Swara ready, Shomi leaves Swara's room. After Maheshwari's arrival, Sanskar also comes to the hall. After sometime Swara comes to the hall.
Swara's look..

Shomi did Shakhpola and other Bengali rituals Bidaai: As soon as swasan step out from house whole bangalies start making noise of owl

Oops! Această imagine nu respectă Ghidul de Conținut. Pentru a continua publicarea, te rugăm să înlături imaginea sau să încarci o altă imagine.

Shomi did Shakhpola and other Bengali rituals
Bidaai:
As soon as swasan step out from house whole bangalies start making noise of owl. ( jise bangali me ullu ya ulook ki dwani kahte h). Even raglak's priest is chanting beads loudly on parvati's insistence. During bidaai shomi and dida hugs swara.
Shomi: sanskar jin halaton me tumhari shaadi hui hai usme aage jakar shona ke liye bahut mushkil hoga. Main sirf dua hi kar sakti hu.
Sanskar: main apse promise karta hoon ki main swara ko kabhi akela nhi chhoduga. Humesha uske saath rahoonga. Dida and shomi smile sensing truth in his words and seeing truth in his eyes.
Dida: kya ab bathroom me bhi iske peechhe peechhe jayega. Sanskar makes a face that what to say now. Swara smile little.
Shomi: sanskar meri shona ka khayal rakhana or shona tu bhi sanskar or apne in-laws ka khayal rakhana or kabhi sanskar ya unhe disappoint mat karna. Then shomi and dida go from there.
Sanskar: maa or dida ko kya hua vo abhi to thik thi achchhe se bat kr rahi thi fir ese achanak se iss tarah kyu chali gyi. Kya vo naraj hai humse.
Shona: nhi ye ek ritual hai. Hum bangalion me bidaai ke time maa palat kar nhi dekhti hain. Maheshwari is waiting for Swasan in the car.
Ap: parinita bahu jao swasan ko bula lao time jyada ho raha hai. Hume ghar pr bhi swasan ke swagat or baki ki rasmo ki taiyari dekhni hai. Jao unhe bula lao.
Pari: ji mammy ji. and pari comes to call swasan. ( to sanskar ) devar ji ap dono ko mammy ji bahar bula rahi hai. Hume ghar nikalna chahiye time jyada ho raha h or hume ghar par baki ki bhi rasme karni h.
Sanskar: ji bhabhi ap chaliye hum ate hai. And pari goes from there. ( to swara ) chale. Swara nodded her head in yes. Don't worry main tumhare saath hu or bahut jald main ragini ki sachchhai sabke samne lekar aauga or tumhe begunah sabit karke rahuga. swara sanskar ki face dekhne lagti hai that time sanskar says something to swara in her ear and again swara nodded her head in yes and both leave from there.

I hope ap sab ko ye story pasand ayegi. Or agr kahi galti ho to please ignore because this is my first story...

Swasan : Ek naiee shurvatUnde poveștirile trăiesc. Descoperă acum